Greedy approach is not a problem
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g janab kam ma greed na karny ki koshish karen market ki study karen or phir kam karen............................................. .................................................. .................................................. ........................................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ji haan yeh baat to thek hy greedy nae hona chahye but start me agar aap trades nae lugayngy to experience kesy gain karyngy is me loss bhi ho sakta hy bt experience gain karny ke liye risk lena parhta hy
      • #198 Collapse

        Assalam u Alikum dosto greed krnay say insan kbhi ksi kaam main kamyabi hasil nai hoti .agr ap forex main greed kro gay to ik na ik din apka aaccount band ho jay ga. mehnat sy kaam kerna chahie..
        • #199 Collapse

          dear ap ne bahut acha question kia hy ke greedy approach say ye ho ga wo ho gawell mai ye kaho ga k new traders mai ye soch hoti hai to us say ghabrain ni jaise jaise ap ka experience barta jaye ga ye thing ap say khatam ho jaye ga
          • #200 Collapse

            Yes in beginning every one is curious to earn more and more,later on we understand that loss and profit are the two sides of business so greed is gradually removed.
            • #201 Collapse

              in forex trading business yer bhai trader ky loss ki waja hi greed ha marey dost hum ko chay in forex trading business kam profit ko bi waste na karey ye best ha zada ka chaker na hi karey tu best ha
              • #202 Collapse

                greedy bilkul mat karo is say bahot bara loss ho sakta hy aur forex hamay ameer or gareeb bna skata hay isi liye aap ko chayie kay forex ko learn karay takaya ap forex say ziyada say ziada profit make kar sakay ab mein forex say bahot achi earning kar leta hon kiyon kay mein forex ko learn karta hon yeh bahot acha business hay .
                • #203 Collapse

                  g bilkul g main bilkul thk hu n mjko is ky bary main ziaf=da pta ni hai kiu n ky hm ko pta hai ky hm ko is ky bary main himat sy kam karna chayia jio ky hmary lia bhtr ho ga r hmary lia faida mnd ho ga
                  • #204 Collapse

                    yeah well said dear, Greedy approach is not a problem , mmm greed tu aa hi jati he well mein kahon gein ke ap ko chahiye k greed ko ignore karen or apne upar havi naw hone den , or zadaw se zadaw kam mein dehan dein :)
                    • #205 Collapse

                      asalam o alaikum friendz bahut payari bat ki hai aur new tradrrs zyada kamana chahte hain yahan se is lie wo greed ker jate hain
                      • #206 Collapse

                        my dear friend asal me baat ye hai ke greedy trader har waqt noqsan me hota hai . wo greedy trader jis ke pas balance ziada hai wo kabhi kabhi trading me earning kar sakta hai . hame chahiye ke har waqt trading me greed na kare .
                        • #207 Collapse

                          G bahi aap ki baat se main bhi agree karta hoon keh newbies main greed bohat ziada hoti hgai magar time pass honay ke sath sath unn ki greed kam ho jaati hai aur wo pehlay se behtar trading ki traf aa jaatya hain. har ek cheez per time to lagta hai na.
                          • #208 Collapse

                            error should be made in a study due to learning from our mistakes will know there is a shortage ktia where with so automatic solution of problems tentua will we get so would reduce the level of the same mistakes in the future
                            • #209 Collapse

                              In my thinking that we are interesting in the Forex business then we are first to gain the co.plate k oeledhe and learn it that how we are cp yrol the greedy and emotion then we are success full trader in this market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                assalam o alaikum mere bhai greed koi aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak greedy khud mun k bal nahi girta nahi sambhalta..shukriya..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X