Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Mare piyare bhai jan ya bat sach ha ka lalch aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak lalchi insan jab tak khud loss nae karta to is sa nae beach sakta .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g han aap ki baat b kafi had tak darust hai lekin greed hum jitna kum kare gay hame us k me utna he faida ho ga agar aap yaha pay greed ko sambhaal letay hain to aap ko yaha pay kaam karnay me asani ho ge.
      • #48 Collapse

        I would say greedy approach is sometimes a very big problem while if you are a lucky person then it is the best approach you can use :) but so far most of the people had devastating results when they used this approach more often.
        • #49 Collapse

          humen us sy bachna chaheay or humen es kam mein bht sy khayal krna chhaeya k hum es mein lalalch na kren kam ko kam smjh k kren.greedy approach new trade ky liye problem hoti hn q kh in ky pass lack of experience or knowledge hoti hn jis ki waja sy wo greedy ko follow kr baty hn.
          • #50 Collapse

            g han bilkul thek kaha hai aap ne aur is waqat greed k bary main bohat sari threads hen aur main kahna chahu gi k haman greed ko avoid karne k sath aek achi mehnat ki zaroorat ha jis sy ham kamyab ho sakte hen
            • #51 Collapse

              exprience barhay ga toh ap apnay greedy emotions ko control kar lain gay lekin start main hi humain try karni chahye kay hum apnay emotions ko control karna seakhain kyun kay jitni jaldi hum emotions ko control karna seakhain gay utni jaldi earn bhi karain gay
              • #52 Collapse

                Jub nia trader market main ata hay to woh boht ziada hawa main ur raha hota hay aur demo acoun par balance 5000 dollor aur yahan par 200 to lazmi bat hay ahista ahista thak ho jata hay
                • #53 Collapse

                  well my dear friend, aap nay theek kaha hay kyun kay bohat se baatain humain time spent karnay kay saath he samajh aati hain koi aik din main to sub kuch samajh nahi aa sakta na, meray khayal say new logon ko inn sub baaton pay dehan denay kay bajae apni learning pay focus karna chaheay...
                  • #54 Collapse

                    Greed bahot buri cheez hy Forex mien ziada tar traders k fail hony ki bari waja un ki greedy hona hota hy. ek trader ek trade open karta hy aur jab market thora sa us k against jati hy to wo ye samajthy huye k market wapas aye gi aur ziada profit ho ga doble volume ki ek trade aur open kar deta hy aur is tarah sy wo apni greed ki waja sy over margin trades open kar leta hy aur jab market thora aur us ka against jati hy to us ko margin call ka samna karna par jata hy. is liey trading k doran hamaisha greed sy avoid karen.
                    • #55 Collapse

                      Jo log greed ko bohat tez krte hain wo bohat loss main jate hain slow slow earnng bohat best ha hmain chaye ke zyda profit ke chkr main na rhe slow slow earning pe depend krain .
                      • #56 Collapse

                        greedy approach ziada tar new traders me hoti hy k wo trading ko join kar k rato rat ameer hona chahty haine esa possible ni hy greed ko control karna chahiay greed har new trader me hoti hy jo ic ko control kar leta hy wo successful trader ban jata hy ic liay greed ko chorna chahiay jab expert ho jaen gay to greed automatically khatm ho jay ge
                        • #57 Collapse

                          greediness itni honi chahye ke us ko aap control kr sakhe zyada greediness se ap ko kuch faida nhn milta ulta ap apne ap ko losses krwa dete hai trading mein risk bohat zyada hai aur earning bi zyada hai aur jo log experienced hai un ki greediness earning ke lihaaz se sahe hoti hai
                          • #58 Collapse

                            miry kahyal sy new traders mi greedy soch zayada hoti ha ku k un ko experience ni hota zayada trading ka jis ki waja sy wo rato rat rich hony k kahwab dykhty ha or greed mi aky wo zayada loss karty ha but jasy jasy un ko experience hota jata ha es ka wo samaj jaty ha es bat ko or phir un ki soch change hoti jati ha.
                            • #59 Collapse

                              Greed is a so harmful element in forex business. we need a lot of control on greed and if we can control it we will be success in forex business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Traders trading main greedy approach zayada problem nhe datey jitna zayada hamain . galt trade loss datey ha is leya kay greed say he ham har trade man kuch na kuch profit hasil karrtay hain or agar ham greed he ho chor dain to ham trading main successful kasay hon gay or profit kasay hasil karain gay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X