mehat ka phall meeta
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Agar aap mehnat krain gey to is ka phal zaroor milay ga. Kabhi yeh der sey milta hy aur kabhi jaldi mil jata hy. Lekan agar der ho jaye to hamain mehnat ko discontinue nahi krna chaheye aur reward ka intezar krna chaheye. Agar aap is business ki jo requirements hain un key mutabiq kam karain gey to buhat jald kamyab ho jayen gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han yeh baat tu hai mehnat ka phal zaror milta hai or insan agar mehnat or lagan sy kaam kry tu wo kun sa kaam hai jo nahi kr skta es leyeh practice kry zaida sy zaida tubi kamyab hu skty hain forex main asaan bilkul nahi hai
      • #18 Collapse

        G forex trading mein kaamzaab hone aur profit earn karne k liye zarroori hy k hum forex trading mein mehnat aur hardwork Karen aur mehnat aur hardwork kar k forex trading mein knowledge experience aur learning hasil Karen aur demo account par practice kar k forex trading mein experience hasil karen tab forex trading business mein kaamzaab trader ban sakty han
        • #19 Collapse

          Hard work is the key of success. Forex sey profit lenay key leye zarori hy keh aap forex ko properly learn krain aur demo account open kr key is main practice krain. Practice makes a man perfect. Practice sey aap forex ki strategies ko practically use kr saktey hain aur confidence main bhi izafa ho sakta hy.
          • #20 Collapse

            jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma apko phal zaror milta ha lakin asa tab hi hota ha jab ap planing say tarding krty ha qk planing say hi ap forex ma earning bhi kr sakty ha lakin agar ap lalch krty ha to apko meeta phall nai miltra ha islay apko bs dakh kr tarde krni chahiye takay apko forex ma earning bhi kr saky
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Bahi Jan forex trading mein Jo koi bhi mehnat krta hai us ko uska phal lazmi milta hai is lye humein bhi mehnat krni chahiye taqe hum bhi khud ko is Kabul bina skein ke trading khud kr sakein

              اب آن لائن

              Working...
              X