mery bahi aap ny kaha k aap ny forex ko seekhny k leyeh kafi mehnat ki hy to mery bahi hard work kisi b kam ki kamyabi ki kunjy hy is trah aap ny kaha k aap 3 mounth main 1 million tk kama sakty hain to aysa mumkin hy lakin is k leyeh aap ko investment b zeyada krni ho gi aur haqeeqat pasand b banan pary ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим