risk warning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    risk ko mange kar k hi trade karni ho gi rules ko follow kar k hi hum market main sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum risk ko mange karein gay ta k loss kam ho saky aur earning kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      humain is main risk lay kar kam karna ho ga jis say market main achi earning hasi ho sakti hay mag rhumain demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main achi earning hasiil ho zakti hay
      • #1158 Collapse

        risk ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience k begair hum is main kam nai kar skty hain aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay
        • #1159 Collapse

          bhai jub hmain loss hota hai tu hmain koi warning nahi milti es main jub hmary account main sara bonus loss main ja raha hota hai tu hmain os wakt fourm ki traf se margin call ati hai os es k ilewa koi warning nahi hoti
          • #1160 Collapse

            risk ko kum krna is main ye cheez ko experience say kia ja saqta hai laikin in kay sath main humy is market main sabar say kaam ko krna zarori hota hai nahi to traders ko kafi zada is market say nuksan ho saqta hai
            • #1161 Collapse

              risk hum ko lena hoga haar kaaam main risk hain hum jo b kaaaam karte hian hum risk lete hin bina risk k hum kuch b nhe kar skte hian is liye humhain cahiey k hum forex main risk le bina risk k koi kaaam nhe hota or froex jesa karobar riskk k bina ho he nhe skta hain main tu sab ko yahi kehti ho k small lot k sath risk lena chaiye big lot k sath nhe
              • #1162 Collapse

                Forex may risk wornning hoti ha jab ap ko zayda loss ho rah hota ha tu ap ko chiye k ap apni trade ko utha layen is say with draw ap ko is ko recover karnay k baad mikye gi is may say yahan say phr kaam agay jaye ga is may say
                 
                • #1163 Collapse

                  Forex market mai risk bohat zada hai. likan ap risky ko control krna hai tou phr ap forex market mai srif aur srif trend ko follow kray. tou ap forex market mai loss kam ho gy aur ap forex market mai earning / profit zada ho gy. planning say trade krnay say ap ko earning zada aur looss kam ho gy.
                  • #1164 Collapse

                    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. isa koi message nahi atha lkain iyk khas sound atha ha jab margin call ati ha us sa app ko pta chal jata ha ka app ka account wash hona ka qareeb ha kush broker jab below 30 % margin level jata ha tu kud ba kud app ki top trade close kr deta hain..
                    • #1165 Collapse

                      nhe to asa kio msg nhe milta ha kay is ma aap ka loss ho rah ha our aap ka account wash ho jay ga to aap apne trad ko cloes kar day aap ki trad calte rahte ha our jab aap ka account wash ho jat ha to trad kad he cloes ho jte ha
                      • #1166 Collapse

                        risk to lyn hi hota ha humain agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun ay hum jab ziad risk layty hain to trade karna kafi sai rhta hay kun kay aik hi dm main profit hota hay or is main achi earning hasil ho sakti hay or loss b ho sakta hay magr low ris main km profit hota hay or isi tra humain low loss b hota hay
                        • #1167 Collapse

                          Nahi bhai aisa nahi hota Jab Hamari Koi Laut loss Mein Ja Rahe Hoti Hai Aur Hum Bhi Jyada profit Hota Hai ja ja dolores hota hai to Hame Forex volume ki taraf se koi signal nahi milta
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #1168 Collapse

                            nhe yar hum ko loss honay par ya account wash honay par market sa kio be msg nhe milta ha kay aap apne trad ko cloes kar lay our is ma hum ko mahnat our knowlged karne caahy our is ma hum ko market ko smjna cahay
                            • #1169 Collapse

                              bhai msg nahi tu nahimilta hai hmain direct call ati hai k apka jo account hai wo wash hony wala hai or es qism ki hmain information milti hai es liye tu kaha jat hai k hmain hmaisha kam lot size main trading karni chahye ta k hmain bary nuksan k bad loss ka smhna na karna parhy or hmain es main achi trading kar k achai earning mil jay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                Ni bhai aesa koi signall ya message ni ata jo ap ko bataye k ap loss mn ja rahy ho r ap ka account wash ho sakta ha.trade lagany k bad ap ko khud dekhna hota ha k kahin meri trade loss mn to ni ja rahi.bar bar trade dekh kar khud ko safe takhna hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X