risk warning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Ni bhai aesa koi signall ya message ni ata jo ap ko bataye k ap loss mn ja rahy ho r ap ka account wash ho sakta ha.trade lagany k bad ap ko khud dekhna hota ha k kahin meri trade loss mn to ni ja rahi.bar bar trade dekh kar khud ko safe takhna hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      Na na g dear aesa koi signal ya indication ni milti.trading lagany k bad ap ko khud dekhna parta ha k ap loss mn ho ya profit mn.islye to aksar trader loss hony k bad account wash karwa bethty hn kyun wo intime trade close ni karty ya kar paty.r un ka account zero ho jata ha.
      • #1173 Collapse

        jee jee bhai jan jab ham ny trade open ke hoti hay aur hamari trade musalsal loss mn ja rahi hoti hay to hamen broker ke traf say lazmi margin call ati hay, us margin call ka yahi matlab hota hay kay ap ka capital risk py hay.
        • #1174 Collapse

          agar hum forex trading main risk ko manage kar kay trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money management karty huway he hum market main achi trading kar sakty hay ye aik bohat acha business hay esmain humay khoob plan kar kay trading karni chahiey
          • #1175 Collapse

            g han ays hota hai apko margin call ati hai jo apko es sort e hall se gah karti hai or apko batati hai k apka account khtry main os k bad apki apni laerning hoti hai expernce hota hai or kuj nahi or mera khyal hai account wash k bad boht mushkil ho jati hai sub k liye
            • #1176 Collapse

              Bhai jan forex trading main risk he rosk hy to jis ny zindge main risk ninlia to ap ny kya kia hy means don't hesitate while you are trading
              • #1177 Collapse

                dear friend ager ap ny trade open ki hy or wo loss main ja rhi hai tou markte ki trf sy ap ko koi warning nae di jati .,blky ap ko khud monitor krna ho ga ta k ap loss sy bach sko .,.is k liye stop loss zroor llgaes ta k ap loss sy bach sken
                • #1178 Collapse

                  nahi bhai aysa koi mssege nahi milta hai apko khud he manag karna hota hai k ap ny ab ayse situation main kiya kam karna hai es liye ap ko aghr sahi lgta hai tu ap trde close kar den aghr nahi karty hain tu bhi apki apni marzi hoti hai
                  • #1179 Collapse

                    risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main analyse kar k hi hum real main acha perform karein gay aur hamain market main earning ho
                    • #1180 Collapse

                      market main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main perform kar sakty hain aur hamain market main is k baryy main demo main practice kar k hi hum real main achi trade kar k hi hum real main trade karein gay aur hamain market main knowldge hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky ga
                      • #1181 Collapse

                        AP sub sahi kah rahy Hy but hummy asa koi msg Ni milta k trade band kry or trading krny Sy pahly demo account ma practice bohat hi zarori Hy isliya pahly knowledge hasil kry or phir trading
                         
                        • #1182 Collapse

                          ASA Ni hota k hummy koi msg Milt k jis just Sy hummy pata chale jata, mean warning mile jati is ma lalch Sy bachy or market ko khub analysis kry Jo k bohat hi zarori hy
                           
                          • #1183 Collapse

                            ris ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k bary main planing karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hum sab is main kam kar sakty hain aur is main kam kar k hum apnni har zarorat ko pora kar skty hain aur is main experience hasil karna ho ga ta k earning ho saky gi
                            • #1184 Collapse

                              risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main is k bary main analyse kar k hi hum real main achi trade karnyy main bi koi mushkil na ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                market main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hhon gay aur hamain market main is k bary main rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum real main acha perform kar sakty hain aur earning ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X