Kaya Karain K Loss na Ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya Karain K Loss na Ho
    Mujhay 3 saal say zayada time ho gya hay forex trading main lekin abhi kuch lots aisi lag jateen hain jis say loss ho jat ahay. kaya ap k pass koi aisa point hay jis say iss loss say bach saakyy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agr bhai jan ap ko 3 sall ho gy hain tu ap ko tu loss nahi hona chahye ku k ap k pas bohat knowledge ho ga behtr ha k ap aram aram k sath limits ma kehly stop loss on kary pher zeada loss nahi ho ga uar lalch na kiya kary...!!!!
    • #3 Collapse

      gee bhai forex mein loss nhe krna he to is mein mhnt krne he is mein experince hasil krna ha jb ap expert hon ge to ap ko kabhe bhe loss nhe ho ga aor apni best trading kar kay es say ache income ho ge
       
      • #4 Collapse

        bhai jaan is mien har kisi ko hi loss hota hai lekin is mien kamiyab wo hota hai ke jo apne losses se bachna jaanta hai aur is mien proepr risk management apply karta hai.
        • #5 Collapse

          janab main apko yeh kahunga ka p jald bazi se kaam na lain ap araam se ahtiyat se trading kiya karaain kynk jab apko Forex trading k iss business main 3 saal hogaye hain tou knowledge tou hogi obviously.. ap eesa kiya karain k apni strategies ko demo account main check kar liya karain
          • #6 Collapse

            loss to her business ka hissa hota hai or forex bhe ek aisa business hai jis me loss beh hota hai or profit beh hota hai but ap forex trading me loss ko stop kar skhty ho is se ap greed na kern to loss nahe hoga
            • #7 Collapse

              Dear brother agar rub nay acha tu loss ho ga ap ko zaror pher tu yeh 100 percent haram howa k loss na ho dear yeh bolo k kiya karo k loss kam our profit ziyda ho pher yeh business hai our is liyeh learning karni hoti hai but course complete honay k bad b ap loss karo gay but profit ziyda
              • #8 Collapse

                forex trading mien loss to har kisi ko hi hota hai lekin is mien kamiyab wo hi hota hai ke jo is mein apne losses ko manage karna chahta hai agar apne apne losses manage karliye to phir ap zaroor kamiyab hosakte hian.
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex trading mein loss ko control krein ge to hm ko loss nhe ho ga aur hmein apne trading mein take profit aur stop loss ka istemal krna loss ko control krne mein mdd krta he aur hm apne trading mein experience se kam krein aur trading market ke sahih movement ko smjh kr apne order lagaein phr hmein acha profit hota he aur loss bhe nhe hota he
                   
                  • #10 Collapse

                    Agar hum Forex me loss se bachna chahty han to is k liye humy chahye k hum is business me zyada greed na kary aur apni investment k accordingly hi lot size ko select kary isi trha hi hum market me risk free trading kar sakty han aur Forex se daily ki unlimited earning bhi boht asani se kar sakty han.
                    • #11 Collapse

                      dear trading me app greed na karen or lot size zeyda use na karen to app ko kabi b loss ho hi nahi sakta hay zeyda lot size use karny se hi app ko loss ho sakta hay loss hony ka or koi reason nahi hay
                      • #12 Collapse

                        ager ap loss nae kerna chaty tu ap small lot size use keryn ta k loss say bech sakyn or lalach na keryn jaiz profit lay ker trade close ker diya keryn ic say trader ka account safe rehta ha
                        • #13 Collapse

                          Agar to hum is business me loss se bachna chahty han to humy chahye k market me zyada greed na kary aur apni investment k accordingly hi lot size ko select kary isi trha hi hum is business me big losses se bach sakty han aur Forex market me trading kar k daily unlimited earning bhi kar sakty han.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading aik business hai aur business me loss to hota hai aur mere khayal me har trader ko market me loss hota hai main thing ye hai k trader apne mistakes se learn kare aur apni trading ko behtar kare is se wo future me kafi ache earning kar sakta hai aur aik kamiyab trader ban sakta hai future me,,,,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jaisa k ham janty hai k forex is as a business or business main profit or loss hona koi bary bat nahe hai to jab b ham ko trading start karain to ham ko yah pta hona chhahin k ham loss ka factror ko khatamm nahe kar skaty ham to bas forex k loss ko reduce kar skaty hai or wo b apny mahant or skill ka sath warna forex boaht risky kkam hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X