Kaya Karain K Loss na Ho
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai loss ki aik main reson ye ha kay hum learning pe focus nhe krty aur hmara zyada focus sirf earning pe he hota ha es wja se b hm loss krty hain lakin aysa nhe krna chahye kyu kay agr hm apna sara focus earning pe rkhy gay aur learning ko janany ki koshish he na kry gay to humy loss he loss ho ga es lye sab se pehly learn kry aur us kay baad he earning ki traf ay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam o alaikum dosto loss se bachn k bht sare tariqe hain aik to ye ha k ap ko sb se phele trading k bare me ilm hona chaiye k trading kese hoti ha or experience hasil krna chaiye apne seniors se rehnumai hasil krni chaiye patience or cool minded ho k trading pe full concentrate karein q k koi aik lamha ap ko loss ki tarf le ja sakta ha
      • #18 Collapse

        Is market main loss key bhi utney hi chances hotey hain jitney profit key hotey hain. Is leye loss sey ghabrana nahi chaheye aur agar loss ho gia to is ko recover krney ka sochna chaheye. Hamain apni learning ko itna increase krna hy keh loss ko recover kia ja sakay. Aik experienced trader loss ko recover krna janta hy aur is ko profit main change kr sakta hy.
        • #19 Collapse

          sir baat ya ha kay agar ap chaty ha kay apko forex ma loss nai ho to apko demo account ma bhi tarde krni chahiye qk usay apka experince high hota ha or demo account bhi real account ki tarh ha lakin ham demo account behtar experince hasil bhi kr sakty ha islay bs apko forex ma har nai mani chahiye
          • #20 Collapse

            Forex mei Aisa koi full proof plan ya stregy nhi hai jo follow karne par hamesha profit ho chahe aapne 3 saal forex business Mei bitai BV hai ya 30 saal aapka experience knowledge aapko loss se nhi bacha Sakta hai Magar aapka experience knowledge aapke loss ki neat zero tak jaroor minimise kar sakta hai loss to hoga forex Mei sabko hota hai par knowlede rakhne wale experience rakhne Wale loss Ko agli trading Mei profit Mei Badal dete hai jo forex Mei jo well experienced trader hai unki trading average nikali jaaye to maximun time unki trade profit par hi close hoti hai loss Ko control sirf money management technical analysis se trading greed Ko avoid karna imotion par control rakhna se nutrilise Kiya ja sakta hai apna pura constration forex ki knowlede aur experience Mei lagai loss khud b khud control ho jaayega
            • #21 Collapse

              Dear koi strategy esi nhi jis main loss k chance na hon. qun k forex market main kuch bhi confirm ya fix nhi hy. Lekin ap jo bhi strategy use karen us main loss ki ik limit select kar len aur us k bad mazeed risk na len aur trade close kar den es tarha ap ko loss to ho ga magar account wash honey sy bach jaey ga.
              • #22 Collapse

                Main app ko batata houn kay aisa kia karein kay loss kam say kam ho - main app ko kehna chahta houn kay apni strategy bnyen aur support resistence zaror lagyein aur uce pay stop loss aur take profit lagyein - ic c appko acha munafa milay ga
                • #23 Collapse

                  Bhai faida aur nuqsan har kaam ka hisa hai aur aexa koi kaam ny jismay loss naa ho hn ap ye kare k agr apko loss hota hai tw apni profitable trade se uss loss ko pehle cover kare then apna profit alag se earn kare.
                  • #24 Collapse

                    bhot zeada lerning kry gy to loss nai ho ga ap ko our ap bhot achy trader bhi ban jaye gy ap bhot taime dyiya kry trading my our is ko smjha kry k khsy is my apny kam krna hy our is my apny kin bato sy bach k rehna hota hyy ya sb agr ap sekh ly y to ap ko is my bhot acah profit milta rhy ga our ap kamyab ho jaye gy is my
                    • #25 Collapse

                      Forex aek business hy aor apko behtar pata hoga ke business men loss hota hy lehaza is se bachne kilie apko apna target banana pare ge Aor apko small lot Karen ge iske sath sath apko stop loss use Karna pare ga Jo ke intahi zaroori hy
                      • #26 Collapse

                        Dunian ka koi kaanaesa nai hay jis may orofit k sath sath loss na ho isi tarha forex nay bhi humay profit ayr liss dono hote hay lekin agar hum zada loss se bachna cahate hay tou humay cahiay k hum lalch na kary
                        • #27 Collapse

                          Brother forex main loss hum tb he kum ker sagty hain jab humera pass acha forex knowledge our trading experience ho ga ye app demo account practice say app hasil ker sagty hain our pher real account main apply ker k he hum acha profit earn ker sagty hain
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                            Mujhay 3 saal say zayada time ho gya hay forex trading main lekin abhi kuch lots aisi lag jateen hain jis say loss ho jat ahay. kaya ap k pass koi aisa point hay jis say iss loss say bach saakyy
                            Agar Hum ho jate hai ke hammad loss Bahu aur Hamari trading secure ho toh Hame chahiye k I'm trading karne se pehle market ke baare mein achi Tarah knowledge mein uske baad Hiren account mein trade kare
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #29 Collapse

                              Re: Kaya Karain K Loss na Ho

                              g apko demo account pr proper time dyna chahiyy ar demo account ko use kr ky wo mistake check kreyn jo apky loss ki wajha bn rhy hn taakh apko is ka pata ho ar apko isssy achi skills hasil ho sakkynh ku kh yy to aik business hy ar loss to profit to iska hissa hy ar agr apko loss hoa hy to yaqeenn profit bb issy kaai gunna ziyada hoa ho ga isliy sabar syy kaam ltyn ar markets ki movement ko samjhyn ar phr kaaam kryn ho sakta ho kh apko issy kafi guide lines mill sakkyn, practice ko demo account pr yaqeeni banayn taakh apko trade ky currency pairs ka ziyada sy ziyada pata chly ar ap achi trading kr sakkyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kaya Karain K Loss na Ho

                                Loss tu huta hai magar loss ki shiddat ko kaam kr skty hain woh bhi achi marketing ko dekhty huiye jab hammy market ke level ko acha under stand hu jyga tu hammy yaqenan acha profit millyga or phir loss kam huga yaqenan assa hi huga agar ham is kaam ko sahi trqe se karangy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X