dear forex ko koi b learn kr sakta hy bs zaroorat is baat ki hy k aap is ko sanjeedgi k sath learn krain serously is ko lain aaj kl female male sy har medan main aagy hain to forex trading main wo kioun kamyab nai hon gi bs aap trade krty waqt jazbati na hun aur na hi lalach krain to aap aik kamyab trader ban sakti ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим