how to control emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Forex ek best business hai aur is smain jb bhi ap trade lagao kam lagao agr ap ko is smain loss hota bhi hai to kam sy kam ho . Forex sb sy best business hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      emotions ka taluq dimagh sy hta h , zaruri h k trading k time mind fresh ho , tension freee ho ,koi bojh na ho dimagh pay. controlled emotions k saath he trade krni chahye
      • #108 Collapse

        hmain apny emotions ko control krne ke liye apny kam ko thk se krna chye or apna mind fresh rkhna chye ta ke hmain problem na ho.
         
        • #109 Collapse

          hmm.,.. kya matlab hum emotions ko kese ontrool kr sakte han??? hr aik ka apna khayal hota ha and hr aik apne ap ko khud achi trah jaanta ha and hr aik ko pata hna chahiye k apne emotions kese control kiye jaen
          • #110 Collapse

            Emotions per control kerna bohat zaruri hey kyn kay ager aap emotional hoker trading ker rhey hen tou aap apni learning k tamam basic rules ko bhool jaen gey or ghaltian kren gey isliye hamesha jo kuch aap ney perha ho usi k mutabik trading kren na kay emotional hoker ya greedy hoker trade mey enter hon.
            • #111 Collapse

              forex business ma hamara just knowledge or experience he matter neh karta ha is ma survive karnay k lye hamain apnay emotions par bhe control karna chaye .or is k lye hamian separate room ma trading karni chaye. or tension free rehna chaye. tabhi hum forex ma emotions par control rakh sakhty hn.
              • #112 Collapse

                hamein forex main apne emotions ko lazmi control mai rakhna hota hai or agr ham chahen to khud apne emotions ko control mai kar sakte hain magar is k liye hamein ziyada se ziyada greed se door rahna chahiye
                • #113 Collapse

                  App koshish Karen Ke Long term Entry Lagaya Karen. Jiss se app Ko Kafi Patients Aye Ga. App Koshish Karen Ke Jab Koi Achi support Level ho To uss sE App Long Term Entry laga Den Achi Income Be Ho Gi.
                  • #114 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                    main janna chahti hon kay forex trading main hum apnay emotions ko kaisay control kar sktay hain ap kay khayal main emotions ko control karnay ka best tarika kya hai







                    dear wase tu ma perfect nai janta ho k trading business ma emotion ko kase control kiya ja sakhta hai lakin mera hisab sy agar ap apni earning ka target apna brain ma set kar ly or us k hisab sy trade karye tu emotion pa control ho sakhta hai.
                    • #115 Collapse

                      forex mai apne emotion aur daar ko khatam kerne ke aik he tareqa hai aur wo hai ke aap trading ke bare mai zayada se zayada parhe taake aap ko koi bhi loss nahi ho trading kerne mai.experience milta hai parhne se.thanks.
                      • #116 Collapse

                        Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main emotion ko control karna bohat hi zaroori hota hay kun kay emotion say business main bohat nuqsaan hota hay is leay apnay loss ko saamnay rakh kar apnay emotions ko control karen
                        • #117 Collapse

                          dosto mray khyal se hum apny emotions ko control kar sakty hain is ka yeh tarika hai k hum khud ko samjhaen khud hi k nuksan hony ka faida bhi hoga mujhy main learn karon ga and aik dum se main...
                          • #118 Collapse

                            aur agar apney emotions ko control na kar paye toh hum kamyab nahi ban sakty aur emotion ko control karna kafi easy hain jab ap k sath forex busness ki study hoo and market k barey main knowledge then khud ba khud emotions control main hi rehty hain agar hum khud ko reserve karlay tu warna khud ko samjhana bhi musqil hojata hay loss hhuwa ti kia hoga galti karkayt hi banda seakhta hay ab profit bhi hoga ....
                            • #119 Collapse

                              wesy to forex trading main emotions ko control karna kafi mushkil hay lakin agr ap cool mind kay sath kam karty hain to ap apny jazbat pr kabu pa sakty hain es leay usi time ap trading kia kro jab ap ka mind fresh hota hay warna trading na kia kru ap ko loss bhe ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                we can easily control the emotions so easily in the forex trading business and we can make the more best and successful trading, and need to control the emotions to make the trading more perfect and get the success.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X