how to control emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    is ka asan sa hal hai aager aap forex trading mein apne emotions ko control kerna chahte hain to aap ko pehle se planning aur apna target set kerna hoga aur use ke mutabiq aap ko kaam kerna hoga is se ap ke emotions per effect nahi pare ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      my dear forex trading business mia hamy doran trading apny emotion ko kabo mai rakhna chahiya ta k hamy is mai loss na ho or mery khayal mia emotion ko kabo mai karny k best tareeka ya hai k ham tention free ho kar kaam karna chahiya or jab hamary pass trading ka knowledge ho ga to ham trading karty wakat emotional ni hon gy is lia hamy is mai knowledge hasil kar k trading karni chahiya ta k hamis mai earning kar saky
      • #78 Collapse

        forex company me emotion kabi nahe chal skate he aor na he forex emotion ko mante he jab be ap jazbat se kam lo gy to forex me clearly nuksan kro gy best he k ap ko sabar se aor aram se aor hosala se kam lena pary ga jis me ap kamyab bhe he
        • #79 Collapse

          forex trading main emotions ko control karna difficult hay lakin agr impossible nhi hay es leay ap sirf usi time trading kro jab ap ka mind fresh hota hay cool mind k sath ki gae trading ap ko profit dla sakti hay emotional trading loss k siwa kush nhi dati ap ko
          • #80 Collapse

            trading me emotion ko control karna success hone ke neshane he aor agr best work karna ho to fr to koe problem create nahe hota he try must kro ky sabar se trading ke jy to acha ho ga warna nuksan ho skta he best way of success ye ky good aor best work kya jy mgr sabar se
            • #81 Collapse

              dear agar hume trading me loss ho jaye to hum emotional ho jate hai is liye loss hone per sabar se kam lena chaiye sabar ke zariye hum apne emotinal per control kar sakte hai or apni mistakes se learn kar ke trading kare ge to hum loss se bach jaye ge or hum profit earn kar sake ge
              • #82 Collapse

                forex me apnnay emotions ko control karna bhot he mushkil kaam hai agar aap yaha pay apnay emotion ko control kartay hain to aap kafi had tak achi tarha say earn kar sako gay yaha pay.
                • #83 Collapse

                  forex trading main apne emotions par control karna bohat zarori hota hai agar ap forex tradsing main apne emotions par control karne main kamyab ho jate ho to umeed ho sakti hai ke forex trasding se apko profit ho
                  • #84 Collapse

                    gee bhai app log ko is business aik kamyab trader ben he. too app log apen emotion aur lalach ko control me rekh ge too pher ja ker app log is busines ke kamyab hote he. is liy app log job is business me kaam ker too bhot easy ho ker aur beger kis tenion ke kaam ker ge too is me app log ko faiad he.
                    • #85 Collapse

                      isr acctually bat ye ha k emotion pe control krna ap k apne buss me hota he or ager ap forex forum pe kam krty han to pehle apne kisi senior se seehyn k hum is forum oe kese earn kr ksty han wo ap ko sbb kuch bata dety han k or ap ko is bary me b aagahh krte han k apne ap ko lalchi mat banayn or aone emotin pe kabo payn
                      • #86 Collapse

                        jab ap ko forex trdaing k bare m knowledge hon ge exprince ho ga to ap m confidance bhi ho ga or ap ka confidance hi ap ko emotion ko control ker wae ga or ap k emotion khud bakhud control hon ge or ap sahi se trading ker sako ge
                        • #87 Collapse

                          Asalam O Alikum mere peyare doston jesa key aap sab logon ko pata hai key Forex treding ki jab trainig letey waqat humain bar bar ey samjhaye jata hai key forex is highly risky job Emotion ka utarna chahar na ek coman si baat hai forex main jab humain proift hota hai to loss bhi humai uthana ho ga
                          • #88 Collapse

                            sab se pehlay study karo aur phr learning karo jissay aap kay pas knowledge ajayegi aur phr aap demo account par practice karo taakay aap perfect hojao phr aahista aap k pas skills bhe ajayengi aur phr har cheez control karna seekh jao gay araam se
                            • #89 Collapse

                              Is ki ba qaeda practice karni hogi aur apne emotion kocontrol karna hoga warna forex trading me emotional logo ki koi jaga nhi he aur apne emotion pr control rakhne wala hi asal bahadar he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                obviously we shouldn't take any emotional decisions during trading work because emotions are not good for trading, and will make the trader suffer from loss soon, so we should control the emotions first and need to make the relax trading to earn profit and knowledge and experience

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X