What is scalping

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    scalping tou ak trading style hai. es ko har koi kr sakta likan es kjo pehly scalping ky lye indicators ko select krba hai tou es market mai regular scalpinbg kr sakty hai aur forex market mai earning bhe .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex trading busniss mai scalping be trading ke ek kisam hy jis mai traders koch dair ke liya market mai in hoty hy or thora bohat profit leker out ho jaty hy lakin ye dangrous hoti hy
      • #183 Collapse

        scalping bohat kam time frame main hone wali trading hai is ko bohat huge amount ho to hi karna chaye kiu k ye big lot se ki jaati hai is lye is ko bohat care se karna hota hai nahee to poora account bhi wash ho sakta hai
        • #184 Collapse

          Dear slalping short trades k lite bihat achi opportunity ha agr hum is ma experience ur knowledge k sath kam krte hen tu hum is ma bohat kuch kma sakte hen ye hamre liye bohat best ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye bihat acha business ha
          • #185 Collapse

            Mery bhai scalping aik short term trading technique hai is ma hum thori der ky leay trade oprn krty hain aor kch pips profit ly ky close kr dety hain forex trading ma strtegies bht important hain humen well aproach krni chue trading ma.
            Acha kaam achy daam
            • #186 Collapse

              Forex trading main scalping ka matlb hy k ap forex trading main trading k doran ap ap I trade sy thora SA Profit aany p ap market sy ghaib ho jaty ho isko forex trading main scalping kehty hain
              • #187 Collapse

                is main hum long aur short term main trade kar skaty hain aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade karein gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k hum market main run kar skay aur loss kam ho
                • #188 Collapse

                  Forex trading busniss mai scalping trading ke ek kisam ko hum khty hy jis mai hum market mai koch dair ke liya in hoty hy or thora bohat profit leker nikal jaty hy yahan sai
                  • #189 Collapse

                    jo log fack kam krty hai wo scapling krty hai jo zayda kamany kai chakar mai begarti krty hai jo online ghalt kam krty hai trafinh mai us ko scapln kaihty hai
                    • #190 Collapse

                      Bohat hi short time k liye trading krnay ko scalping krtay hai or scalping mai profit or loss normal trading say zyada hota hai q k scalping mai lot size full use kiya jata hai.Lakin scalping krnay k liye b kafi acha experience required hota hai.
                      • #191 Collapse

                        g scalping se yhi mraad ha kay thory thorey pip nikalna yani thori c ap ko profit mily to ap us ko close kr day yani din kay ander ander he zyada se zyada entry lena aur thory time kay lye he market ma in rehna aur us kay baad market se out ho jana esi ko scalping kehty hain lakin es kay lye boht zyada practice aur hard work ki zrort ha phr he ap scalping ma kamyab ho skty hain.
                        • #192 Collapse

                          Forex trading business mein scalping bhi aik trading ki aik kisam hy scalping se hum forex trading mein profit earn kar sakty han aur scalping se murad hy market mein in hona aur thoraa sa profit earn kar k market se out ho Jana is ko scalping kehty han forex trading mein new trader ko scalping nhi karni cahaiye kiok is se agr loss bhi hota hy tu buht ziada hota hy kiok is k liye forex trading mein knewledge ki zaroorat hoti hy tab hi scalping se profit earn kiya ja sakta hy
                          • #193 Collapse

                            scalping ka mtlb hota hae k chand pip profit k bad trade nikal lena aur jo sacalper hoty hain wo choty choty pip nikalty rehty hain aur maen to kehta hn k scalping sy bacha jae to behtr hae.
                             
                            • #194 Collapse

                              hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gau
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                scalping ke term short trades ke liye use hoti hai aur ye Short Term Trading bhi kehlati hai . Scalping Bhi Trading Ki ek type hai aur iss mai forex trades short trades kar kay thora Sa profit Earn Kar K Trade close Kartay hain . aur din mai kaiye trades kar kay profit earn karny ke try karty hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X