role of ascillators in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Ascillator bhe ak indicator hai. es ko ap ak indicator ki tarah he use kr sakty ho.likan es ko apply krnay say pehly ap ko es kay bary mai complete knowledge hasil krna hai tou ap es ko apply kr sakty ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      bhai aya ayk just indicatrer hy is k sath agr pa csalping ko ya analysis ko bhi mila k trading krty hy to phr tab hi ap ko is sy profit mil sgta hy kio k koi bhi indicater ho who market k move hony k bad hi move krta hy hamy bad my signal dyta hy phly nai dyta hy is liy aap ko tecnicval tor pr traing krni chiya jis ss y ap ko profit zead hoga
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #198 Collapse

        indicators to bht se hain or oscillators b acha indicator hai Q k main ne khud esy demo account main use kr k dekha hai.mgr agr real account main hm or b indicators use kr k dekhain to hm ko samaj at gi k market kidhr ja rhi hai or hmy kis tra earning krni hai.so luck k sath sath skills b bht zarori hain.
        • #199 Collapse

          hamain rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur indicator ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k run karein gay
          • #200 Collapse

            oscilltor bhe ak indicator hai es kay roles bhe bohat imprtnt hai ap es ko apply kr kay market ka trend maloom kr sakty hobohat say tader es indicator ko bhe use krtay hai. es ki madad say bhe aptrend maloomkr sakty ho
            • #201 Collapse

              forex trading main bohat say indicators use hoty hay agar hum en indicators ki theak say setting karen gay tab he hum en say acha result lay sakty hy aur es say kamyab trading kar sakty hay
              • #202 Collapse

                hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur loss kam ho skay ga aur earn kar k sucess hn gay it is best
                • #203 Collapse

                  bhai es main hmain trading se related kuj point diye jaty hain or hmain kha jat hai k hum es ko use kar skty hain magr hmain en k ilwa apni stratgy ko use karna chahye tak hmain khud bhi trading sikhny ko milti hai
                  • #204 Collapse

                    market main jin cheezo say humy madad mil saqti hai trading krny kay liay is meta trader 4 say in main ye oscillator b hai jis say hum is market ki zada say zada move ko maloom kr saqty hain or is say humy buy or sell ka order milta hai
                    • #205 Collapse

                      is ma ap ko ya karna hota ha kay aap ko kabe profit be date ha our kabe loss be date ha to aap ko apna sar margin ko sanay lan ho ga tak aap ko is ma kio msal na ho our is ma aap ko knowlged our xperinec be hona cahay our ya aik best business ha jis ma hum kam time ma acha profitr hasil kar sakty ha
                      • #206 Collapse

                        bro majay lagta ha kay ya aik hint dany kay liay ha our is ma aap ko kio zda fida nhe hota ha majay to kad is kay bary ma zada knowlged nhe ha our many is ko kabe ues be nhe k ha our is ma be aap ki knowlged hone cahay
                        • #207 Collapse

                          mujy is kay barymain ziada maloom nai hay agr humain success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay magr is kay rules ko study kar kay jab kam karty hain to market ko sikhna kafi asn hota hay humain low risk main practice kar kay trade ko kanra best rhta hay k loss km ho sakay
                          • #208 Collapse

                            sorry bhai muhy es k bary main kuj nahi pata hai k es ka trading par kiya role hai or es ko kesy use karty hain main abhi new hun forex main main ny aysa koi afz nahi suna hai or na he mmujhy mery seniors ny es k bary main guide kiya hai es liye main mazrat chahta hun q k main apko guide nahi kar skta q k main ny abhi tak yah nahi suna hai
                            • #209 Collapse

                              forex market chart ko understand karnay kay liey differnet kisan kay indicators ko use kea jata hay agar hum en indicators ko theak say use karty huway kam karen gy to he hum en say acha result lay sakty hay aur humay chahiey keh es main theak say setting karna seekhy ta keh hum market main acha earn kar saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Oscillators eik indicator hay jc c app ko thora bht andaza laga sakty hain kay market kis taraf ja sakti hay - lakin jaisa kay koi bhi indicator 100% nahi hota - main app ko prefer karn ga app simple moving average ka use karn 30 aur 50 kay - jab bhi crossover ho downtrend main to thora sa oper janay k bad buy kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X