role of ascillators in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex man baaz chizain aysi han ju trader ku trade ki taraf aik hint daiti han in say trader ic kabil bun jatta ha k wu market ku kisi hud tuk perukh sakay k amrekt kis simth man jai gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ye aik indicator hay jo keh humay market kay bary main guide karta hay so humay chahiey keh har kisam kay indicator kay bary main samjhy jab hum esko samjh kar trade karen gay tab esmain kamyab ho sakty hay
      • #183 Collapse

        asolitor ik indicator hae jo ye btata hae k ab trade sell krna chaeay ya buye aur iski apni settings hoti hain jo apni stretigy k motabiq krni parti haein aur ye ik bahot hi useful indicator hae.
           
        • #184 Collapse

          asolitor ik indicator hae jo mt4 k oopar ziada use hota hae aur hr ik ka apna kheal and idea hota hae aur hr trader unique hota hae koe isko use krta hae aur koe bilkul ni krty isko use.
           
          • #185 Collapse

            G bhai agar ap sirf oscillation indicators py trade karo ge to loss main raho ge ap kise strategy main as a additional confirmation iss ko use karo ke ap profitable raho
            • #186 Collapse

              trading business main her ik cheez jin say profit milta hai ik traders ko is main isi tara say teek say money ki management say move krna hai or sath main is main in indicators say kafi zada idea milta hai kay market ka trend kia hai or is main trade ko kub kider say open krna hai
              • #187 Collapse

                Ye ak tarha ka inducator ki toor par use hota ha is ko ap forex may graph chart par easily draw kar skty han jab ap is ko draw kar layen gay tu is say ap ka ljneo ki shapmpar zahir ho ga is shap k hisab say agar ap kaam karyen gay loss nahi kar skyen gay
                   
                • #188 Collapse

                  bhai jaan ya oscilitaor aik indicator hay or iska mujhay bilkul ilam tou nahi par es tarha ka koi bhi indicator hamen use nahi kerna chaeya agar ham esay indicator use kerengay tou hum khud hi loss khaengay or hamen faiday kay bajaye nuqsaan houga
                  • #189 Collapse

                    my dear friend ya ap ko whoi bata sakta hi jo as par expert hu jo yanh new hi abi an ko trande huny ma kuch time to lagy ga as lya jo forex ka role hi ya bhut achy hi awor ham sb ko cahyea jab kam shuro kary as ko achi tarh pahr lay pah kam kary apna
                     
                    • #190 Collapse

                      oscillators bh aik trha k bhot achy indicators hotay hain ma bh oscillators ka bhot zaida use krta hu ma in oscillators ko daikh k apni trade lagata hu is liyay jo bh trade lgaye merii usko advice ha k oscillator ko daikh k trade lgaye is sy apke trade safe rahay ge
                      • #191 Collapse

                        oscillators bhi indicators ki tarah he hotay hain koi khaas fark maine nahe note keya oscillators ki aik baat hay kay seniors traders ka kehna hay kay ap ko agar Oscillator pe achi tarah kaam krna ajay tou ap ki trdaing bohat zabardast hojati hay
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #192 Collapse

                          My dear friend ma ap yanh new hu mujy kuch itna kahs andaza ni hi ma ap ko itna guide ni kar sakta han ya to wohi ap ko bata sakta hi jo markit ka bary ma bahter janta hu k ab down hu gai ya up hu gai itna mujay ni pata
                           
                          • #193 Collapse

                            Role of assilators ak auchy wala indicator ha jiss may haam ju entry lagaty han is k against market may graph chart par kuch lines nazar anay laag jati han jiss working capital b is hisab say move kar raha hota ha market may earning hasil hoti rehati ha khud ko save rakhana kafi mushkil ho jata ha
                             
                            • #194 Collapse

                              Main nay to us indicator ka naam pheli dafa suna hai our jes main hay main to simple boiinger band ho he apnay chart k oper use kerta hoon becaz us ko istimaal krna asaan hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yeh sirf aik indicator hai is ki madad se bhi ham trading kar sakte hain mene bollinger bands he sirf apne trading experience me use kiya hai mene us ka use bhi kam he kiya hai sirf me planning or practice charts ke analysis se he karta hon or candlestick pattern per he kaam karta hon takey perfect trades me hasil kar sakon or kamane ka moqa mujhe milta rahe market me .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X