what is spread in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    jee han dear bid or ask price k darmiyan jo fark hota hai khuwah wo 3 pips ka ho ya phr us say zyada ya kam wo spread kehlata hai spread ka trader ko to koi faida nhi hota lakin broker ko faida phnchanay ka zarya spread he hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      brother asal main bat ya ha ka me khud bi new hun aur isky baary me ni janta balky plzzz anyone jab kisi ko andaza hojaye tu wo zror yahan pr share kary taaky hamari traa new members bi iss baat se mustaafeed ho sky aur apny knowldge me izafa kr sky
       
      • #108 Collapse

        brother spread say murad ha ka wo margin ha jo ka ap ko forex walo ko pay karna hota ha aor ya forex wala ap say la laita hain agar ap ya pay ni karo ga to trading karnay say ap khd he spread khud he un ko cahla jata ha aor ap ko pata b nai laga ha is ka andaza bad main hota ha...
           
        • #109 Collapse

          brother margin say murad ka asal main jo hum daita hain forex ko aor ya ap ko forex main forex walo ko pay karnta hain si say ap ko trade karna say ap ko spread khud ki un ko chala jata ha jaise he ap trading start karta hon....
           
          • #110 Collapse

            • #111 Collapse

              forex ki market mei spraed ka matlanb hota hai kay aik pair mei buy aur sellk kay durmiyan ko spraed kehaty hai kay jasiay kay har pair pe aik spraed hota hai kay jsi ko apko dekh kay hi tarding karna ho ga
              • #112 Collapse

                Yhe bohat achi post ha or mere khayal main bohat kam new traders aise hain jin ko pata hi nai ke spread kiya hoti ha. spread sell and buy ke between jo farak hota ha ic ko kehte hain. mujhe bhi pehle spread ke bare main nai pata tha.
                • #113 Collapse

                  bhai basically spread jo hota hai wo buying and selling price ke darmiyani farq ko kehte hain iske zariye broker paise kamata hai,apka orde market ki current position se thora hat kar lagta hai.
                  • #114 Collapse

                    Spread ko hum aisay byan kr sakty hay keh ye buy aur sell price main faraq hota hy jiski waja say hum forex msin price ka faraq hota hy usko spread kehty hy aur ye har pair par mukhtalif hota hy so humay spread ko bhi zehan nain rakh kr trading krni chahiey
                    • #115 Collapse

                      This is very basic information and you have just wasted the thread. However I try to add something to make it useful. My advice is to choose a broker who has floating spread and also the spread is not more than 1 pip for eurusd.
                      • #116 Collapse

                        janb yahan pe me kehna chahun ga k bhai ny baray hi achay say andaz me smjhaya hy k kya karna chahiay humen ye jannnay k liay k ye kya hta hy spread and ye hy kya jisay spread kehty hen
                        • #117 Collapse

                          spread wo hota h jo do currency pairs buy or sell k darmiyan paya jata h ye broker ka commestion hota jo wo apsa par trade pa hasil karta h kuch pairs ka spread bot zyada hota h or kuch ka bot kam hota h.thanks
                          • #118 Collapse

                            Spread in forex is the different between the bit price and the ask price, it is what is charge by the broker for every trade that you open. usually the spread of major currency pair are lower than that of the cross currency pair at all time. there are brokers that offers spread free account
                            • #119 Collapse

                              spread ak currency pair k darmeyaan farak hota hai es mai ap ne bid pe sale karna hota hai aur ask pe buy karna hota hai always ye bid kam and ask high hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jab hum es karobar min enter hote hin aur phir hum apni investment bhi karte hin to humin trade start karne ki azadi mil jati he phir hum trade start karte hin to humari trade shoro hone k sath minus min jati he es ki wajah hoti he spread aur spread asal min fees hoti he broker ki jo wo hum se charge karta he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X