what is spread in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai forex men spread broker ka commision hota ha ap se kuch broker ziada charge karty han aur kuch kam karty han ap hamesha kam spread wala broker he choose karen aur ask and bid price men difference ko ham spread kehty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai y forex ma broker commsion hota ha jo jabi bi ap trade start karta ha broker ap ka account ma sa jatna commision ha withdrew kar lyata jasa osa faida hassel hota ha or her broker k spread different hota ha jasa wo broker jatna chya commision lya
      • #138 Collapse

        Yes spread dar asal brokers ka commission hota hai jo small price waly pairs mean currency pairs main spread small hota hai but large price waly pair ya gold main spread bhi large hota hai pehly apko spread wala gap clear kerna perta hai then agar market apki favour main move kerti hai tou apka profit start hota hai
        • #139 Collapse

          forex mn spread ask aur bid price mn jo farq hota hy isko spread khete han aur yah har broker k sath mukhtlf hota hy kisi mn kam to kisi mn zeada yah ek trha ka broker ka commession hota hy jo hem se leta hy
          • #140 Collapse

            Maire khayal mai Spread buy price aur selling price kay darmain ka difference hota hai . aur yeh aik trah say broker ke fee hoti hai jo har trade mai enter hoty time trader ko pay karne hoti hai . broker iss say apny liye profit earn karty hain.
            • #141 Collapse

              har spread hota hay jis say humain kam karny say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kay practice kar kay market main achy say kam karna ho ga
              • #142 Collapse

                Forex trading busniss mai apna spread ke bare mai pocha hy tu forex mai spread currency ke darmiyani gap hota hy ya usko fasla kha wohi is mai spread khalata hy forex busniss mai
                • #143 Collapse

                  yes aap ne bilkul theek guide kia hai new members ko aisi hi post se is forum ka maqsad poora hota hai is tarah ki post zaroor hona chaye taa knew log bhi in se faida utha sake aor trading ko samajh sake
                  • #144 Collapse

                    forex kay businss me spread is cheez ko kaha jat hai kay jo buy aur sell me aik difference show karta hai is ko hi yaha pe spread kahay gay new traders ko zayadah say zayadah yaha ep yehi koshish karni chaiy kay jsi pair ka spread bohat hi kum hai is ep zayadah tar trade karna chaiy
                    • #145 Collapse

                      dear ap ne bahot acha kam start kia hai jaha tak mujhy pata hai spread buy aor sel k andar jo price ka faraq hota hai aus ko kehty hai aor ye jo paisy kat jaty hai ye broker ko milty hai broker ko humry spread se hi faida hota hai baqi to broker hum se paisy ni leta jiasy comision wagra hota hai.
                      • #146 Collapse

                        Bhai spread wo commesion hota hay jo broker ap ko trade latay waqat apni fees kat.ta hay. har pair par broker ap k trade karnay par apna commesion kat leta hay jis ko spread kahtay hain.
                        • #147 Collapse

                          Gee mery bhai forex market mai spread ka multab hai commission hai. har broker ka different spread hota hai. ap jab bhe broker ko jion kray tou es ky spred ki bhe complete information lay.
                          • #148 Collapse

                            Spread tou broker ka commission hota hai. Spread different hota hai. Es lye ap biker ko jiokrnay say pehly spread ki complete detail check kr ky jion kray
                            • #149 Collapse

                              Yes dear ap ki bat tjek ha hum jo be trader open krte hen os ma jo farq hota ha20 10 k hum os ko spread bolte hen hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye bohat acha business ha hum is ma bohat kuch kma sakte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Mery dost har aik currency ka apna spread hai aor yeh spread broker ko milta hai jb bhi ap new order place krty ho uska jo profit hota hai wo apjo aor jo place krty he loss hota hai wo broker ap sy charg kr leta hai fees trading ki.
                                Acha kaam achy daam

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X