stop loss per kam karna chahiya k nai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    stop loss ko use kar k hi hum market main achi trade kar k sucess hon gay aur rules ko mind main rakh k trade karni ho gi aur loss say bi bach sakty hain aur experience hasil kar k hi hum sucess hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      bhai hmain stop loss k sath he kam krna hota hai yah hmari trade ko save karta hai or es se hmain loss kam hota hai or hmari trade zeyda loss se bach jati hai es liye es main apko kam lazmi karna chahye
      • #813 Collapse

        jee ha sir stop loss hamay lagani chahiye qk usay hamay ziada loss honay say bach jata ha qk agar ham koi tarde lagty ha to apki market loss ma chalti jati ha to agar ap stop loss lagaty ha to us point ko tuch krky market close ho jati ha islay stop loss lazmi lagana chahiye
        • #814 Collapse

          G bhai ic pay kam karna bht zarori hota hay - ager app loss nahi karwana chahty ager - app chahty hain kay app ka account wash ho jaye to app zaror na lagyein - lakin jo achay trader hotay hain professional wo eik dafa stop loss laga kar na uce remove karty hain na uce chertay hain
          • #815 Collapse

            jo sahi sy smjh ly k agr stop loss lgany ki zarorat nai hti hy our ham ko phr nai lgana chiya our agr apni trade pr kamyab na ho to phr ham ko phr stop loss lgana hota hy our who bhot zarori hota hy agr new new trader stop loss nai lgata hy to phr ham ko bhot loss hota hyour account wash ho jata hy is liya new new ko lgana chiya
            • #816 Collapse

              stop loss pe kram krna b bht he zarori hai Q k agr stop loss use krna nhi ata ho ga to hm kesy market main khud ko secure kr sakain gy.so take profit or stop loss ka bar bar use kr k demo account main hm ye dekh sakty hain k kitny pips profit lena hai ya kitny pips loss bardasht krna hai.es liye esy sekhna must hai hr ksi k liye.
              • #817 Collapse

                Har loss ma loss ho hi jata ha huma chaya kha kam karta hiu jaya
                • #818 Collapse

                  dear jaha tak mujhe illam hai without stop loss or take profit use kiye bagir koie bhe trader forex main kamiyab nahe ho paye ga hamesha stop loss or take profit tools use krna chahye is se ap market main ziyadeh dair tk trading kr paye gyen kyn ke jitna forex per profit hai utna loss bhe hai
                  • #819 Collapse

                    Maire khayal say stop loss bohot he ziada useful hai , jo b traders stop loss use karty hain woh trading kay doran ziada loss ya phir market mai aik dam movement honay ke waja say honay walay loss say mehfooz rehty hain.
                       
                    • #820 Collapse

                      Jab b is may ap big and small type ki kisi b kisam ki is may trade lagyennis may ap apnj satisification k lye hamesha say ap ko stop loss lazmi.lagana parta ha k ap is say kabi b disminded na ho jayen knap ko kuch loss ho skye
                      • #821 Collapse

                        kafi zada isi tara say planning say hum nay market main in cheezo ko istamal krna hota hai her ik investors ko isi tara say take profit or stop loss ko istamal krna kafi zada zarori hota hai jis ki vaja say is main kaam ko krna paisa kama saqty hain
                        • #822 Collapse

                          agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh stop loss humay ziada loss say bachata hay aur hum apny trading account ko safe kar sakty hay so humay esmain lalach bhi nahi karna chahiey agar hum lalch karen gay to es chakar main humay loss he hota hay aur humay esmain sbar say kam karna chahiey
                           
                          • #823 Collapse

                            humain stop loss ko use kar kay ach ysay kam karna hoga jis say market main achi eraning hasil ho sakti haymagr humain stop loss ko use karny say aik limit ko set karna hota hay jis say humain loss ziada nai hota hay humain take profit ko use karna hota hay jis say humain market main earning hasil karny ki limit mil jati hay or loss km say km hota hay
                             
                            • #824 Collapse

                              jee haan bhaii hmain stop loss per kaam karna chahiyay ye stop loss wala option hamary liyay bhot benefit ha agar hm apni trade laga k stop loss bh sath laga dain tw hm apny aur kaam easily kr laity hain nae tw hmain is trade ke he tension pri rehti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                us business main stop loss k barey main yahi kahoun ga k humean us main stop loss ko apni her trade main use kerna chahy ta k app ko exit ho jana better hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X