stop loss per kam karna chahiya k nai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    stop loss ak boht hi use full chez ha yeh humen kisi bhi bary loss sa bachata ha ya hamari gair mojodgi main humen fix loss per trade close kerny main help kerta ha ziyda loss nhi hony deta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai jan stop loss pr kam krna tu buhat must hai forex trading main agr aap ne long time or for future main life time profit earn krna hai tu aap ko stop loss ko must use krna ho ga kiyun k market ki movememnt ka koi confirm pata nahi hota hai kub break kr jaye or aap k aganst nikal jaye agr stop loss ko use nahi kro gy tu iss se aap ka account wash ho jaye ga
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #63 Collapse

        jee zaror krna chahey stop loss per work stop loss sey he ap loss se bach saktey hai warna stop loss nahi lagaey gey to bohat nuqsaan ho sakta hai is leye ap ko chahey ke stop loss laga kr trading karey to best hai ziada loss se bach saktey hai..
        • #64 Collapse

          Forex market main kyun k ups and downs ka silsala chalta rehta hai to iss liye aap ka her new step proper precise timing k sath hona chahiye k kis waqt kitna invest kerna hai or kis time per invest nahi kerna .
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirali پيغام ديکھيے
            ma ya poch rha tha k app ko stop loss per kam karna chahiya k nai
            Stop loss mt4 ka aik bhut he important function hai aur market ko achi tarah analyze karny kay baad stop loss set karna chahiye bhut sy traders stop loss tu set kar lety hain lekin jab market uss stop loss ko touch karny ki koshish karti hai tu trader phir us sl ko expand kar deta hai so aisa bilkul nahi karna chahiye.
            • #66 Collapse

              G Han brother bilkul karna chahiye aur main khud bhi every trade main stop loss ko zaroor use karti hun because stop loss use karne sey hi hum forex main big loss se bach saktey hain aur utna los kartey hain jo hum efford kar saktey hain.
                 
              • #67 Collapse

                Yes, we always should trade using stop-loss order. Stop-loss is very handy and productive tool of risk management strategy. Stop-loss helps to limit or avoid the investor from suffering any loss. After having set and activated the stop-loss order, you do not always have to sit in front of your PC monitoring the market.
                • #68 Collapse

                  Bhaie main to apse yeh baat kehna chahun ga kay style main kuch nahin rakha balke yeh to ap kay upar hota hai kay ap kaam kaise karte hain baaqi best style main kiya bata sakta hun apko main to yahan par khud hi naya naya hun mere bhai .
                  • #69 Collapse

                    bhai ji agr to aap loss ka risk nahi lena chahty to aap zror stop loss ka option use kar lain .otherwise agr aap ko experience hai to phr ap ye use na kren kyun k is say profit bhi limited ho jata hai .:o
                    • #70 Collapse

                      stop loss or take proft level set zaroor karna chahya es say app bohat ziada loss se bach jaty ho ju k app k benift k liya bohat achi baat ha.stop loss per kaam karna bht zayda zarori hota hai ager ap aisa nahi karte tu ap pura loss karte hain jis main ap ka account full wash ho jata hai.
                      • #71 Collapse

                        Jee bilkul karna chahiey kyun keh jab bhi hum stop loss use karty hay to es trha humari trading main risk level bhi bohat kam hota hay aur humay ziada loss ka chance bhi nahi hota aur humari trading bhi safe hoti hay.
                        • #72 Collapse

                          jab main start mein forex mein aya tha tu main stop loss ko nahi like karta tha kyun k main samjta ho kiss se humara balance kam ho jata hai lakin aik do dafa jab muj ko bhut ziada loss howa aur muj ko wait bhi bhut krna para tu main samj ga k forex mein stop loss bhut ziada important hai jis se hum bhut ziada loss se bech skta hain.
                          • #73 Collapse

                            g han stop loss pher kam karn bhot zarore hein ager hum stop loss tardeing mein use nhe karn gy to hum tarding mein kbhi kamnyb nhe ho sakti hein stop loss bhot zarore hot hein is ko tarding mein zarore set kyen gein
                            • #74 Collapse

                              har kc ke apne marse hay k log stop use pr work krna chate hay ya nahi stop los pr wo log work kartay hay jo forex say darte hay aur apna bacho kartay hy k los na ho jaye mony karna lazmi hay 1 side se dikho tu stop los important hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g ha dear hume stop loss per kam karna chaiye ke hum loss se kasie bacha sakte hai kyu ke agar aap loss se nai bache ge to profit earn nai kar sako ge or trading bi kyu ke trading karne ke liye money investmaint karte hai jis humtrading karte hai is liye hume greed se baschna chaiye jis ki waja se hume loss hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X