trend following k lye kn se pair preffer krte ho ap log

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    trend forllowing k lye hum ko ye zror dekhna chahye k hum jo b kam ko kare us ko samjh kar he kare aur dekh kar he kare is tarha say eh humara faida hai aur hum ko samjhnay me asani ho ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai jan mai abi new hu forex trading me aur mje abi zeada knowledge ni hx k mai apko is bary me guide kr sku k trend follow krne k lye knsa pair follow krna chahye mai abi demo pe practice kr rha hu
      • #123 Collapse

        main abhi chon k new trader hon aur practice kr raha hon aur har pair ko try krta rehta hon ta k mera experience barhta rahay aur in future main kisi aik pair ko select karon ga
        • #124 Collapse

          I used to follow technical only because markets take advantage of technical rather than any trend.When market is moving than people called that it is a trend so i suggest to make strong your technical rather than to follow trend.
          • #125 Collapse

            Forex trading work mai dosto trading karnayor market trend kaymotabik apney trade laganaykay leya mamraykhayal main EUR]jpy ka pair bohat acha ha or aggar is main trading key jaya to is say ham bohat zayada profit b hasil kar saktay hain .
            • #126 Collapse

              mere khayal mein trading mein pairs matter nahi karte balke apke trading skills matter karti hai aghar ap mein trading skills ho to ap kisi bhi pairs se kafi profit hasil kar sakte hai
              • #127 Collapse

                dear bro merey khayal say agr ap is main usd pairs main trade karte hain to ap is say usd say is k treand ko follow kar sakty hain ap ko is saiy is bare main knowledge mil sakta hai
                • #128 Collapse

                  bahi pair koi be ho wo trend pe he cahlta hai or market ka tend maloom karne ke liye bht say indicators hain moving averae say be maloom kar sakty ho trend
                  • #129 Collapse

                    wasy tu sab hi may kaam kiay jasakta hay or jahan tak rahi bath kay trend following may kon sa istimal karna chahiya tu dear may tu eur usd hi use karta hoon abi tak taky market ki samj aajaia.
                    • #130 Collapse

                      ji janab hum trend following ky ly EUR and USD m trading kerty hy q k ye dono currency reliable hy q k in ky zeriye humy acha profit gain ker skhty hy.is ly humy pair m trading kerni chaye.
                      • #131 Collapse

                        bhai main kahna chahun ga k haman currency pair main he trading karni chahiye jis sy haman ak acha benefit ho sakta hai lekin ye aap par b depend karta hai k aap kis chez main zyada expert hen aur kese trading kar sakte hen phir aap usi lehaz sy trading kar sakte hen
                        • #132 Collapse

                          dear i would like to tell you that main nay kabhi aik currency pair main trading nahin ki hain bas mojay jis bhi pair main esa feel ho kay us main breakout anmay kay chances hain main us main trade open ker deyti hun khas koi bhi time kou na ho raha ho and you should not to be greedy in forex trading
                           
                          • #133 Collapse

                            main nay kabhi aik currency pair main trading nahin ki hain bas mojay jis bhi pair main esa feel ho kay us main breakout anmay kay chances hain main us main trade open ker deyti hun khas koi bhi time kou na ho raha ho
                            • #134 Collapse

                              jahan tak mera khyal hai to main smjta hun k eur aur usd k tamam pairs he bohat he acha trend dete hen market mein aur humen in pairs k zariye sy aek bohat he acha trend mil jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                bhai es bare mae mjhae malomat nae ha q k mae abhi forex ki trade ko start nae kar sak ho q ke mae nae se kae bare mae abhi suna ha es kae nare mae laern karne ki koshish karha ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X