spread??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread??
    kush currency pair main spread km hota hay kush main humy spread zada nazr ata hay asa q hota hay koi bta day please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear spred broker ka bilkul normal sa commition hota hai ye broker ka bunyadi haq hota hai baqi rahi baat spred ka ya zeyada honey ki baat my dear jis pair ka spred zeyada ya kam hoga fix nai hoga us par app ki profit earning bhi zeyada hoti hai i thinks agar app new member hai to app kay liye i thinks EUR USD pair sab say best hai us ka spred bhi fix hai app us par trade kar kay daily acha profit earn kar saktey hai
    • #3 Collapse

      Spread farq ko kehty hyn currency ma jo difference aah raha hota hy essy spread kehty hyn jesy gpd/usd 1.6464 buy and sell price 16467 hy tau es ma three pips/unit ka difference hy essy spread kehty hyn, spread also knwon as broker commission, spread ka badd he real trading sharoo hoti hy, ha trader spread pay krny ka badd he earning ka qabil hota hy.
      • #4 Collapse

        Forex me aisa is lye he hota ha q k is me har currency har country k hoty ha our is me ap ko is bat par diyan nahe dena chaye q k is sy ap k koi bi talaq nahe ha our ap sirf forex me ap trading kary our is k bare me ap market me experience hasil kary to achy hota ha.
        • #5 Collapse

          brother hum jab forex treading ma tread open kerty ha to hum jes price per open kerty ha or sell or buy price ka damyan jo fareg hoty ha is ko spread kety ha or ya broker ka hoty ha her ak broker ka apred or hoty ha
          • #6 Collapse

            ha g ye tu har kc compnay ka apna rool hay agar ap volum 0.01 buy p kro gay tu ap ko 0.03 lose me spread jay e ga wo ap ka cent ya mini acount ho ga clasic account may ap volum 0.01 buy ya sel kro gay tu ap ko 0.01 lose me spread jaye ga wo ap ka agar acount ECN hay tu phir ap ka spred level 0.00 ho ga
            • #7 Collapse

              spread is liye zayda ho jata hai ke os waqat os currency ki demand bar jati hai but insta forex main aisa bht kam hota hai jab ke other brokers main bht zayda hota hai jis ki waja humien muskil ka samna karna parta hai
              • #8 Collapse

                depend kerta hain kay us currency main jitni demand and supply kis ko hum circulation of money ya currency bhi boltay hain us pay depend kerta ka commsion hota hea uss sea compnay achi earning kar ksat thi eha aur ap log har trade mein sred count hot ahea aur wohi company ka
                 
                • #9 Collapse

                  bhai jaan asa isliya hota hai kiyun k kuch currency pairs bohut ziyada trade hotey hain dosrey currency pairs k nazbeet so jo currency pairs ziyada trade hotey hain un par ziyada spread laga howa hota hai ta k broker ko ziyada faida hoo aur jo kaam hotey hain un ka spread kam hota hai ta k traders un par b trade karien.
                  • #10 Collapse

                    bhai ji main to abhi forex pay new hon mujhy spread kay about ziada to nahi pta but mane jo forex say hi learn kia hai wo bta daita hon .bhai ji jb currency ki demand or supply km ya ziada hoti hy to us ky asr sy spread bhi km ya ziada hota hy .
                    • #11 Collapse

                      yah ap ka broker per b depend karta hay bohat say brokers bohat zayada spread datay hain our instafores main is ka best option hay jis main takreeban major currencies main 0.01 main 0.03 ka spread hota hay yani 3 pips ka
                      • #12 Collapse

                        Ye hr broker ka apna apna spread he kisi broker ka spread km aur kisi ka ziyada hota he aur kisi broker ka fix spread hota he aur kisi broker ka spread badalta rehta he ye ap ki chioce he ke ap kis broker ke sath kaam krna chahte hen, is ke elawa hr broker ka spread mukhtalif currency pair me mukhtalif hota he aur ye us currency ki market value pr depend krta he.
                        • #13 Collapse

                          Dear jo major currencies hain woh usd k sath paired hoti hain or usd hamare account ki currency bhi hoti hai to is main humain kuch convert krne ki zarorat nahi hoti lekin agar ap GBP/JPY jese ya kisi ese pair par trade krte hain jis main usd nahi to apko us main currency convert krne k charges bhi dene hote hain jis waja se spread barh jati hai.
                          • #14 Collapse

                            As you know, many people believe that investing our money in the forex market is very risky due to lack of forex education because the emotions and without a doubt they are right. Forex market is more volatile and fluid from around the globe, has a volume of more than ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              broker ka bunyadi haq hota hai baqi rahi baat spred ka ya zeyada honey ki baat my dear jis pair ka spred zeyada ya kam hoga fix nai hoga essy spread kehty hyn jesy gpd/usd 1.6464 buy and sell price 16467 hy tau es ma three pips/unit ka difference hy essy spread kehty hyn,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X