Levearge Change karne se kya faraq parta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    leverage say kafi zada hum kay account main farik parta hai kun k is ki madad say hum nay market main kaam ko kis tara say krna hota hai ye maloom krna hai is ki vaja say khud ko loss say hum safe kr saqty hain yehi is market main kaam ko krny ka idea hai
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      agar hum trading account main leverage ko change karna chahty hay to kar sakty hay esmain koi issue nahi hay bs humay chahiey keh ziada leverage kay account ko use na karen es trha achi trading hoti hay
      • #198 Collapse

        leverage change kerny se ap zada bary volume ki trade ko open ker skaty hein mager dear ye zada danger hota hai ap ko kam volum k sath hi trading kerna chaiey ye zada safe hota hai
        • #199 Collapse

          leverage change karne se aap ke risk factor per fark parta hai jese aap ne leverage kam kar di to risk ka ratio automatically kam ho jae ga or lot size bhi ziada nahi lag sake ga jab ke aap ne leverage barha di to us me phir yeh ho ga ke aap small capital per big lot use kar ke ziada risk trade per le sakte hain .
          • #200 Collapse

            Levrage change ae ap apna risk ko increase kar ke apne account size se bare lot la sakty hain jis se agar ap ke trade nagitive hoe to apne account ke ek bare hise se hath dho bethen ga
            • #201 Collapse

              leverage ko change krny say kafi zada farik parta hai jins say hum ko ye moka milta hai kay hum is main kum bonus say b zada big trade ka order ko open kr saqty hain or sath mian ye moka milta hai jin say kaffi zada ye moka milta hai jin say her ik is main kafi zada khud ko loss say hum log safe kr saqty hain yehi best planning hai
              • #202 Collapse

                is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur hamain knowldge hasil kar k hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main run karein gay ta k earning ho
                • #203 Collapse

                  agar hum trading main leverage kam use karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay ziada leverage kay account ko use karnay main loss ka risk hota hay aur humay risk ko kam say kam karna chahiey
                  • #204 Collapse

                    bhai main apko es k bary main kuj nahe bta skta q k main abhi new hun or abhi meri posting jari hai jesy he mjy es k bargy main ilm ho jay ga main ap logun k sath lazmi shair krunga thanks
                    • #205 Collapse

                      leverage account ki basic hai jis main krna ye hota hai kay her ik traders ko kafi zada setting say is market main planning say kaam ko krna hai nahi to ye loss kr saqty hain sub say zada yehi market ki leverage 1:50 say trading ko kr rhy hain jo kay bonus kay liay important strategy say market main lot size say loss or profit milta hai
                      • #206 Collapse

                        lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur is k liye bi hamain experience hasil karna ho ga ta k market main trade karny main asani ho saky aur profit hasil karny main asani ho gi
                        • #207 Collapse

                          agar hum apny trading account ki leverage ko change karna chahty hay to kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hota bs humay chahiey keh leverage kam rakh kar trade karni chahiey kyun keh es trha humari trading save hoti hay aur humay chahiey keh lalach kay chakar main ziada leverage ka use na karen kyun keh es trha humari trading theak nahi hoti
                          • #208 Collapse

                            asa karnay sa hum apne profit our loss ko kam ya zada kar sakty ha is ma hum ko knowlged sa kaam karna hota ha our hum is ma aik be mstak nhe kar sakty ha q kay aik mstak sa hum ko is ma loss ho sakta ha
                            • #209 Collapse

                              bhai hum sent ka u hisa lgaty hain maghr hum profit ka hisab nahi lga skty hain q k hmain market k hsab se profit hota hai na k hmary hosab se es liyees ka kuj nahi kaha ja skta hai aghr tu market hmary against nahi ja rshi hoti tu hmain acha profit ml jta hai mghr jub market move kar jati hai tu hmain loss he hota hai or phr leverage ka bhi pta nahi chalta k kitna set karna chahye tha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                                bhai hum sent ka u hisa lgaty hain maghr hum profit ka hisab nahi lga skty hain q k hmain market k hsab se profit hota hai na k hmary hosab se es liyees ka kuj nahi kaha ja skta hai aghr tu market hmary against nahi ja rshi hoti tu hmain acha profit ml jta hai mghr jub market move kar jati hai tu hmain loss he hota hai or phr leverage ka bhi pta nahi chalta k kitna set karna chahye tha
                                ge bhai hmein apne trading meien market ko ache trah se smjhna hota he aur hmein apne market ke trend ko smjh kr apne order lagana hote hien aur hm apne trading mein loss na krien aur hm apne forex trading mein leverage ka istemal km krein aur apne trading mein low risk ka istemal krein to hmein apne trading mein acha profit hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X