Control Emotion
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    is forex main hamain trade karny k liye apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn karny main asani ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade kar k earn ho skay it is best
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      G bhai g bilkul apki bat thake hy k humin chahye hy k forex mai apni emotion ko controll mai rakh ker trading kiya karain kun ke humin emotion ke waja sai be looss ho jata hy
      • #663 Collapse

        AP ke baat sahi hai ke Forex trading mai emotion contorl ka hona bohot he ziada lazmi hai aur iss kay baghir complete aur acha trader nai bana ja sakt hai . kafi saray traders ke trading skills bohot he achi hoti hain aur knowledge b bohot acha hota hai lakin woh emotion control na honay ke wajha say achay trader nai ban sakty .
         
        • #664 Collapse

          emotions ku control kern ka ye mtlb nae ha k ap trade open ker k oc ku profit man aany ka wait keru ic say tu account wash bhi hu sakta ha emotions control kerny k liye kafi experience ki zarurat hoti ha
          • #665 Collapse

            Bhai kaam koi bhi ho us main agr ap lalach main aa jain gay to ap ko loss hio face klarna paray ga kiun kay lalach buri blaa hay lehaza aik din main ameer honay ki baat mind say nikal deni chahiye aur aik suitable lot size select kay kay trading karni chahiye kiun kay agr ap bari lot size laga kar trade karen gay to loss ki soorat main emotions ko control nahi kar saken gay
            • #666 Collapse

              Forex trading ik international market business hae aur iss ky up and down hony ka koe pta ni chlta to jb aap trade kren to relax ho k kren aur apny emotion pe qabu pa k trade kren preshan mt hon.
               
              • #667 Collapse

                g han bilkul forex mn apny emotions pe control krna chaeay q k jb trade loss mn close hoto bnda preshani ki wja sy aur gussy ki wja sy trade lagana shuru kr dyta hae jo k ghlt sabit hoti bad mn.
                 
                • #668 Collapse

                  agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading achi ho gi aur hum market par sahi say focus kar sakty hay so humay esmain sabar say paish ana chahiey
                  • #669 Collapse

                    humain trade karty time is main emotions ko kabo kar kay market main an aho ga jis say humain loss km ho ga demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga greed ko avoid karna ho ga
                    • #670 Collapse

                      g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hum market main sucess ho skay gay
                      • #671 Collapse

                        Yes of course hamain apnay emotions per control karna chaiay hota hay or chiay hota hai kay ab mazeed trades kis tara lagani hain laikin ham greedy ho jatay hain or apna ham khud he loss kar bhetay hain is liay kafi logon ko loss ka situation ka samna karna parta hai
                        • #672 Collapse

                          control emotion mean kay is market main kaam ko is tara say krna hota hai k koi b cheez jo is market main hum ki madad kr saqti hai is ko use krna hai loss hony say hum market main emotion trading ki trf jaty hain is ko control krna hai humy
                          I LOVE PAK FORUM
                          • #673 Collapse

                            emotion say hum is business main kaam nahi kr saqty hain kun kay ye ik market ka her ik time move krny vala kaam hai or is main her ik ko kafi zada safety say or limit main rehny kay sath main time ka teek hona or is main sabar say kaam ko krna humy moka milta hai tabi ye ik moka hota hai jis say earn kr saqty hain hum
                            • #674 Collapse

                              hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur emotion ko kabo main rakhna ho ga aur demo main practice karni ho gi aur pahr hi hum achi trade kar k sucess hon gay aur profit hasil karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Frex market mai long time trade krna hai tou ap ko emotion ko control krna zaroori hai kyu k jo emotion ko control krtay hai tou wo forex market mai kamyabi hail krtay hai. learning say hum forex market mai kamyabi hasil kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X