Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    agar hum forex trading main apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehant karen ye aik bohat acha business hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      kiya kmal post thi i like i g han hmain forex main apny emotion ko control kar k he chalna hota hai q k hmary emotions he bohat dafa hmary lose ki wjah bnty hain es liye agr kuj galalt ho jay tu dehan se apna next step len
      • #678 Collapse

        forex trading business ik emotion say free kaam hai jis main trading ko khud ki tension say free krny say hum profit ko earn kr saqty hai market main strategy say order ko open krna kafi zada zarori hota hai nahi to loss hi milta hai stop loss hit hota hai
        • #679 Collapse

          g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum market main achi trade karni ho gi ta k market main achi trade kar k earning ho saky
          • #680 Collapse

            forex trading aik aisa business hay keh esmain agar hum apny emotions ko control main rakh kar trading nahi karen gay to hum esmain theak say earning nahi kar sakty so humay chahiey keh esmian jald bazi na karen aur na he hum esmain apnay emotions ki zad main aye kyun keh es trha hum forex trading main loss he hota hay
            • #681 Collapse

              Forex trading main wohi trader hamesha kamyab hota hy jo aaram aur sabar sy forex trading ko krta hy poory knowledge aur experience sy trading krta hy aur experience apko tab milta hy jab ap sabar aur soch samj k trading krty ho to
              • #682 Collapse

                Insani fitrat hy k jab bhe wo jazbat me koi kam krta hy tou nuqsan uthata hy chahye koi business ho ya koi aur masla es liye business me aany k liye apny emotions py control kren
                • #683 Collapse

                  bro aap ko is ma apnay emoation ko control karna cahay our is ma aap ko mind sa mahnat sa our knowlged our experinec sa kaam karna cahay our aap ko is ma lalch our greed nhe karna cahay our jo log emoation ko control nhe karty ha ow loss he karty ha
                  • #684 Collapse

                    ap ki bat sahi hai or aysa he hona chahye hmain apn trading main wait ko lazmi sath rakhna chahye jub hum es main trading karty hain or apy jazbat par qabo nahi rahty hain es liye hmain es main loss ka he samna hota rhta hai or apni trading main saber k sath kam kkaren ta k hmain achi trading k bad acha bonus bh milya na k hmain loss he hota rahy
                    • #685 Collapse

                      agar hum emotions ko controls kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh fresh mind kay sath trading par focus karen kyun keh tab humari trading bohat achi ho sakti hay aur huma esmain kamyab ho sakty hay
                      • #686 Collapse

                        special Se Jyada imported 1 is Baat Ko Bhi Nazar Mein Rakhna Hota Hai ke hum Apne motion Koi Yahan Par Kitna control karte hain is emotional Se Kaise aur Kitna fayda Utha sakte hain aur Hamesha ka method kya use karna hoga
                        • #687 Collapse

                          bhai apk screen shot hmain smjh main nahi a arahy apki bat tu smjh main a rahi hai maghr hmain smjh nahi a arahi hai jesy ap ny expalin kiya hai es liye ab apko main achi trha explain nahi kar skta hun es liye apko dehan rakhna chahye threds bnaty wakt
                          • #688 Collapse

                            halllo bahi umed hi kay ap sab thek hu gay ma ap ko ya batna cahta hukay ager ap ko loss hu b jata hi to apny emotion ko control karna sikho q kay dunaya ma koi b asa kam ni hi jis ma ham ko loss na hu bahi ap dil laga ka agy say zeadha mahnat karo ta kay ap ko profit hu
                            • #689 Collapse

                              Jazbati faislay har field man nuqsaan dete hain aur forex trading main bhi is se bohut nuqsaan hota hai lehaza meri tamam traders ko naseehat hai ke wo trade kartay hoay normal rahain aur kisi bhi soorat main apnay sabar ka daman hath se mat chorain kiunke ye aap ke career ke lie nuqsan deh sabit ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Bhai ap ny Jo pics ki attachment k sath explain kiya hai WO sahi hoga mgr mery pass WO show nahi ho rahi es liye main apko sahi explain nahi kar skta but itna kahungi k jub tak ap learning karty rahy gy ap achi trading kar skty hain sub kuj apni trading main planing k sath Karna chahye is k bad koi masla nahi rah jata hmain kisi ki help ki bhi zarorat nahi parhti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X