Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    yes dear i under stand k forex trading main ager humain kamyab hona hai tu apny emotions ko controol main rkhna ho ga emotions k sath forex trading nahi hoti jnab
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      bilkul is kam me rehtay huye apne emotions pe control rekhna bohat zrori ha ku k ageraap laluch krien gay ya emotion layer k mutabic dicission kerien gay to aap ko trail bhi zyada face kernay hoon gay
      • #423 Collapse

        forex mai ap aik ache trader osi time bante hain jab ap apne emotion aur greedy ko control kar sakte hain warna forex ap ke leye kise snake se kam nahi hai.
        • #424 Collapse

          g han bhai jan hamen forex me apni emotions k control karna hoga or bht samjhdari se trade karni hoge q k agr hum emotional hojaty hen to hum sb kch bhool jaty hen jis ki waja se hamen forex me profit ki jaga loss uthana hota h control ur emotions and get profit.
          • #425 Collapse

            g janab forex trading aik aisi market ka name hai jahan par emotions ki koi jagah nai hai aur waisay bhi duniya ka koi bhi business ho tu wahan ap ko apnay emotions per control karna parta hai nai tu ap ko loss hi ho ga.
            • #426 Collapse

              yes my dear friend agar ap apna emotion pa control kary gae to ap life ko success pae gae or agar ap ap na emotion pa control nae kary gae to apna loss kry gae or ap life k loss kry la gae
              • #427 Collapse

                bilkul apki yeh bat to kafi had tak sahi he keh hamen is busness main kabhi bhi aik hi din main ameer bane ke sapne kabhi bhi nahin dekhen chahiye because hum is business main kabhi bh aik hi din main ameer nahin ban saktey hain aur yeh sab rafta rafta hi hota hey.
                • #428 Collapse

                  ap ko emotion control krny chayie aur forex aik quick way to earn money hay kiyon kay forex unlimited earning ho sakti hay isi liye tu log is ko ziyada prefer kartay hay beshak is mein risk bhi bahot ziyada hay but log phir bhi forex ko learn kartay hay aur chatay hay kay woh forex say achi earning karay aur mustakbil mein bhi aik acha trader ban sakay .
                  • #429 Collapse

                    Emotional control is very important for all tarders because it is only through emotional control that we can stay focus and the concentrate on our trading at all time. i believe that forex is one of the best way to make money but our emotion has to be in place in order to succeed
                    • #430 Collapse

                      yes my friend forex trading mein apne emotion ko her hal mein control mein rakhna chahiay kiunkisi tarah se hi forex trading mein success hasil ho sakti hae warna ye emotion admi ko loss ki taraf le jaate hein.
                      • #431 Collapse

                        emotions control karna bhi kisi kisi ka kaam hota hai iski wajha sy profit ki bajaye loss bhi ho sakta hai emotions mein gussa theek nahi forex trading karty huye apka gussa nuksaan dy sabit ho sakta hai
                        • #432 Collapse

                          yes i think hamain trading main apnay emotions ko control karna chahiye q kay emotions ko contol karna forex business main bht zaroori hay q aky agar ham apnay emotions ko control ni karain gay to ham forex business say achi earning ni kar sagtay to hamain apnay emotions ko control karna chahiye.
                          • #433 Collapse

                            trading main hum ko asani k sath or relex ho ker trade main inter hona chahaiye na k emotional ho k hum loss kar dain
                            • #434 Collapse

                              forex trading business mein aap ko apne emotion par control rakhna chahiaye. ap ko apne greedy pan se avoid karna chahiaye. long term trading is the for short term trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                jee bilkul sahi kaha hai apne main agree karta hun apki baat say yaha pe loss ki sub say bari waja he yahi hai kay log apne emotions pe control nahi rakhtay hain or phir kehtay hain kay humain loss hogea hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X