Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Apki baat theak hay forex trading main humay apny emotions ko control main rakhnay say he faida hota hay kyun keh jab bhi hum emotions ki zad main aa kar trading karty hay to loss kar lety hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Yes,only that person get success who control his emotion. Everyone should trade with little volume and try to get profit in small level.
      • #468 Collapse

        Forex main wo person kaamyabi get krtay hain jo emotion ko control rakh kr trend k mutabaq trade krtay hain aur greed nahi krtay
        • #469 Collapse

          dear brother g bilkual her kam ma apne emstion ko control karna zarore hai or per forex ma to bhot zarore hai agar ap na apne ap ko control nhe kya to loss ho sakta hai
           
          • #470 Collapse

            g bro apne bht he achi baat share ki hai k humey apne emotion pr control rkhna chahiye or ziada lalach nhi krni chahiyee or humey achi tarhan iss k barey mein seekhna chahiyeee.......
            • #471 Collapse

              Yes of course that you are say the right that I am agree with you.
              We are control the emotion then we are perform the best and learn the good and good earning
              • #472 Collapse

                dosto
                mere keyal sy aik dum ameer hony wala keyal dill sy nikaaldian to behter qun k is main aaap k aik dum greeb hony k chance zeyada hoty hain so aik to best stratg he k suroo main km lot size rkhin aur apny aap main brdasht peda krin loss brdasht krny ki aur behtter treky sy trade krian aap ko profit b hoga
                • #473 Collapse

                  bhai jan ap ki baat bilkul durust hy forex main loog flop hi emtion ki wja sy hoty hain q k woh lot aony capital sy zyad lga bethty hain ur pher los main cloz ker laity hain hamain aik raat main ameeer hony k khawab hi marr daity hain ur hum apna loss ker latiy ahin
                  • #474 Collapse

                    While your trading, always control your emotions and tension. There is a great threat for you if you can not control over your nerves. It is mind game, not emotional game.
                    • #475 Collapse

                      Bhai ap logn na agr forex ma trading krty ho apni emotions ko control kr liya tu ap kamyab hosakty hn q k agr ap na emotions ko control kr liya tu ap na apni lalach ko controk kr lia jo apki jeet ka rasta ha.
                      • #476 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen apni emotions par cantrol karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm kabhi bhi emotions k sath nahi kam kar sakty hain isi liye hmen chahye k hm hmeshah apni emotions par cantrol kareen
                        • #477 Collapse

                          g han bilkul ap ko trading karty huy apny emotions ko control karna chahiye kyun k jo apny emotions ko control nhi kar sakta wo kabhi bhi successful nhi ho sakta
                          • #478 Collapse

                            emotion ko control karna lamzi hai aur forex mein sab traders yehi chatay hain ky wo is business mein achi money make kar sakey aur aik professional trader ban jaye is ky liye aap ko forex tips aur aur forex news ko follow karna ho ga tab ja kar aap aik good trader ban saktay ho.
                            • #479 Collapse

                              duniya ka koi karobar emotion pe ni hota or forex mai to bilkul b emotion sy kaam ni hot bulke is mai to ap ki mehnat kaam ati hai ap ka dimag. forex ko ap ager aik karobar ki tarah karay to ap ki kabi bi nuqsan ni ho ga na k emotion sy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                I think humy apny emotions ko conrtol kar k kaam karna parta hy kyu k yahan per jab hum paisy earn karna shuru ho jaty hen to hum me lalach ana shuru ho jati hy or hum lalach me par k or zeada kaam karny ki koshish karty hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X