market ko move kon karta he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    dear brother is k bary mamuj ko b itna nehy pata lakin ya bol sakta hun k markeet koooo boot bery bussiness man b move kar lety han jis terf cehy q k un ka pass pasa he itna hota is le ap forex par apna kam karte raho ok.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      my dear friend agar marketing mien sahi kam nahi ho ga tu haimain loss hota rahe ga aur trading bhi up down hoti rahe ghi aur logon ko bhi loss ho gha
      • #198 Collapse

        mere bahi ye marklet kessi k hath main nhi huty haibalky is maintarding hu rahi huty hia,.her koi is per kaam ker raha huta hai,.is k deep main jane ke koi zrurat nhi hai,.
        • #199 Collapse

          ye apka experience hota hy as to market ke movemet he tu hoti hy jis sy hum trading krty hain ager market consistently upper ja rahe hy tu ap buy py laga sakty hain,. aur ager neechy tu sale pr.
          • #200 Collapse

            Ye baat bulkul teak hai ky jasa sy be ho forex ko seeko aur jadar sy mumkan ho knowledge basal karo takey ap log forex sy munafa ly lo aur apney zindigi ko sanearov q k ye bohat acha business hai
            • #201 Collapse

              bhai markit ko bhot bry bry busnis men mve kr rhy hoty hain un ke bri bri investmint se markit up and down hoti rehti hain bhai mery
              • #202 Collapse

                dear jis traf traders ziyada trades laghate hain market usi taraf move karti hay aksar ye mulkji halaat k mutabiq bhi chalti hay so ye kisi k kehnay par nahi chalti ye apne aap move karti hay.
                • #203 Collapse

                  mara khayl main market ki movement her country ki a hour anglei agar Last Frontier country ki economy sturdy hai tou currency be sturdy ho gi aur agar issi tehra up down hoti ha
                  • #204 Collapse

                    bhai market ki moving or not moving mukhtalif countries ki economics or ecuurency ki waja sa houti hai ~~~ q ka har din currency change houti rehti hai mukhtalif countries ki~
                    • #205 Collapse

                      yes dear all the newbies need to first use the demo account for 2 month,s and after that get maximum knowledge about this business and after getting this when you come to trade and never greed at all ..if you have full command on the trade then always,s try to take minimum profit because if you want more then there is possibility to lose this ,,,so carefuller..
                      • #206 Collapse

                        Dear brother market ko koi bhi move nahi karta is ka koi control room nahi hota yeh just online business hai jiss mein pure world say log invesment kartey hai jis say market ko alag alag movement hoti rehti hai market ki movement investment par hoti hai
                        • #207 Collapse

                          jee bhai jaan aisa hye ky aap ko is kaam mey boht achi trading karni hey tho aap ko is kaam mey achi si earning bi hogi or is ka boht faida bi
                          • #208 Collapse

                            Good question dear brother market ko 2 log move kartay hai our ik hai country .........2nd jo hai who trades hotay ha jo market ko move kar detay hai trader only technical may move kar letay hai but jub fundamental ka time ata hai tu who kuch nahi dekta hai
                             
                            • #209 Collapse

                              is mai market hi sub say eham cheez hay jnab,bager maarket k to hum khuch bhi nahi karr skaty hain jnab..is mai market ko lazmi hi mad e nazr rakhna chaye jnab...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Forex trading aik market he jo har waqat movement min rehti he es ki movement ka daromadar buhat si cheezon aur market forces pe hota he jeise jeise log aik mulak se dosre mulk se karobar karte hin aur kahin ate jate hin unhin aur ziyada peison ki aur exchange of money ki zarorat parti he. to wo us currency ko exchange karne k lei es market min ate hin aur ye market es taraha buy aur sell k asolon pe move karti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X