market ko move kon karta he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Forex trading aik market he jo har waqat movement min rehti he es ki movement ka daromadar buhat si cheezon aur market forces pe hota he jeise jeise log aik mulak se dosre mulk se karobar karte hin aur kahin ate jate hin unhin aur ziyada peison ki aur exchange of money ki zarorat parti he. to wo us currency ko exchange karne k lei es market min ate hin aur ye market es taraha buy aur sell k asolon pe move karti he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jitne bhy major countries he like usa in k arole hote he isky movment pe ap is se bht kch learn ker skte ho r earn ker skte ho so do good and have good result thsi will be good for u
      • #213 Collapse

        brother forex market ko different countries ki currency move karti hai jab kisi country ki currency move karti hai to ye market mive hoti hai
        • #214 Collapse

          Mery khyal main koi bhi khas banda market ko move nahi karta balkeh market khud move hoti hay currencies ki demand ki waja say jab currency ki value bharti hay to eskay sath sath eski price main bhi faraq ata hay.
          • #215 Collapse

            friends j markete py depend krta hy jaha worth currency ki hoti hy jo totly economy bassed hoti hy economy jis tarf jati hy osi tarf trade k rukh hota hy
            • #216 Collapse

              hello dear in my opinion forex trading member move market my dear those people who run this business they move it and we have to do predict it my dear then we can get success in this work my dear it is a good work....
              • #217 Collapse

                market ko kaon move karta hay iss bare mai mujhy nahi pata lekin mai yeh keh skta hun kay dear market ko mere khayal se koi move nahi karta waise agar is bare mai kisi ko pata ho tou pos kare
                • #218 Collapse

                  market ko move ham sab trader kil k he move kerte hain maslan hum dass log ager usd buy kerte hain to maltlan usd ki value achi hy to uski market uper jaegi aur hamein profig hoga. broker airf aur sirf hamare ordrrs ko run kerte hyn
                   
                  • #219 Collapse

                    Market ki trade moment pure world mai same hai jese jese news ati jati hain market moment karti jati hai. For example agar hum euro mai trade karte hain tu hum ko news mile j aj euro zone mai unemployment report aye gi tu jb woh report aye gi tu os ka effect hum euro ki trade par dekhe ge
                    • #220 Collapse

                      forex market ko bank move karte hai jese sabhi country ke dam up down hotye hai wese bank hume bhibye bata raha haijisse hume pata chakta haiki kis currency ka kya rate abhi chal raha hai par ye sabhi bahut hi muskil jhota haihume amajne ke liye humesirf trade karna hai kese hoga ye nahi karna hai hume
                      • #221 Collapse

                        bhai mare khyal se yeh market har country ke economy ke waja se he move karti hai and jaise jaise yeh move karti hai hamain is main profit and loss hota hai..
                        • #222 Collapse

                          forex trading market 24 hour open hoti hai is mein exchange involved hi jo market ko move karti ha aur hum trader ki trade ki waja sa market price uap ur down hoti hai hamay market ka trend ko follow karna chye
                          • #223 Collapse

                            well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein iss baray mein yeh akhoon gee k bai mein b khud new ai hoon iss forex mein , so mujay b iss bary mein nai pata tha but ab snrs k posts se pata chal gya hein
                            • #224 Collapse

                              You know forex news and technical fundamentals and any country of the world wide circumstances base of the forex trading business and his effect of the markets
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                market ki movement har country ki economy ki waja sy hoti hai economy jis tarf jati hai to market ki movement up down hoti hai ye forex ka asol hai jis sy forex ab tak chal raha hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X