Gold par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother agr a[ ko gold ki trading me interst hai or ap ko is main experience hai to ap is main trading kar sakty ho lakiun merey hisab say is k liye hum k pass acha invest hona chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bilkul theek kaha apne ke gold pe trading new traders ke liye bilkul bhi easy nahi hai,aur ek ew trader ko chahiye ke just currrencies pe hi trading kare aur wo bhi just Eur/Usd ke pair pe,aur waise bhi gold ki market bohat ziyada volitile hoti hai,to uspe trade karne se avoid karen.
      • #18 Collapse

        Yes you are right bro, gold pe trading krna itna asan nai hai jisse log itna samjte hain kiun ke yeh aik bohat risky pair hai aur is main big investment ki bhi zarorat hoti hai jo ke new traders ke liye shuru main sahe nai hai aur na hi unka itna experince hota hai is pair main, agar koi trader gold pe trading karna chahta hai to usse chaye ke woh pehle demo account pe practice kare aur market ko achi tarah anlyiz karna seekhe and then apni investment ko barheye kiun ke is pair pe trading karne ke liye full knowledge aur experince ki zarorat hoti hai tab hi ap ase risky pair pe trading karsakte hain.
        • #19 Collapse

          g han forex trading mai gold par trading karna itna asan ni hai hamy gold mai trading karny k lia demo accout par ziada sy ziada paractice karni chahiya ta k ham aik kamyab trader ban saky or is mai earning kar saky gold mai trading karny par jab profit hota hai to bohat ziada profit hota hai or agar loss jy to loss b bohat ziada hota hai
          • #20 Collapse

            mere bhai trading gold ka ho ya currency ka ho hame os me trading karne se pehle ose khoob dekna chahiye . os ke har move par nazar karna chahiye . pehle demo account me practice karnee chahiye . kio ke gold ka movement bahot hee tez hai . ham egold me mehnat ke sath trading karnee chahiy e..
            • #21 Collapse

              gold mein trading bht hi faide mand hai lekn s ke lye hmare pas acount mein kafi balance hona chaye aur hme trading mein master hona chaye kyu na ke gold ki trading bht hi risky hai aur s mein profit ya loss bht ho skta hai lihaza ap ko chaye ke ap trading ko achi tarah seeko
              • #22 Collapse

                you are right that forex trading is not easy business and if we are thinking about gold trading then i think we need to trade on gold pair in demo trading as you have mentioned and i think the bounce we get from this form this amount is not fit for gold t5rading and gold trading is very risky and we need to trade first in gold at demo and then we can earn
                • #23 Collapse

                  my dear hum trading gold per cury ya kisy or per easy nay hota hay ma paly be forex ma aik account per trading cur cuka ho us wakt aik trading compny aye they t4trading ma us ma gold per bot loss cur chuka ho but app ko faida be ho sac ta hay gold say
                   
                  • #24 Collapse

                    trading chahay gold ki ho ya currency ki trading sab ek jisi hay mushkil ya asani men ye fark hay jis ky baray men trader ko sahi knowledge hota hay wohi cheez us ko asan lagi hay or jis ky baray men knowledge nei hota wohi cheez trader ky layia mushkil ho jati hay
                    • #25 Collapse

                      bhi g mery khyal sy gold per trading krna easy to nai ha lakin itna mushkil b nai ha agar aap ko is ka bary mn knowlage ha or market ka pata ha phir koi mushkil nai ha
                      • #26 Collapse

                        bro ap thkh bol rhy ho , lykin mjhy to gold bht he zada pasnd hy baqi tamam cuttencies ki nisbat , gold par trade lagany se phly humen ussi wqt demo py gold ka graph dykhna chahye or uski up down ko observe krty rhna chahye
                        • #27 Collapse

                          gold par trading karna koi easy nai ha par us ma profit kafi zayda ha us ki movement kafi fast ha jis ki waja sa us ma loss or profit ka chances kafi zayda hota ha gold par trade karna kafi risky ha .
                          • #28 Collapse

                            aap gold ki trading kar saktay lekan is key leye aap key account main balance ziadah hona chaheye warna aap ka balance buhat jaldi khatam ho saktay hy. Agar aap pehlay demo account par practice kar lain to yeh buhat acha hy.
                             
                            • #29 Collapse

                              Gold per trading karna bohat hi danger hota he Gold ka pair to start hi -63 pairs se hi hota he to ap kudh hi andaza kar sakte hen ke Gold ka pair kitna khatarnak hota agr koe profit hasil karna chahta hai to full concentration and experience k sath gold par trading kare ta k wo loss kam or profit ziada hasil kar saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g bhaio gold pay tradng itni asn bhi nahi jtni lagty hai es main apko loss kay boht zada chanc hty hain kun kay es main markeet ki movmnt boht zada taiz hoty hai es main apko loss bhi aik dam hta hai or prft bhi aik dam hota hai es main market up down boht hoty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X