Gold par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    gold par trading krna k lia app ko ziada paso ki zaroort hoti ha ur gold k matalioq mokammul malomat hona bot zarori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes gee haan my dear iam agree with you gold ki market bohat high aur fast hai aur ye bohat beautyfully aur smart profitable pair hai ye jitna profitable hai us say zeyada risky bhi hai agar mini investment mein es pair par trade karey gey to app kay liye bohat high risk hoga i thinks agar app es pair mein trade kar kay daily acha profit earn karna chahtey hain to app ki minimum investment deposit 1000$ hona bohat zaroori hai
      • #33 Collapse

        I have attempted trading of gold even in recent time but i have the following observations, the amount i had in my account then was not enough to open an order as i used to open in currency pairs. the second thing i realised is that I the analysis is not easily done like rhe currency.
        • #34 Collapse

          Commodity trading itna asan nahi. kun k in ko judge karna hi mushkil kaam hai lehaza main to currency trading hi prefer karta hun. kun k currency trading asani se judge ho sakti hai aur hum acha profit b kar sakte hain.
          • #35 Collapse

            dear g ham ko gold may eaerning karna k liya bhot zada mahnet ki zarorat hoti hay or ham is may i mean forex trading may jitni zada investment karay gay ham ko is may otna hi zada profit hota hay or gold may eaernign kaerna k liay bhot zada money k zarorat hoti hay
            • #36 Collapse

              Jnab Dear gold pe trading karne k liye acount men balance kafi hona chahye tab gold ki trade karni chahye agar apke pas balance thora hai to ap gold pe trade na karen.
              • #37 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naeem tabasm پيغام ديکھيے
                mere kehyal se gold par trading karna itna easy nahi ha gold ki market ki volatility bohat ha is liye gold par trade karny i liye hame demo account par gold k chart par bohat zeyada practice ki zarorat ha
                my dear friend gold per trading kerne keliye apke pas kafi balance hone chaiye aur ap ko kafi time is kam meain hon tab ap
                gold per kam kare q k gold per kam kerne keliye apke pas kafi experience aur knowledge hone chaiye dost
                • #38 Collapse

                  gold tarding bohat hi muskil hi jis main ap ke pass proper knowledge orr bari investment ka hona zaroroi hi then hi ap iss business main kamyab ho ke rearn ker sakoo ge iss lye agar ap ko gold main trade kerni hi too ap ko mohatat ho ker kerni ho gi
                  • #39 Collapse

                    ma to ni karta is ma agr ap ko kamkarna ha is pear par trading karna ha to is ka liyap ko invst boht zayda karna ho ge sab ka liy ha forex ak online jop ha sab ka liy ha forex ma sab kam kar sakta ha
                    • #40 Collapse

                      mere kehyal se gold par trading karna itna easy nahi ha gold ki market ki volatility bohat ha is liye gold par trade karny i liye hame demo account par gold k chart par bohat zeyada practice ki zarorat ha .gold par trading karne k lia sarmaya be zaida chahy aur yeh bohot ricky hota hai iss lia k gold bohot jaldi aur teezi k sath up and download hota hai agr app ny gold par trading karni hai tou so please one insta forex k demo account par paractice kar lain taa k any loss sy bach saky .
                      • #41 Collapse

                        bhai jab tak apko forex ma trading krte hoy 2 saal nah ho jian ap gold ki tarf nah ao, r 500$ se kam ka balnce hn tab bhi gold ma trading nah krna ap log qk pichle dino is ne kafi traders ko loss dia hai
                        • #42 Collapse

                          ji han gold pe invest karne se pehly hamein chahye k gold ko samjhein or is pe practice karein kyu k is me loss b ziada ho sakta hai or profit bhi practice me bhi bohat ziada acha lagta hai gold pe trade karne se mene 2 mint k ander 102$ earn kiye but demo pe bohat fast or bohat he high symbol ha ye trade k lye so planning se trade kia jaye is pe
                          • #43 Collapse

                            main samjhta hoon ke gold ki market main trading karna bht hi muskil kaam hai kyoun ke is main market bht zayda unacceptable move karti hai baqi kisi bhi pair main aisa move nahi hota jese ke gold ki market main hota hai aur is main amount bht zayda chiya hota hai
                            • #44 Collapse

                              forex mein jab main aya tu main ne just aik bar he Gold per trading ki thi jis ki waja se muj ko kafi loss howa tha forex mein gold per trading nahi karni chaya us time tak jab tak aap k pas strong trading planing aur achy balance na ho kyun k forex mein gold aik easa pair hai jis mein profit bhi bhut hai aur loss us se bhi ziada hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: naeem tabasm پيغام ديکھيے
                                mere kehyal se gold par trading karna itna easy nahi ha gold ki market ki volatility bohat ha is liye gold par trade karny i liye hame demo account par gold k chart par bohat zeyada practice ki zarorat ha
                                well,,,gold bhut he high level ke investment magta hai to jub ap ka pass 300 tak bonus hut tbhi ap isko ue kru,.lekin mian isko pasand nhi kerta hai,.bhut ageb paer hai iska

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X