Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    Ji janab apne sahi baat ki demo aur real main aise to khas koi fark nahi hota laikin kiu ke real main trader investment karte hain jis ki waja se woh sometimes darte hain ke kahin loss na hojae to waqui loss ho jata hai so un ko chahye woh demo pe khub sari practice kar ke real main trading karain tabhi woh ache trader ban sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      Real trading ma boht sary bary trader thori thori dair bad market ma enter or exit ho rahy hoty hain.
      So ap ko is lye bar bar kaha jata hy k ap trding k taman analysis ko seekhain k ap har chez ko achy tariky sy handle kar sakain
      • #1053 Collapse

        bhai jaan ka sawal boht acha hy is mn jo bnda kam karat hy is mn is ko sb sy pehly wo is ko demo per karey kuan k jo demo account hy is mn yeh same hy real account k kaun k is mn jo bhe hy demo yeh is ki tarah bilkual hy ,...
        • #1054 Collapse

          Demo me success or real me fail..... reason yeh ha
          demo me trading karna or real me trading karna bohat zada farak ha demo me ap ko koi tention nehi hoti money losss honay ki na ap koi stresss feel kartay hain or bila khoof trading kartay hain ap kay passs investemnt b bohat zada hoti ha agr ap ko kuch losss ho jata ha to ap aik hi big lots use kar kay wo sara losss pora kar ketay hain
          real me trading karna bohat zada tention hoti ha kay ap apna capital ko losss na kar lain ku kay wo ap nay apni jaib se capital deposit kia hota ha jo bari mehant se kamaya hota ha jub ap real me trading kartay hain to 2 se 3 trades losss me janay par ap tention me ajatay hain or stresss feel kartay hain or next entry lainy me b darty hain thori si trades losss me janay kay bad ap kay pass itna margin nehi hota ha kay ap big lots use kar kay os saray loss ko pora kar lain jaisy ap apnay demo account me kartay thay
          isi liey aik baat zehan nasheeen rakhni chahiey demo account me trading kartay wakt ap demo me utna hi capital lain jitna ap real me investment karna chahtay hain
          or real me jub b trading karay to ap apnay strong money management rakh kar trading karay is tarah ap loss se buch saktay hain
          • #1055 Collapse

            g bilkual thek kha hy is mn ap ki bat sy agree hno kaun k jo bnda is mn dono ko equal use karey ga is ko faida he equal ho ga is mn agar os ny thori c up and jisi harqat ki tu noqsan is ko ho ga is lye wo dekh k kam karey
            • #1056 Collapse

              Brother Demo trading per hum seekh rahe hote hai , Us mein hume na loss ki perwa hoti hai aur na he profit ki , Na hum us mein emotions mein ate hai na he kisi b loss ka fear hota hai is leye hum us mein easily profit gain ker jate hai , jab k real account mein yeh sab cheze majood hoti hai jo hamari loss ki waja banti hai.
              THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
              • #1057 Collapse

                Dear bhot se log forex ka demo main kamiyab hoty hain or real account main loss karty hain iss ki sab se bari wajaha fear hai bhot se log demo par fearless trading karty hain or live main a kar fear ka sath trading karty hain jis ki waja loss karty hain.
                • #1058 Collapse

                  demo main practice kar k hi hum real main achi trade kar sakty hain so hamain markt main is forex main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main greed ko avoid krnay main bi asani ho saky gi
                  • #1059 Collapse

                    market main plane kar k hi trade karni hho gi tab hi hum run karein gay aur market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur earning ho saky gi it is best
                    • #1060 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend me apki bat sy iyfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear asa bhi hota ha ka jab him demo per kam karta ha toto kamiya bi hoti ha lakin real ma asa nahi hota is liya ghabrna nahi chaiya
                      • #1061 Collapse

                        Actually real pe loss karnay ki bohat saari wajuhaat hoti hain jinn mei common hain kay real account chota hota hay demo barra hota hay practice big money pe hoti hay then thinking wrong hoti kay real pe aik dam big profit hoga demo pe aap ne asool sey kaam seekha keya hota interest kay saath behtreen practice ki hoti hay jab kay real pe profit income kay lalach mei sab plannings karna bhool jatay hain aur fail hotay jis achay method se demo pe working ki hoti hay wohi aap ko real pe apply kerna chahiye
                        • #1062 Collapse

                          Yeh Baat Aksar Dekhne Mein Aati Hai ke yahan par bolo Kamyab Hote Hain Jo demo Pal Pal hote hain aur real Mein Aakar working Karke Kamyab ho Jate Hain isliye Hame chahiye kya mai apni practice long time ke liye demo count Baar karna chahiye jitni Zyada Hum Yahan Par practice Karenge Hamari Yaad Nahi yaha par Itni Zyada Speed ke sath working Karegi wo Hame Itna Zyada business develop karne ka Hamare liye moka milega
                             
                          • #1063 Collapse

                            Brother mera khyal main jab ham demo account ko istamal krta han tu ham free mind ka sath trade krta han kiun ka ham ko pta hota hai ka ya practice ka lya hai us main hamara confidence level bahut high hota hai aur jab ham real account use kerta han tu ham khud ko free mind aur confidence nea da pata ham ko chaya ka demo ke trah apna mind fresh rakhan aur confidence sa forex pai kam kran tu lose ka chances kam han
                            • #1064 Collapse

                              Aise Log Yahan Par working karne ke liye Aate Hain democracy wali practice Karte Hain Jab Woh Yahan Par demo Mein practice kar lete hain toh achha wala business develop karne mein Kamyab ho Jate Hain Jago real account ko join karte hain ya usne investment karte hain toh isme Aakar Apne account mein Sara capital wash kar lete hain aur kuch nahi aata hai sab kuch waste ho jata hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main is k bary main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi auur hamain is k bary main experience hasil kar k hii hum achi trade karny k kabil hho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X