Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    demo account main practice kar k hi hum real main achi trade kar sakt hain aur is sayy hamain bi faida hho saky ga aur haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is main bi faida ho saky ga ta k losss kam ho say ga ta k earning h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      agar hum forex mai practice karna chatey hain to hamy demo account py zada sy zada practice karne chahey jab hum is mai trade karty hain to hamy is ka bonus milta hain or agar hum sy koi galte be ho gey to hum isy durust kar sakty hain or hamy is ka loss nahi hota is mai trade ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jate hain
      • #1068 Collapse

        dears friends bilkul sahe keh rahy hn ap yeah bilkul ghalt swal hy keh demo acount mn hm jamiyab hoty hn aur real mn nh ho sakty aisa nh hy friedns jaisy bhai ny uper kaha keh demo acount mn hm tarsali sy soch samjh ky trading karty hn jabkeh jub hn real mn aty hn emotional ho jaty hn soch samjh ky kam nh karty tabhi tu hm real acount mn loss .mn a jaty hn warna agar koi bt nh keh hm demo mn profit mn hoty hn aur real mn loss
        • #1069 Collapse

          is main acha trader banany k liye learning karnni ho gi tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur demo main practice karein gay tab hamain is forex main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main is k up aur down ko mind main rakhna ho ga ta k is sya fiada ho saky ga
          • #1070 Collapse

            aap ko demo ma real ki trah soch smj kar is ma trading karne cahay real ma log is liay fall hoty ha kay ow demo ki trah is ma be big lot set kar daty ha our is trah un ka bonus kam hota ha to ow is ma loss kar laty ha is ma logo ko loss ka dar hota ha jis sa ow tansan ma aa kar is ma mstak kartty ha to un ko real ma loss ho jata ha
            • #1071 Collapse

              real ma is liay fail hoty ha kay un kay pass knowlged kam experinec kam our balnec kam hota ha is liay is ma un ko loss ka dar hota ha our ow is ma mstak kar laty ha confeuec ho kar to is ma un ko loss ho jata ha jis sa un ki sare invst zaa ho jate ha to is ma fall ho jaty ha is liay aap ko is ma kamyab hona ha to hum sa kaam kary demo ma invst zada hota ha
              • #1072 Collapse

                asal mei complete learning nahi huwi hoti success haasil nahi ho sakti istarah success ko yakeeni bn nanin k liyeh zaroori hai k ap is ko mehnat say lagan say kaam kerain and ismain us wakt tak learning kertay rahain jab tak ap ko is ka yakeen nahain ho jatay hai and demo account ko sahi tera say use ker tay rehna chaiyeh.
                • #1073 Collapse

                  Demo main kamayabi aur real main nakami ki 2 waja hian aik to demo main emotion aur greed nahi hoti aur 2nd demo account main trder kabi bhi utni amount select nahi kerta jtini amount main wo real main kam kerna chahta hay. is liye demo hamesha utni amount ka open karen jitna ap any real account open kerna hota hay.
                  • #1074 Collapse

                    corect bhai g mein to abhe hoin nya yahan frex mein muje jo smj ati wo yaeh h k jbhm demo p parectic krte hain to wahan na porofit ka khyal or na loss ka dr wahan to bgair soch k hm trading krte hain lekin jb hm apne real acond mein ate hain to wahan phr soch kr trading krte hain or thora dr bhe raehta h isi khaof ki wja se fail ho jate hain or acond ko wash kr bhethe hain
                    • #1075 Collapse

                      agar hum forex ko join karna chatey hain to hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain or loss sy bach jaty hain
                      • #1076 Collapse

                        Dear demo account main successfull aur real account main loss karne ki aik wajha ye bhi hay k hum demo account par big account bnate hain aur jab k real account main hunare pass itni investment nai hoti is liay hum demo par over confidence k sath trading karte hain jab k real account par bhi hum wohi galti dohrate hain jis wajha se hum loss kar dete hain apna is liay ap demo account bji itna hi bnay jitni ap real account par investment karna cahte hain
                        • #1077 Collapse

                          demo accont main rules ko mind main rakhna ho ga ta k hamain market main achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main enter hony sayy pahhly is k bary main trend ko use kar k hi hum achy say earning ho saky gi aur sucess hon gay
                          • #1078 Collapse

                            Re: Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha

                            demo main account k bary main practice karni ho gi ta k achy say trade kar sakty hain aur real main achy say trade lga sakty hain aur market main enter ho k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur real main trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
                            • #1079 Collapse

                              Re: Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha

                              is main boht say log trader karty hain aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main perform karein gay aur achi trade karny k kabil ho sakty hain aur loss kam h o saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Re: Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha

                                as-salamu alaykum friends menus Rangabati senior member se puchna chahton ka Forex Mein demo Kaun Mai Ke Liye bola Reshammiya hotel main phir kyu ho Jate Hain please Kisi Ne bhajan Jis ke baare mein batao jaldi se jaldi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X