Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    Bhai g forex trading ke demo account mai ap kun fail ho jaty or dusra kun pas ho jaty kun ke wo is ko prpper seekh ker kerty hun gy ap seekha bina he demo ko be use kerty hongy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      Actually iski aik waja ghair sanjedi bhi ho sakti hay kun kay ham demo main high margin main invest kartay hain or bari lot lagatay hain or real main investment kam hoti hay or aik waja loss ka darr bhi hay jo real main loss bhi ho jata hay.
      • #963 Collapse

        bhai bilkul es baat ki bohat c waja hain un main say aik hai k demo per balance zaida hota os k elawa demo per fake money or real main asali raqam dobny ka hatra hota hai es leyeh kafi mushkil paish ati
        • #964 Collapse

          dost demo account sirf practice k liay hai aur demo account aur real trading account donon aik dum same hain koi farq nai hai is m isi liay aap ko demo par practice karanay k baad aap jab jab trading karain to faida hojata hai aur practice dn m aik do baar karain
          • #965 Collapse

            g han forex trading mien bohat se traders demo mien kamiyab aur real mien fail hote hian uski wajah emotions hain agar ap apne emotions nahi control kar sakte to phir ap real trading mien just loss hi karenge.
            • #966 Collapse

              Bhi hum.demo ma.is leay kamyab hoty hen ky wahan hum confidence ms hoty hen ky humen loss nhi ho ga dil ma trading ka dr nhi hota lkn real acount ma.hum.sbr nhi krty hr waqat market ko dekhty hen aor tension ma ghalt desion lety hen
              • #967 Collapse

                han je aisa bohat ziada hota hay agar hum demo account par trading karen to usmain achi earning to gain kar lety hay but jab humari real account ki bari ati hay tab hum esmain loss kar lety hay
                • #968 Collapse

                  G bilkul thake kha hy apna wo real mai fail is liya ho jaty hy kun ke unki pas knowledge sahi nai hota or eo demo mai darta nai hy kun ke uder looss ka dar nai hota
                  • #969 Collapse

                    kyn k wo demo account ko serious hokar trading nahi karty is waja sy wo real trading main fail hojaty hain aur aur wo demo par mazak mein trading kar k apny ap ko traders smjhny lagty hain.
                    • #970 Collapse

                      demo account man kamyabi ki weja ye hai k wahan trader fear nae feel kerta ager loss hu bhi jai tu trader ku tention nae hoti but real account man investment hoti hai jis say trader ku fear feel hota hai or wu loss ker ata hai.
                      • #971 Collapse

                        jahan tk main ne dekha hai jo b Demo account sahi treka sy use krta hai wo kabi real account pr flop nahi hota. or aisi b bat nahi k demo mn 5000 us dollars milty hn to is lye us pr kamyab hoty hn wo 10 ya 20 dollar laga kr b forex mn kamyab ho sakty hn. Bus forex trading ki hikmat amli honi chahea or sbr or tahmal k sath work krna chahea.
                        • #972 Collapse

                          han ye ase ha jesa net practice jis me app any time prctice karta ho sso apne khob mehnat se kam lena ha apko bht faide hoga so apko trade me khob practice karna ha demo ko use karna ha
                          • #973 Collapse

                            real trading m bahot nevous hony ki wajah se decion making m ghalti ho jati hai jiski wajah se loss hojata hai aur demo m is cheez ka darr nahi hota
                            • #974 Collapse

                              Dear demo account men log is waja se kamiyab hoty hien q k log without fear trading kerty hien or real men isi waja se log loss kerty hien q k wo fear k sath trading kerty hien, forex trading men fear ki koi jaga nahi hai, ap ko fearless ho ker trading kerna hoti hai, tab hi ja ker achy trader ban sakty hien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                han g aisa ho jata hai k jab demo main to boaht se trader bary successful hoty hai per real main un k lai eraning karna mushkal ho jata hai. is ki waja emotion hai yani demo is emotion less . q k market jahan b jai demo per hamian koi fakar nahe hoty per real main jab market change hoty hia to whana per hamain loss ya profit hota hia to is lai hamara dill dar jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X