Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    je main ap ke bat se agre karta hon kah jab ham log demo main trading karte hain to hamin bohat zyada profit hasel kar late hain lakin real main ham loss kar late hain .kun kah demo main ham log jab trading karte hain to ardar laga kar bhool jaten hain hain kunkah as main hamin koy dar nahe hota lakin real main ham log bohat zyada khoof hota h kah kahen loss na ho jae or dosra demo main doller bhe zyada hote hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      We now have read this kind of forum ideas quite a few instances Friend I really believe because the certain dependable person within this forum this is often our initial liability you simply read and be informed concerning almost all laws in addition to completely new affirmation by using this forum commonly.
      • #813 Collapse

        forex trading mai dear ziayda tar loag demo acount mai kamyaab hote hai and real acount mai akr wo fail hojate hai waisay dear ap demo mai agr theak say trading nhe kar pa rahe ho ap fail horahe ha tw apko chaiye k trading k bare mai sab say pehle ache say learning hasil karo jitna hosake daily basis per time spend karo apna tab he ja kar ap ache say kamyaab rahe gay
        • #814 Collapse

          bilkul sai kaha ha ap ny hm jab b demo account pr practice krty ha to hmri investment ya balance 5000$ hota ha r jb real main jaty ha to hmry pass 200$ hota ha. hmain chiya ha k hm jb demo pr practice krain to us 5000$ ko 200$ consider krain r phr trade krain ta k hmari practice according to our demand ho saky na k average sy zada
          • #815 Collapse

            ye baat bilkul galat hai kay ap forex ki trading mein demo account par fully kamyab ho jayen aur phir real account par trading mein nakaam ho jayen it's impossible. accuracy same hoti hai.
            • #816 Collapse

               
              • #817 Collapse

                Forex me jab hum demo account pe practice karty han tu humy demo ko pura time dena chaye kyoun k agar hum pura time nahe dengy to hamari practice complete nahe hoge aur isi waja se logon ko real account me nuksan hota hai
                • #818 Collapse

                  We now have, for men and women, very complex inside the judgments with the Saints employed, but trial as they could be to get foreign funds market funds, we acquire whenever earnings forex, and then the easiest method to afford some sort of usual account Forex market should have a look at.
                  • #819 Collapse

                    dear demo pr aap emotion nahi hoty hain aur real pr aap ko fear bhi bahut hota hai aur aap jaldbazi bhi krty hain is liye aap ko zara sambl kr krni chahiye ye aik acha business hai is pr kafi mehnat ki jati hai
                    • #820 Collapse

                      sahi kahan hai mere doston forex trading ka demo account se bohot sare trader real account main kamiyab hwe hain is se prectis ki jati hai na
                       
                      • #821 Collapse

                        Demo account main kamiaby aor real account main nakami ki kaye wajohat hain (1) aik to hum real account main loss kay der se mentally dubao ka shikar hotay hain.(2)Demo account main balance ziada jub kay real main kum hota hy.(3)Real account main humaray emotions involve ho jatay hain jub kay demo account main aysa nahain hota.
                        • #822 Collapse

                          Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur bahot say traders aisay bhi hen jinay forex trading men loss hota hai jab kay wo demo par success hasil kartay hen
                          • #823 Collapse

                            ye kehna thk ha lkn is ka dosra yani ghlat matlab lena har giz thk ni ha k demo trading account ma kuch ghlat ha ya wo trading account just profit k liye ha i think is ki bari wajah hum khud ha ku k jb hum demo account ma trading karte ha to hum ye ni sochte k is ma humein profit ya loss ho ga bina tension k hum trading karty lkn jab k real trading account ma sb sy bari waja loss ki yahe h
                            • #824 Collapse

                              baat drasal ye hai k ja ap demo account pr tractind kr raye hoty hain apko tension ni hoti ap bilkul tension free trade krty hain..real account mein apko tension bhi hoti hai or ap confused ho jaty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                dear is waj se eik tu hum ko 5000$ milt han demo ma trading ka liye tu hum re ho kar trading kart han or loss hona ka be der nahi hote hy or jb hum real ma ate han tu humer pas itan bonus nahi hote or hum loss kar jate han jis se ke waj hum ko pate nahi chalt hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X