Yes I agree with you kay jab demo account main trading kartey hain tu humain profit behi kafi hota hay waja yeh hoti hay kay hamara balance amount strong hota hay yan 5000$ jis main ager hum waqti ture par loss main behi chaley jai tu strong balance ki waja sey hum bardasht kar laitey hain aur phir baad main trade profit main ajati hay lakin jab hum real account open kar tey hain tu wo kam investment ki waja sey loss main rehta hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим