Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Is ki main waja ye hy.K demo main hmarey pass boht zeada unreal money hoti hy,or sirf wahan hmarey koe emotion nahe hotay hamain nafay nuksan ki perwa nahe hote,bt real main hoti hy.Or blance bhe km hota hy,so real main samjhdari k sath chota lot size lagatay hoey trade size minimum rakhna chaheay our tb ap asani sy profit bna lain gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
      Brother ap sab s n dekha ho k hum jab demo m trading karty ha tu hum sab kamyab hoty ha lekin jab hum real m trading karty ha tu hum fail ho jaty ha.Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha.is liya humy chahiya k hum is m demo account b itny s open kary jitna hum real m investment kar sakty ha is tarha humy pata chaly ga k hum kaisy trading kar sakty ha.
      thasks brother mai forex per new hu lakin mujhy ap ke bat ache tarha se smajh aa gae hai or mai future mai is per amal krty huay demo account per kaam krun ga or apni experience b share krun ga
      • #588 Collapse

        Dear ap na question acha keya ha to dear Dhaka jo demo account ma kamyab hota ha wo as leya ka wo as ma sirf practice krta ha aro dear real account ma agr wo choti se be galti krta ha to dear an ko loss ho sakta ha so dear alye real account ma fail ho jata ha.
        • #589 Collapse

          dear brother you are saying absolutely right that a lot of traders are successful in the demo account but among them some traders not successful in the real account in the forex trading business , aisa us condition main hota hai jub ap k mind par pressure hota hai..........
          • #590 Collapse

            Waise aap ka ye swal mere zehan me B aat hai K aisa Q hota hai mere khyal se isliye hota hai K shaid demo me kuch khone ka dar nhi hota isliye loss kam aor profit ziyda hota hai jabke real me ult ho jata hai
            • #591 Collapse

              aap ny boht achi baat ki hy mery bahi,, is ki aik waja yh b hay k demoo py hmain apna loss hony ka darr nahi hota is leay hmain koi tesion nahi hoti r ham pory confidence k sath trade put kerty hain r is k beraks real account main hmain tension hoti hy, r ham yh hi chahty hain k hmain sirf profit hi ho.
              • #592 Collapse

                dear brother mein forex trading forum mein new hoon. jahan tak mera khayal hai demo account mein trader esliay kamyab ho jate hain. kyun kay wo demo account mein long term trading karte hain. or real mein nahi karte.
                • #593 Collapse

                  real ma is lia fail ho jaty han k q us ma apni rakam ki tention hoti hai kahe loss na ho jay jab k damo ma wo free mind sy kam kar rahy hoty han fx ak bohat acha business ahi jis sy ham acha profit haseel karty han
                  • #594 Collapse

                    forex main log real main is liay fail hoty hai q kay un kay pass koi experience nahi hota. lack of knowledge ki waja sy hoti hai forex main demo pe kam kar kay apna real main profit earn kar sakty hain.
                    • #595 Collapse

                      app ne akk asha saval kia he or me app ko batata chalo ke pakistan forex forum demo accunt main koi khaas farq nahi hy bus aik baat zaroor hy hamara mind bna hua hy jo real account par trading krna hard hota hy lakin aisa nahi hota bus hum real account main zara jald baazi krty hain .
                      • #596 Collapse

                        demo account per success is lye milti he kiyon ke demo account pe hamare emotion control me hote he, isi wajah se hamara demo account per result good hota he but jese he real account per trade start karte he to hamare emotion control me nahi hote jis ki wajah se loss hota he...
                        • #597 Collapse

                          Dear es ki sab se barhi waja ye hy k demo main loss ka koi risk nahi hota aur ap trade krty hain mger ap us se proper learn nahi krty na hi market trend ko dekhty hain aur na hi analysis to es trah some time to demo m kamyab rehty hain mger aksar demo main bhi loss krty hain ager ap demo ko real account k tor pe use kren gay aur market trend aur analysis ko study kerty hain to tab ap sucessful trader ban sakty hain.
                          • #598 Collapse

                            yes dear forex trading business ka demo account learning ke lye sab se acha hai is se ap bohat ziada knowledge ke sath sath bohat practice bhi hasil kar sakty hain or apko real account me bohat soch kar trading karni chahiye .
                            • #599 Collapse

                              Forex is demo that you can may use for you to practice from all times consequently As soon as that you are at the market This is very good friendly a person to become very focus at almost all times therefore that you should will certainly gain from individual level towards the other consequently That is very good too concentrate.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                mery khiyal sy forex trade dunia ka sab sy behtreen business hai aur demo aur real me koi khaas farq nai hai bas ek baat zaror hai k real account ma trading karna hard hota hai lakin asa nai hota bas hum real account me jald bazi karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X