Humai real trading ami bhi demo ki tarha huge profits kiu nahi hute?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yr asl mein masl yeh hai k jab hum demo account use karte hain hmaaray paas intvestment boht zyada hoti hai aor hum bas sochte hain k profit kese ho ga..phr itni bari investment pe profit b tou ussi hisab se ho ga na..jabk real account mein hmaray pas investment bohat kam hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      is ki main waja yahi hy k jab hum demo trading karty hy to us mein humari investment buhat huge hoti hy jis sy hamara profit bhi ziada hota hy lykn jab hum real trading karty hein to humari amount 100 ya 200 usd hoti hy jis sy hamein frofit kam hota hy
      • #48 Collapse

        my dear real aur demo account mein koi farq nai hai demo aur real account dono live chal rahen hotey hain my dear bas faraq itna hota hai demo mein hamari fake money hoti hai jis par hum be khuf trade kartey hain aur real mein hum apni trade daar daar kar kartey hain aur thora bohat loss ajey to hum apni trade loss mein close kar detey hain jis ki wajha say humein loss ata hai my dear agar hamari trade 100% market ko follow kar kay take huwi ho to app ko chahey kay app apney oder kay wait karey jab tak woh profit mein na ajey my dear agar appki trade market mein sahi take huwi hai analysis aur without laluch aur fandamental news ko bhi follow kar kay to app ki trade 100% successfull hogi his a real online trade bussiness i like it very much insta forex
        • #49 Collapse

          ku k demo trading me ap ko koi risk nai hota or ap bager kisi tention k koi bhi trade laga dete hain or profit hota rhta h. real trade mai ap ko bht sambhal k or analysis kr k trade lagani hoti h tabhi ap ja k profit gain krte hain or loss se bach skte hain
          • #50 Collapse

            o dear the real trading is totally different from the demo trading in demo trading you just practice and practice makes a man perfect so in the demo trasding you do not earn or do not suffer loss but in the real trading you can earn more and more profit and may suffer the loss
            • #51 Collapse

              dear brother merey khayal se wo is liye k hum demo account main trade big capital k sath karte hain or is main zaida log time k liye trade karte hain or is liye main huge profits hota hai or real main hum bohat zaida invest se trading nahi karte or is liye main zaida profit nahi hota ya waja hai dear
              • #52 Collapse

                my dear friend ye is liye hota hai kyoun ke demo account main ap ke pass bht zayda amount hota hai aur ap demo account main big lots se trade ko open karte hain jis main ap ko bht zayda profit hota hai kyoun ke amount itna zayda hota hai ke market jitna bhi move kar ap ko loss nahi hota is liye zayda profit hota hai jab ke real account main amount kam hota hai is liye kam lot se ap trade open karte hain jis main ap ko kam profit hota hai
                • #53 Collapse

                  dear bhai agar app demo account me achi se kam sikh k real account me trade market ko achi se analysis karke apni knowledge aur apni experience ko use karke trade kare to app jarur real account me bhi kamyb ho sakte hai
                  • #54 Collapse

                    bhai demo account mai hm practice karty hai jese k apko bataya gaya hai k live trading mai hum kam investment se trade start karty hai or demo mai humai bohot bari investment se trade seekhne ka moka milta hai jis ki waja se profit bhi ziyada hota hai
                    • #55 Collapse

                      a sa to nai hona chahye, wese demo account mein apna pesa nai hota or investment bhi bohat di hui hoti he company ki traf se is lye ziada profit horaha hota he.
                      • #56 Collapse

                        nice question dear is ke sb sy bari wja ye hy kh hum demo account pe practice krty hy just luck pe depend kar ky or real account mai hum market ky trend ko smjhy begair he trade krty hy jis ke wja sy hum bht loss karty hy or phir mayoos hu jaty hy isi liye hamy trade krty waqt market trend ko smjhna lazmi hy or phir loss nahi karo gy.
                        • #57 Collapse

                          kyun kay demo main hum log careless ho kar work kartay hain lekin jab real main trade kartay hain toh har cheez ko bohat ziada focus kartay hain islye humain aisa lagta hai kay real main profit nahi ata hai
                          • #58 Collapse

                            ap ki real trading bhi demo ki trah ho skti hai agar ap demo ko real acont samjh k mange kren tab, apk pass real ma kam blance hota hia r demo ma zyada so ap ki trade same nhi hoto 2no acounts par
                            • #59 Collapse

                              bat to ap ki theek hay or is cheez ki mujhay to just aik hi reason nazar ati hay or wo hay investment,demo account main hamaray pas itni bari investment hoti hay is liay loss ka chance hi nahi banta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Dear asa is liye hota hai ke hum demo account pe apni marzi se ziada se ziada balance select karsakte hain aur usi hisab se trading karte hain to hamen ziada profit hota hai jo ek hum aik practice ke liye seekh rahe hote hain lekin jab hum real account pe tarding ke liye enter hote hain to hamare pas aik limited bonus hota hai 200$ jisse hamane tarding karni hoti hai to hum phr boahat soch samje ke koi trade open karte hain ke agar hamarii koi bhi ghalti hogayii to hum apna pora balance bhi katam karwaskte hain isliye yeh farq hota hai donu main jiski waja se hamen real account pe profit kam hote hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X