Humai real trading ami bhi demo ki tarha huge profits kiu nahi hute?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear mere khyaal se to hamen is baat ko samjhna chahye k demo acount or real acount mai fark hota hai or demo per hamen profit ya loss kuch bhi ho sakta hai real acount mai hamen agr loss se bachna hai to is k liye hamen forex ko learn karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dosto bilkul real account ki tarha hota hai mgar I think ap real account me aa kay confused ho jatay ho ya phir ap ka confidence level wo nhi rehta jo demo me hota hai is lie ap utna earn nhi kar saktay jitna expect kar rahe ho
      • #33 Collapse

        demo is a place from where you learn that how to trade with real trading and i think money making is not so easy that's very true that when we trade in demo trading then we earn much and as we trade in real we do not get money even we loss and a good demo trader always loss in real what is this so the reason is simple that we have fear of losing money
        • #34 Collapse

          humey real account mein demo ki tarah huge profit isliya nahi hota kiyun k demo mein hum par koi pressure nahi hota aur hum panic nahi karthey aur demo account mein hamara capital bohut ziyada hota hai jab k real account mein hamar capital 500 dollars se upar nahi hota toh agar app demo mein practice karien toh app sirf utney hi amount se practice karien jitni app real mein invest karna chahtey hain ta k phir app ko real account mein problem na hoo,.
          • #35 Collapse

            hum chonkih profit earn kar rahay hotay hain esliye hamain pata ni chalta keh kiya ho raha hai ya kiya nai ho rahia hai baharhal hamian apnay kam ko ahson tareeqay ki mutabiq krna chahiyae and dil ki lagan ki sath kam ko start krna chahiyae
            • #36 Collapse

              brother jub hum demo account pr trading kr rahy hoty hain tu 70-90% aisy log hain jo sirf luck pr trade krty hain big lot size use krty hain trading k liye kiyun k trail main kafi achi amount deposit ki huyi hoti hai or 0% bhi tention nahi hoti hai or risk ziada laty ho but real main a kr capital amount kam hoti hai or trade demo way account ki tarah krty ho or tention 100% ly jaty ho iss waja se kam profit earn krty ho real account main
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #37 Collapse

                Demo trading aur real trading mein result difference ke 2 main reasons hoti hain aik tou demo trading mein akser hum bohat barray capital se trade kertay hain aur dosra hum iss mein apnay emotions ko involve nehi kertay jab k real account mein trading kertay huay humara capital b kam hota hai aur humaray emotions ke involvement b zyada hoti hai jis ke wajjah se humaray result mukhtalif aatay hain.
                • #38 Collapse

                  Brother, Forex mn jitna ziada Capital ho, utni hi profit ziada hony ka chance hota hay. Jb hum demo account mn trade krty hn to us mn 5000 ya 10000 dollars hoty hn account mn. But jb hum real trade start katy hn to investment bohat km hoti hay. Es liye eal trade mn same terms and conditions use kr k bhi profit km milta hay.
                  • #39 Collapse

                    forex trading mai ham jab real mai trading karty hain to hamy is lia kam profit hota hai q k markeet ki moving bohat tez hoti hai or demo account mai is lia ziada profit hota hia q k us mai ziada moving ni hoti hia fore trading mai hamy ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar saky
                    • #40 Collapse

                      dear friend yi aisi baat nahe hay ,asal tareeqa yi hay kay jab be hum us matradding kertay hain to hamara kuch be nahe jata ,mean hum ager risk lay be to ager nakam ho jay to is say humain koi loss nahe hota is leyi hum tradding may profit kertay hain aur real may dar hota hay kay har na jay
                      • #41 Collapse

                        brother ham forex tradeing me jab demo account me tradeing karty hain to ham billa jhijak trdaeing karty hain or jab ham real account me tradeing karty hain to dar dar kar karty hain kih kahin hamin loss na ho jay jis ki wajah sy hamtheek tarah sy tradeing nahin kar sakty hain
                        • #42 Collapse

                          bhei hum demo pher tarding pratice smang karn kart hein humein loss ho yhe proft hum koye deer nhe hot real mein hum bhot deer hot hein khan zayed loss na ho gany is liye hum confuse hot hein or hum galtion karn bath hein real mein gess ke wage se humein zayed proft nhe hot hein .
                          • #43 Collapse

                            my dear brother . hum agar profit karna chahte hai to hame trading ke rules par chalna hoga . beshak demo account me hame ziada earning hotee hai . os ke waja hai ke hum demo me ye nahi sochte hai ke hum ko lost hoga ek to wo account barha hota hai aur dosra hame lost se dar nahi lagta es liye hum demo me ziada earning karte hai aur real me nahi .
                            • #44 Collapse

                              wo is liye k ham demo account main beghair kisi dar k trades laga dete hain aur hamain koi tention ni hote loss ki , is liye hamain huge profits hote hain jabke hum real main bht carefull ho k trade lagate hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                agar ap demo account ma huge amount pr kam karay ya trade karay ga to aesa hi hu ga agar ap demo ma small amount pr trade karay ga to ap ko utna hi profit hu ga jitana demo ma hu ga wohi real account ma ho ga
                                I Love Humanity

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X