Humai real trading ami bhi demo ki tarha huge profits kiu nahi hute?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear aesa bilkul hota hai is ke main waja ye hai k hum demo account py bari trades lgaty hen jis sy humen zyada profit hota hai kuon k hum loss k bary men nahn soch rahy hoty aur agr loss ho b raha ho tu humen koi farq nahn aur hum confuse b nahn hote balke normaly trading krte hen jb k real account men aesa nahn hota is men real loss hota hai is liye hum is men trade kam lgate hen aur profit b kam hota hai is k elawa market ki movement b bahut asar andaz hoti hai profit py
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Demo trading main hum baghir kisi soche samje trade open kar lete hain. Market main achy profit kay liye hamain achi strategy k sath trade karni chahiye ta keh right direction main profit ho sakey. jo strategy demo per acha result dey to hum real per wohi strategy apnain to behter profit kar saktey hain.
       
      • #78 Collapse

        assalam u alikum my dear sorry dear i don`t know what you mean about this because i still learn dear in forex trading and i want to know about all of this
        and i wait the answers to benefit form this and its good to me when you trade and you earn money
         
        • #79 Collapse

          bhia jan agr ap real account mai b demo ki tarha profit hasil karna chahty han to ap bilkul tenshn free ho kar kam krain or profit ko apny zahn sy nikal dain ta k apko kisi cheez ka dar na ho phr he ap real account mai demo ki tarha kamyab ho sakty han
          • #80 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            jab bhi hum demo trading karte hain tu humai huge profit hu rahay hute hain laikin jab hum real mai aty hain tu unhi trading conditions kay mutabiq humai profit buhut kam hute hain, is ki waja kia hai?
            yeh baat bilkul thek hai apki keh jab hum demo account per trading karty hain tu hamen profit bhut zyada hota hai aur jab real account per trading karty hain tu phir itna profit nahi hota ya aksar loss hota hai iss ki waja i think yeh hai k demo aur real trding ki market main faraq hai aur dosri waja yeh hai k real trading main hamary emotions bhi involve ho jaty hain jis ki waja sy hum darr darr k trading karty hain.
            • #81 Collapse

              jnab real account py to investment ki vi hoti hai or demo to just sekhny k liaye hota hai jnab to jb investment ki hoti hai to trade lgaty b dr lgta hai k kahi paisy loss na ho or jb hm drny lg jaty to phr sary kam khrab hojaty hain so that jnab loss hota hai or demo men loss k khoff k bgair trade krty hain to profit acha show hora hota hai
              • #82 Collapse

                well my dear friend, wesay to mein aik newbie hun aur abhe forex trading ko learn kar raha hun aur jahan tak meri information hay abhe tak ki studies kay mutabiq to aesa isleay hota hay kyun kay demo account main investment kay leay de gae amount bohat ziada hoti hain jis ki waja say bari trade lagti hain aur profit bhe bara show hota hay jab kay real account main hum apnay pass say thori bohat investment kar kay trading kartay hain jis ka result wesa nahi aata jesa demo main aata hay...
                • #83 Collapse

                  mere bhai demo acount mein hmein pata h0ota ha k na to loss ha na profit hai hum easy ho k big trades lagate hain jin se profit hota hai jab k real acount mein hum sanbhal kar trades lagate hain jitni trade laagye ge us k mutabiq hi loss ya profit hoga na
                  • #84 Collapse

                    es man demo main ap ko boht pofit hota hai muger real main greed aur fear aur aur emotion hota hain so forex main real jub ate hai tu app ko boht se batain hai jo app ko mintally dekhne hte hai aapp pr prussur hota hai aur app ko kamayab hona hai tu app ko boht success hasil hoskte hai
                     
                    • #85 Collapse

                      Dear demo mai huge profit hone ki waja ye hy k os mai hamara kch nhn laga hota sab fake hota hy aur hum overconfidently aur without fear trading karte hain jab k real account mai aysa nhn hota hum sab kch apni marzii se nhn kar skte aur wahn hamra confident b nhn hota,,,
                      • #86 Collapse

                        real trade main hum bohat he darr darr kar khoof k sath trading karty hen or dusri side par demo account par hum dill khol kar trades lagaty hen is liay phir hum ko real account main ziyada profit nahi banaya jaa skta hey..
                        • #87 Collapse

                          jab ap demo trading karta ho to ap ka pas ak acha capital hota ha or ap ka emotion b ap ka control ma hota ha or ap greeding b nai karta jis ki waja sa ap ko zayda profit hota ha but jab ap real trading karta ho to ap apna emotion ko control ma nai rakh pata jis ki waja sa ap loss karta ho.
                          • #88 Collapse

                            yar real or demo main asal faraq doller ka hai demo main demo doller jis ki humko perwa nei or real main real doller hota hai or jab real main humko ik doller ka be loss hota hai tuo per dil ghabrata hai or per hum kuad theeq trad ko be galat kr dyaty hain bas yehe waja hai
                            • #89 Collapse

                              essa tu nahi hai dear main nay is dema par kam kia hai hai boht ziada is kay bad main ab is main real kam karnay laga hon ap ko chaiy kay is kam ko achi trhan sikho us kay bad hi is main ao
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Dear apko demo ki tarah real mein bhi profits is liye nahi hote kiunke apke emotions attached hote hain real trading account ke sath,aur ap thore se loss mein trade ko jata hua dekh kar hi close kardete hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X