Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji han bilkul wajah to hy or wo lalach hi hy jis ki wajha se insan thorey pe shukar nahi karta or ap ne ghareeb mazdor or kamyab trader ka jo taqabul kia hy wo bhi sahi hy kyu k pesa esi cheez hy jo har koi ziada kamana chahta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Jee ap bilkul sahiee baat kar rehay hain kay yeh ose banday ka laluch hay jo ose ko khush nahin honey daita ager hum sabar shukar ki aadat apana lain tu zindagi bohat asaan ho jai gi ap kia kehtay ise barey main.
      • #558 Collapse

        mere khayal se yeh insaan ki nature hai ke woh greedy hai ya nhi hai agar banda greedy ho ga to us ko thore profit me sakoon nhi aye ga or zyada ke lalach me phir woh loss kar bethe ga yahi baat hai sirf or koi waja nahi hai .
        • #559 Collapse

          dear ye insani fetrat hy k age wo aik bar zayada money kama leta hy to us ko kam money me kosheshi nahi hoty hy q k mazdor daily 4oo rope kamata y or Forex trader daily 5000 earn ker sakty hane to wo 1000 ear kerne ki sort me khosh nahi hota or us me lalch a jati hy is leyia dear hame lalch nahi kerne chayia hame jetna mely hame us pe seber kerna chayia
          • #560 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
            Aik mazdoor admi suba se le kr shaam tk dhop me jal kr mazdori krta he aur sham ko 3,4 sao rupy le k khushi khushi ghr ata he,jb k aik forex tradr sara din ghr pankhy k neechy beath k 1000 kamata he to b khush nazar ni ata,akhir koe waja to zaror he,ya to forex se ki hoe kamai me barkat ni he ya phr us bandy ka lalach usko khush ni hony deta.
            Apka kia khiyal he?





            no bro ye ap ki glat soch hai k mazdoor ki mehnat nazar ati hai lakin trader ki nazar nai ati tu maye bolo ga k trader mind sy kam kar k earn karta hai jab k mazdor mehnat karta hai jism sy jo her kisi ko easily nazar ati hai.
            • #561 Collapse

              hamesha insan ko us paisy ki value ka pata chalta ha jiss main is ki mehnat ziada lagy or is ko rewaard kam mily forex trading main b aisa ha is main ap ko kamm waqt main kamm mehnat say bohat ziad earning ho jati ha is liye is main ap ko paisy ki value bilkul nahin rahti
               
              • #562 Collapse

                kam ki baat hai wo banda mazdoori karta hai hum bhi kam karty hain baat sirf lalach ki hai wo chahta hai ziada ziada paise mere pas ajaye or mein ameer admi ban jaon or mari koi kam na karo.
                • #563 Collapse

                  Dear forex trading main hum jitni bhe raqam kamaty hain humko us sy khush rehna chahiay agar hum lalach main a jayn to humko apna profit kam lagny kag hata hy is liay kabhi bhe lalach mat karyn our jo profit mil gya hy usi py khush rahyn
                  • #564 Collapse

                    easy to koi waja nahy shaid ap ny apny mutlaq lakhy hay yeh theard, warna yaha to sub kam karny waly kosh hay ur forex trading business ko sheekna ur karna apny liye zarori samjty hay.
                    • #565 Collapse

                      gee insan tradeing se boht kamata ha ya mzador kam krta he is mein bat nhe ha bat yh ha keh insan ko lalch hote ha kise ki pore nhe hote hr koi ziada ke soch mein pra rhta he is waja sy yh hota ha
                      • #566 Collapse

                        bhai jan koi wajah nahi hoti hai bas insaan ke andar us ki nature ki baat hai sari agar banda mehnat ke sath kaam kare ga or is business ko learn karte hue us ne hard working bohat ki hui ho gi to har profit per us ko bohat acha feel ho ga .
                        • #567 Collapse

                          insan ksi hal mean khush nae rehta or greed krta ha agr koe 1000 per day forex sy earn krta ha to wo is leay khush nae hota k wo lalach krta ha k mean raro rat ameet ho jato or mery khayal mean lalachi bnda ksi hal mean b khush nae reh skta...
                          • #568 Collapse

                            demo app ko contest main hisa lena hota haoi jo winner hota hai us ko trade karney k liye bpnus diyaa jata hai wo trade kaar k jo profit karey us ko with lay sakta hai
                            • #569 Collapse

                              bhai jaan apki ye baat say mai agree karta hu basicaly forex aik aisa business hai jis mai ziayda tar loag apne emotions per control nhe rakh pate hai and ziayda k chakkar mai loss kar jate ha is waja say forex trading mai humay jitna profit hasil hota hai hum us mai khush nhe hote hai kiu k hum lalach mai ajate hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Sir mere kheyal may jis kisi ko ager money milti hai to wo zaroor kamyb hota hai or khushi bhi mehsoos kerta hai jis ko jab us kay kaam ki ujrat mil jaye gi to wo us may zaroor mehnat or intrested ho ga her koi khush hota hai ager usko us ki mehnat ka phal mil jaye tab

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X