Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    sir apki baat pay agree krta ho sir wakai ma ak mazdoor sara din kam krta ha or 500 lay kr ghr ata ha lakin jo forex pay trading krtay ha wo din ma 1000 rupy bhi kamay to phr bhi kuch nai hotay ha wo sirf lalach hoti ha wo bs khtay ha ham 1 hi din maa ameer ho jay lakin sir asa nai hota ha jatna hi pasay atay ha khush raho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      it is not like a real trading i told you the story of mine last time i had 430 dollars in another platform for trade and at night 8 pm pka time i trade in usd/cad all markets were there but usd/cad broke and my whole amount was sunk and now i am really depressed so i have seen that when ever we trade after some news or market is still then you trade will be in loss.
      • #408 Collapse

        forex aik aysa business hai jis main ap aik din main kai hazaar rupy kama sakty hen islye ap lalach ka sahakaar ho jaty hen .forex trading ap ko thory profit par hi itfa kya kar lana chahye ta ky ap forex trading main lalach sa bach saken or forex main loss sa avoid kar saken .
        • #409 Collapse

          Kafi reasons hoti hein loss ki, for example hum khud ko control nai kar patay jab trading karty hein to , some time humein greed ko involve kar letay hein jis ki waja se humein or loss hota he or dis heart ho kay hum trading chor dety hein.
          • #410 Collapse

            han g bhai main apki baat say agree karta hun k forex main apko itna zyada kaam bhi naheen karan parta hay or apko profit mil jata hay k ap apni basic needs ko pora kar sakty hain ye baki sab part time jobs say bahtar hay jin main apko sara din kaam karna parta hay or profit bhi naheen milta hay
            • #411 Collapse

              For the out traders sometimes it might seem like a really easy thing but the thing is that they never even saw the trade market from near or they were never a part of the trades.
              • #412 Collapse

                G han dear yeh aik achi baat ki hai ap ki baat ny mjhe soch mai mbtala kar dya hai mera khyl to yeh hai k jo shaks sbha sy shaam tak mehnat karta hai us k pass knowledge nahi hai or dosri tarf hum loog hain jo itna pare howe hain or us k bawajod humain achi job nahi milti to hum 1000 sy b satify nahi hoty ahin
                • #413 Collapse

                  Bhai jan meray khayal se is ki waja lalach hai aur agar hum chahty hain k is business mein kamyab ho jayen to humain lalach ko chorna ho ga aur aik mazdor agar 500 rupy kama k khush ho sakta hai to hum 1000 kama kar q nahi ho sakty is liye jitna profit ho khushi se kabool karain.
                  • #414 Collapse

                    dear yh toh har trade ki apni soch hoti he ke woh kitna target rakhna chahta tha or kitna gain kia he or kitna loss kia he or wese bhe insaan jitna bhe earn krta he woh us se or earn krne kie koshish karta he or is waja se ham kafi greedy hote jata hen or ham khush nahi hote
                    • #415 Collapse

                      forex is taking bussines from the price fluctuation if you wanna make succesful sorty in this bussines then you should learn first in this bussines in demo account maybe for a year or two and then comeback here you would ge more knolwedge
                      • #416 Collapse

                        dear forex ki trade karte hoe jo log a6i earning kar kae bhi khosh nae ha unhe apso ki bhok ka jo khbi bhi pori nae hoti ha greeb admi ko ruti ki bhok hoti ha os kae pas pse sham kahne klye hote to wo khosh ho jata ha
                        • #417 Collapse

                          dear ye sab lalach ki baten hai lalach 1 bohat he buri bala hai mazdoor ko to bs 400 se 500 rupay ki dehari nazar ate hai lekin forex walay ko to unlimited income jo nazar ane lag jate hai thats why............
                          • #418 Collapse

                            deekhen mazdoor ager mazoori karta hay tu wo apni zrurat kay leye karta hay. wo ye kaam naheen janta tu phir kia karey. uss ne phir tookry he uthaani hay.iss main bhi hard work hay.easy naheen.
                            • #419 Collapse

                              agar apm is buinsess ko hoin kar rahay hai tru aisay hi njai join kar rahay hai zarore apnay isko join karnay say pehlay amjh ho ga tu hi ja kay apnay ityna bara faisla kiya ho ga is liay ye buinsess aik bohta hi tuff buinses hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                han wja to hy or wo ye k insan ki laluch bht zada berh chuki hy forex ko as apart time bussiness krna good hy or zada greed krny ki zrorat nh hy km but good trading hy jo k profit k sath experience bh brhati hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X