Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    ni bro ager aik trader din ma 100 dollars bna la wo bhota kuch hota ha kalin a poor people ki baat bhai wo in ka luck ha wo be Forex pr kam krsakta ha lakin in ha kam krn nhi ata hope you know
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Dear forex main hum log agar achi trading kartay hain tu ye humaray andar k lalach hai jo humein is main or zaida money gain karnay k liye majboor karta hai agar hum greedy na karay or jo bi bonus ki shakal main profit mil jaye us ko ghanimat janay q k forex aik risky business hai or is main earn kar itna asaan nai.
      • #258 Collapse

        g brother main aap ki baat se itfaq karta hun k forex pee trading karny wala din main 1000 kma k b khush nain hota q k insaan k andar lalch paida ho jati hai kehta hai aaj 1000 nain 2000 kmany chaiye thy is liye insaan lalch main rehta hai to bool jat hai k Allah ka shukr ada krun k main din main 1000 kma ska
         
        • #259 Collapse

          my dear friend forex me earning ziada hai es liye har koi yaha par trading karte hai .leken baaz loog ye nahi jante hai ke yaha par jitna tezee se earning milta hai otna hee tezee se hame lost bee hosakta hai . hame agar forex me earning karna hai to hame yaha par bahot ehtiat ke sath trading karna hoga.
          • #260 Collapse

            asslam o alikum dea's yes dear wo mazdor mny bohat mahatn ke hote ha as liye wo khos hota ha usy jitne be mil jay our jabky trader ny itne mahant nhe ke hote our na he trader ko dhop wagara ma khara hona parhta ha.
            • #261 Collapse

              forex tardign aika cha online business hi jis main agar kamyb hona hi to ap ko iss business main proepr learning ekrni ho gi then hi ap iss business maina cha earn ekr ke kama sakoo ge
              • #262 Collapse

                Dosto ap nay ya baat to zaror note ki hogey kay log barey tazi say trading main atay hain or investment b kartay hain or pher jald he apna loss b kartay hain or trading ko chor b datay hain . is ki koe wajha to zaror ha . kay wo apna loss kyon kartay hain maray khayal main to wo untrained hotay hain is leya wo apna loss kartay hain .
                • #263 Collapse

                  is ki ye waja hain k log yaha se log aram se daily k 8 ya 9 dollar bana leta hain with out kisi tension k kam time mai is liye usko kadar nahi hoti kuch logo ko or mazdor sara time kam kar k kuch paiso se hi khush ho jata hain.
                   
                  • #264 Collapse

                    bhai forex trading koi easy job nahi hai forex trading main profit krna kafi mushkil hai or forex trading itni asaani se nahi sekhi jati forex trading main profit hasil krna kafi mushkil hai or hr koi profit hasil nahi kr sakta
                    • #265 Collapse

                      Bhai forex mein unlimited earning hoti hai jis se har trader ko lalach hoti hai k is se bhi ziada ho, aur jo mazdoor hote hain wo itne mein he khush hote hain jitna unko mi,ta hai is lye kehte hain forex business mein kabi lalach nai karni chahiye.
                      • #266 Collapse

                        brother ak bat yad rakh lana jo mehnat sa kamaya jata hai na un paison ma barkat or khushi bohat hoti hai or jo hum greed kar k ya kisi haram tariqay sa kamaen to un paison ma na hi barkat hoti hai or na hi humen khushi hoti hai k hum na paisay kamaen han
                        • #267 Collapse

                          brohter g ya bat to thek ha . ansan ak lalchi ha us k pas go be marze a jay wo kbi be allah ka sukar ada ni karta ku k ansan nasukra ha
                          • #268 Collapse

                            Forex main earning unlimited ha or trader lalach krt hain es leyh woh 10000$ kama kr bhe sochta ha k woh kuch extra earn kr lay jab k eak mazdor ko pata hota ha us ko es say ziada nhe mil sakty.
                            Forex strategies for beginner click here .... :)
                            • #269 Collapse

                              trader or labour ka apas main comparision karna i think theek nahe because labour ko pata hay k sham ko is ke mazdore is ko mill jai ge lakin trading main koi pata nahe kab market pansa palat lay or loss bear karna pary.or jahan tak lalich ke bat hy ya to insan ke fitrat main hay k osy hamysha ziyada ke salah rehte hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                ji haan dear aap theek bol rhe ho insan ko apni skhawshiyat poori kerne ke liye bhut se paison ki zaroort hoti hai es liye ager wo 1000 rupees kamayega tu uska kaam nhi hoga es liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X