Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    jo admi ya mazdor kam krta hai us ko pata hota hai k mughay saray din ka itna passa milay ga wo is main khush hota hai jab k forex main admi ko koi pata nahi hota hai k aj kitna kama sakon ga wo khabi loss krta hai our khabi profit krta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Assalam o alaikum dear agr ap zyada mehnat kro ge to pir he ap zyada kma sakte ho forex sa is trhan kma sakte han k agr ham zyada work kren ge to pir hi ham zyada earn kr sakten han other waise nhi kma sakte.
      • #288 Collapse

        bhai insaan kisi bhi haal men khush nahe rehta yeh insaan ki fitrat he jitna bhi miljae woh hamesha or ke peeche bhagta he is lye hamen lalach nahe kerni chahye balke ALLAH ka shukar ada karna chahye ke hamen itna ya ..
         
        • #289 Collapse

          janaab , mery khayal main to jo trader forex trading say din ka 1000 bhi kamata hai us ko bohat khush hona chahiye kay usy us mazdoor jitni mehnat nahi karni perhti . lekin jab bat lalach ki ajati hai na bhai to trader 10000 say bhi khush nahi hota .
          • #290 Collapse

            ya ap ki apni mahnat per hota ha ap jatna kam karo gay autna hi ap ko is ma fida ho ga or koi waja nahi ha forex treading ma na ki
            • #291 Collapse

              jab hum kam karte hain aur toh us ki koi waja zaror hoti hai bagair waja koi kam nahi karta hai.
              • #292 Collapse

                What can say about this talk as it is a very very risky business and when a bargainer start the trading and in this happening he endure so often mentally for cement in this way so that s why he is not hunt so overmuch paradise in this earning as there is not confer me that there will be earning or not.
                • #293 Collapse

                  ya bat sahi hay kyun kay aik mahnat karnay walamazdoor hi rizka halal ky bary ma janta hay aur achay tarikay say apni kami krach karta hy is lia zaruri hy ky hum bhi mahnat karay and halal rozee kamay.
                  • #294 Collapse

                    koi waaj tho zarura hey keey agar aap ko mazdoori karni hey tho aap ko utni hee uska phal miley gaa or agar aap aisa busienss men hey or aap ney utna hee paisa lagay hota hey tho aap ko utna hee earning bi miley gaa
                    • #295 Collapse

                      i think jaha tak mara kiyal hay forex trading ham jo log aik din main 1000 haazar kaamaty hay vo is liya khos nhi hota hay kuo k on ko i smay boht zada icome nazar ati hay or vo is may aik din main ameer hona chatay hay vo is may lalach kartay hay or bhi g aik mazdoor admi ko bas vahi 500 ropay nazar atay hay
                      • #296 Collapse

                        itnay saaray log forex main kaam kartay hain un saab kay kaam karnay ki koi waja tu zaroor hai yani koi part time job kar raha hai tu koi full time job kar raha hai akhir in saab ki koi tu waja hai
                        • #297 Collapse

                          Assalam o alaikum. Brother jab insaan k hath may pesa anay lgta hyna to uski hawas barhti jati hy wo chahta hy or se or milta jaye jiski waja se wo kabhi khush he nahi hota.. Jab k mazdoor bechara itna thak chuka hota hy k wo 200 300 pe he khush hojata hy..
                          • #298 Collapse

                            Aap ne bugat achi example di gai ek mazdoor aur ek trader ki basically woh trader jo ek din mein achi earning kar k bhi khush nahi rehta uski wajah sirf aur sirf laalach hai jab insaan mein laalach aajati hai to woh jitna bhi earn kr le lekin phr b woh zayada se zayada kamane ka khuwahish mand rehta hai. Trading mein greed karna galat kaam hai kyun k is se nuqsaan hi hota hai zayadatar traders ko chahiye k unko jitni b earning ho forex trading se unko shukar adda kar k khush rehna chahiye aur laalach nahi karni chahiye.
                            • #299 Collapse

                              Asslam o aliekum! Meray khayal say iska taluk greed say hai q kay forex trader chata hai k uska profit kam time mein ziyada say ziyada hojae aur yahe cheez uska profit loss mein badal deti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                g han aap ne bohat achi example di hai or aesa sirf un logon k sath hota hai jo k trading mien aa kr laalach ka shikaar ho jate han or sahi or theak thak earning k baad bhi khus nahi hote to is ki aik hi waja ho sakti hai or wo hai greed jis me insaan kbhi bhi satisfied nahi ho sakta or jb wo kuch hasil kar leta hai to is se zada hasil karne ki khawahish rakhta hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X