Commodity Channel Index kia hota hy
Commodity channel index bhi other indicators ki terha best indicator hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain
Commodity Channel Index Indicator ki Explaination
Commodity channel index ( CCI ) aik takneeki isharay hai jo maliyati mandiyon ke tajzia mein istemaal hota hai. yeh kisi asasa ki qeemat ke is ki ost qeemat se inhiraf ki pemaiesh karta hai aur mumkina had se ziyada khareeday gaye ya ziyada farokht honay walay halaat ki nishandahi karta hai .Jab si si aayi apni moving average se oopar jata hai to yeh taizi ke rujhan ki nishandahi kar sakta hai, jabkay moving average se neechay ka cross mandi ke rujhan ki nishandahi kar sakta hai. CCI ke sath mil kar istemaal honay wali moving average tajir ki tarjeeh ke lehaaz se mukhtalif ho sakti hai, lekin aik aam intikhab 20 muddat ki moving average hai .
Commodity Channel Index Indicator ka Working Principle
Commodity Channel Index indicator price reversal aur oversold ya overbought conditions ko predict karnay kay liay use hota hay, yeh indicator bhi dusray indicators ki tarha best indicator hay agar ham iska proper knowledge rakhtay hain to ham is indicator say market main trade open karnay kay liay boht achi indication hasil kar laitay hain jis say ham market main sell ya buy ki trade enter kar saktay hain, Commodity Channel index aik leading oscillating momentum indicator ha, jis ko Donald Lambort nay develop kia aur is ka maksad commodities kay cyclic turns ko identify karna tha,
Commodity Channel Index Indicator ki Wazahat
Commodity channel index indicator ik popular indicator hai or cci rsi ki tarha ik oscillator hai. Hamy pata hai kay oscillator kay bech ma value bounded hoti hai. Cci es sy zayada reliable hota hai kiu kay es ma candlestick ki wicks ko bi incorporate kiya jata hai jb kay rsi ma serf closing value par focus kiya jata hai. Cci ik unbounded oscillator hai or ye infinite value tak grow karta hai. Rsi jb kay 0 sy 100 kay bech ma bounded hoti hai or cci overbough or over sold ko find karny kay laye zayada room farham karta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим