Commodity channel Index indicator (CCI)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodity channel Index indicator (CCI)
    Commodity Channel Index kia hota hy


    Commodity channel index bhi other indicators ki terha best indicator hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-204814_Firefox.jpg
Views:	2
Size:	97.1 کلوبائٹ
ID:	12598580

    Commodity Channel Index Indicator ki Explaination


    Commodity channel index ( CCI ) aik takneeki isharay hai jo maliyati mandiyon ke tajzia mein istemaal hota hai. yeh kisi asasa ki qeemat ke is ki ost qeemat se inhiraf ki pemaiesh karta hai aur mumkina had se ziyada khareeday gaye ya ziyada farokht honay walay halaat ki nishandahi karta hai .Jab si si aayi apni moving average se oopar jata hai to yeh taizi ke rujhan ki nishandahi kar sakta hai, jabkay moving average se neechay ka cross mandi ke rujhan ki nishandahi kar sakta hai. CCI ke sath mil kar istemaal honay wali moving average tajir ki tarjeeh ke lehaaz se mukhtalif ho sakti hai, lekin aik aam intikhab 20 muddat ki moving average hai .

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-204833_Firefox.jpg
Views:	2
Size:	102.4 کلوبائٹ
ID:	12598581


    Commodity Channel Index Indicator ka Working Principle


    Commodity Channel Index indicator price reversal aur oversold ya overbought conditions ko predict karnay kay liay use hota hay, yeh indicator bhi dusray indicators ki tarha best indicator hay agar ham iska proper knowledge rakhtay hain to ham is indicator say market main trade open karnay kay liay boht achi indication hasil kar laitay hain jis say ham market main sell ya buy ki trade enter kar saktay hain, Commodity Channel index aik leading oscillating momentum indicator ha, jis ko Donald Lambort nay develop kia aur is ka maksad commodities kay cyclic turns ko identify karna tha,
    Click image for larger version

Name:	CCI-Strategy-6.png
Views:	3
Size:	21.1 کلوبائٹ
ID:	12598582


    Commodity Channel Index Indicator ki Wazahat


    Commodity channel index indicator ik popular indicator hai or cci rsi ki tarha ik oscillator hai. Hamy pata hai kay oscillator kay bech ma value bounded hoti hai. Cci es sy zayada reliable hota hai kiu kay es ma candlestick ki wicks ko bi incorporate kiya jata hai jb kay rsi ma serf closing value par focus kiya jata hai. Cci ik unbounded oscillator hai or ye infinite value tak grow karta hai. Rsi jb kay 0 sy 100 kay bech ma bounded hoti hai or cci overbough or over sold ko find karny kay laye zayada room farham karta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Commodity channel Index indicator (CCI)

    Introduction;

    Commodity channel index indicator hmain market mn buying or selling se related information provide krta ha. Jb hmary pass is indicator k bary mn knowledge hota Hai To hmain ptta hota ha k hmain market mn kis Waqt trade open karni ha or Market kis stand mn move kar rhi ha. Jb hmain market ke movement ka achi trah sy pta chal jata Hai to hmen market mn trade Lagany mn aasani hoti ha. Hm market nn use Wqt trade Lga sakte hain Jb market uptrend and downtrend move karti hai. Jb market sideway movement Mein Ho To Ham use Mein trade open nahi kar sakte.

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	1
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12458419

    Definition of CCi:

    Commodity commodity channel index aik oscillator indicator ha or aur yeh hmen market mn bhut he good signal provide krta ha. jb hm is Ke mid-range ke value ko dekh kr trading kr rhe hote hain aur iski mid-range ke value hundred hoti hai aur jese hi market key value ko uppar ke traf cross krti hai to hmn mn bhi trades ka signal milta hai aur job market mein main mid-range ki value ko 1 moving average niche ki taraf kharash karta hai to Ham sal ki trade lete Hain yah indicator trading mein hamare liye bahut hi helpfull hai.
    Commodity channel indicator Ek Aisa indicator hai jo trader ko market price k mean average line se variation koko measure ker k batata ha. Commodity channel index Agar high value show kar raha hai hi to iska matlab hai ki ki market price previous moving average se oper ha aur is ne Wapas Apne average mean line per aana hai aur commodity channel index ki low price trader Ko batati Hai Ki market price average mean line se niche hai aur aur is Ne Wapas average me line per aana hai.

    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV-final-Commodity-Channel-Index-CCI-June-2021-01-45a136bc81d746acbc178b6f4afc07c2.jpg
Views:	1
Size:	131.8 کلوبائٹ
ID:	12458420

    Description:

    Commodity channel index indicator RSI indicator or MACD yeh sb market mn majod hoty hain. In k ilawa aur bhi bhut sy indicator hote hain. Agar hm Forex mn kam krna chahty hain aur aur use ziada opinion Hasil karna chahte hain to hamare pass experience or knowledge Ka Hona bhut zaruri ha. Qk hm apne experience aur knowledge ke sath market ka analyses krte hain aur us mein majood tmam tools ko achi Tarah Se understand Krte Hain Us k bad Yhan trade open Karte Hain jisse Ham profit bhi Hasil kar parta Hai isiliye Hamen koi bhi business without experience aur knowledge ke start nahin karna chahie Agar ham without experience aur knowledge ke kam Karte Hain To usse Hamen nuksan ho jata hai

    Taking info:

    Commodity channel index Hamen Iske bare mein information provide karta hai ki market Mein Kab bike ki trade open karni hai aur kis time sal ki trade ko open karna hai yah Hamen Iske bare mein information deta hai yeah indicator Rsi indicator Hamen overbout aur oversold ke bare mein Hamen signal provide karta hai market Mein trade Lagate Hue trader ko is Baat ke bare mein knowledge Hona chahiye Ke Jab market Mein over Baat Ho To Hamen use takat sal ki trade market mein open Karni chahie aur jab market Mein uvarsad Ho To Hamen us bike ki trade ko open karna chayhie.

    Click image for larger version

Name:	CCI_div602x345.png
Views:	6
Size:	38.7 کلوبائٹ
ID:	12458418
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Commodity channel Index indicator (CCI)

      CCC Indicator Use & Benefits ;-

      Commodity channel index ( cci ) aik takneeki isharay hai jo maliyati tajzia mein is baat ka taayun karne ke liye istemaal kya jata hai ke kab koi security ya commodity ziyada kharidi jati hai ya ziyada farokht hoti hai. 1980 ki dahai mein Donald lambert ki taraf se tayyar kardah.

      Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	1
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12458440

      CCC ka hisaab aik aisay formulay ke zariye kya jata hai jo security ki qeemat, is ki ost qeemat, aur is ost se inhiraf ko mad e nazar rakhta hai. cci isharay kaisay kaam karta hai is ka umomi tareeqa yeh hai

      Anylesis of Average Prices ;-

      Aam qeemat ka hisaab laganay ke liye, security ki ziyada, kam, aur qareebi qeemat shaamil karen aur raqam ko teen se taqseem karen, aam qeemat = ( ziyada + kam + band ) / 3 moving average ka hisaab lagayen : waqfon ki aik makhsoos tadaad ( umooman 20 ) ke douran aam qeemat ki mutharrak ost ka hisaab lagayen. is mutharrak ost ko saada moving average ( sma ) kaha jata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	6
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12458441

      Average inhiraf ka hisaab lagayen is ke s am ae se aam qeemat ke ost inhiraf ka hisaab lagayen isi tadaad ke douran ost inhiraf = raqam ( | aam qeemat - sma ( aam qeemat ) | ) / n commodity channel index ka hisaab lagayen aam qeemat aur sma ke darmiyan farq ko ost inhiraf se taqseem kar ke cci ka hisaab lagayen aur phir nateeja ko mustaqil Ansar ( aam tor par 0. 015 ) se zarb day kar cci = ( aam qeemat - sma ( typical price ) ) / ( 0. 015 * ost inhiraf ) cci ki tashreeh karen

      Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	7
Size:	21.2 کلوبائٹ
ID:	12458442

      CCI aam tor par sifar ke gird ghoomta hai. aik misbet cci ishara karta hai ke security ziyada kharidi gayi hai, jabkay aik manfi cci ishara karta hai ke security ziyada farokht hui hai.

      CCI Plan of Traders ;-

      Tajir is maloomat ko tijarti faislay karne ke liye istemaal kar satke hain. majmoi tor par, si si aayi indicator ka istemaal qeemat ke rujhanaat, ulat phair, aur security ki qeemat ki naqal o harkat mein farq ki nishandahi karne ke liye kya ja sakta hai, aur yeh aksar tijarti signals ki tasdeeq ke liye dosray takneeki isharay ke sath mil kar istemaal hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X