what is bullish hammer candle stick pattern
hammer candle stick pattern aik bullish trend reversal candle stick pattern hota hey jes mein aik long lower shadow hota hey or candle stick kay upper body mein aik chta sa shadow hota hey forex market mein hammer candle stick pattern bananay kay bad price bearish kay trend say bullish kay trend mein tabdel ho jate hey
hammer candle stick mein aik relevant bullish candle stick hote hey dono price chart par aik trend ko tabdel kartay hein khod trader forex market mein anay wallay trend ke tabdele ko paish karnay kay ley forex market ko baray paimanay mein estamal kartay hein![Click image for larger version
Name: Capture.JPG
Views: 1
Size: 24.4 کلوبائٹ
ID: 12598169](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12598169&d=1678850036)
pehchan bullish hammer candle stick pattern
structure
hammer candle stick total candle stick nechay ke taraf long hota hey long ka matlab yeh hota hey keh candle stick ka mokamal size hota hey jo keh 60 say 70 % say zyada hona chihay candle stick kay per aik chota sa body hota hey jes ke body kay oper koi shadow nahi hota hey
location
price chart par candle stick pattern ka zaroore size parameter ke sorat mein he hota hey yeh pattern forex chart par majod sungom ko achay say pattern karnay ke koshesh kartay hein forex market mein hammer candle stick ke sorat mein he hote hey es ko forex market mein support zone ya demand zone par banana chihay![Click image for larger version
Name: Capture.JPG
Views: 1
Size: 25.9 کلوبائٹ
ID: 12598172](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12598172&d=1678850461)
Prior trend
hammer pattern say sabqa trend bearish ka hota hey es ko 2 say teen bearish candle stick kay bad banana chihay ager yeh forex market mein range kay adar banta hey to hammer pattern ka hasas mokamal tor par badal jay ga to bullish trend tabdel honay mein nakam ho jay ga![Click image for larger version
Name: Capture.JPG
Views: 1
Size: 26.6 کلوبائٹ
ID: 12598173](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12598173&d=1678850738)
Day trading strategy with hammer candle stick pattern
es bat khas kheyal rakhna chihay keh aik candle stick ko daikh kar strategy nahe banana chihay yeh hamesha kam say kam teen kesam technical indicator ka estamal kar kay karna chihay chonkeh forex market mein aisa karna say winning kay imkanat increase ho jatay hein or sath he risk management kay ezafay say hum aik winning wale trading strategy bana saktay hein
open buy entry
jab forex market mein privce kay chart par bullish hammer candle stick pattern banta hey to forex market mein highs candle stick par kuch pips kay oper zair e altawa buy ke entry open karne chihay or hammer candle stick kay lower hesay ya support zone kay nechay stop loss rakhen ap ko zyada trading analysis nahe hotay hein to ap ko stop loss ko set karnay kay ley kadamat pasand tarekay ka intakhab karna chihay
hammer candle stick pattern aik bullish trend reversal candle stick pattern hota hey jes mein aik long lower shadow hota hey or candle stick kay upper body mein aik chta sa shadow hota hey forex market mein hammer candle stick pattern bananay kay bad price bearish kay trend say bullish kay trend mein tabdel ho jate hey
hammer candle stick mein aik relevant bullish candle stick hote hey dono price chart par aik trend ko tabdel kartay hein khod trader forex market mein anay wallay trend ke tabdele ko paish karnay kay ley forex market ko baray paimanay mein estamal kartay hein
pehchan bullish hammer candle stick pattern
structure
hammer candle stick total candle stick nechay ke taraf long hota hey long ka matlab yeh hota hey keh candle stick ka mokamal size hota hey jo keh 60 say 70 % say zyada hona chihay candle stick kay per aik chota sa body hota hey jes ke body kay oper koi shadow nahi hota hey
location
price chart par candle stick pattern ka zaroore size parameter ke sorat mein he hota hey yeh pattern forex chart par majod sungom ko achay say pattern karnay ke koshesh kartay hein forex market mein hammer candle stick ke sorat mein he hote hey es ko forex market mein support zone ya demand zone par banana chihay
Prior trend
hammer pattern say sabqa trend bearish ka hota hey es ko 2 say teen bearish candle stick kay bad banana chihay ager yeh forex market mein range kay adar banta hey to hammer pattern ka hasas mokamal tor par badal jay ga to bullish trend tabdel honay mein nakam ho jay ga
Day trading strategy with hammer candle stick pattern
es bat khas kheyal rakhna chihay keh aik candle stick ko daikh kar strategy nahe banana chihay yeh hamesha kam say kam teen kesam technical indicator ka estamal kar kay karna chihay chonkeh forex market mein aisa karna say winning kay imkanat increase ho jatay hein or sath he risk management kay ezafay say hum aik winning wale trading strategy bana saktay hein
open buy entry
jab forex market mein privce kay chart par bullish hammer candle stick pattern banta hey to forex market mein highs candle stick par kuch pips kay oper zair e altawa buy ke entry open karne chihay or hammer candle stick kay lower hesay ya support zone kay nechay stop loss rakhen ap ko zyada trading analysis nahe hotay hein to ap ko stop loss ko set karnay kay ley kadamat pasand tarekay ka intakhab karna chihay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим