Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    bhai jan apne ye to bohat acha or interesting sawal pocha hai mere khyal se apko trading k duran apni stress ko dour karne k liye apne lose ko bhool jana chahiye q k aghar ap usse yaad rakhe gay to apko stress hoga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      ek fresh mind k sath trading ka start lenay k lye hume kafi sara wakt chahye hota hi jb b hum kissi b tarha ki trading ka start kare to hume us k lye wakt chahye hota hai.
      • #468 Collapse

        dear forex trading mai stress se bachne k liye apko chahiye k ap before trading khud ko har tarha ki tension se free kar lain or sirf acha acha hi soche or apko chahiye k ap jab bhi trading kare to cool mind se kare or bilqul free time mai kare.
         
        • #469 Collapse

          stress to lazmi ho skta ha kyu k jb b koi trade open ho jata ha to hmary paisy ya to lose hony hoty hn ya phir profit ana hota ha. dimaag profit k bajaye loss ko zyada sochta or smjhta ha is liye stress b br jata ha.
          • #470 Collapse

            trading ke kaam main stress ka sawaal ha to iss kaam ko krney ke liye aap ko bht zyada apney mind ko easy rakhna ho ga to hi aap ko success haasil ho sakta ha
            • #471 Collapse

              mere bhi agar ap forex ma trading kr k stress ho gay ho to ap ko chaye k ap forex par sy zara rest karn or koi or kam karn tb he ap forex par sy achi thran kam kr sakte ho is k liye ap ko chaye k ap proper plannig kr kam karn k ap ko koi mushkil ni ho
              • #472 Collapse

                Yeh sub planning par depend karta hy. Aap key pas jitna balance ho usi hisab sey aap lots lagayen, to aap ko kam tension ho gi. Jaisay jaisay loss barhta jata hy, tension barhti jati hy. Aap aik target bana lain keh aap ney itna loss bardasht karna hy aur itna profit lena hy. Jab aap ko utna profit mil jaye to lots close kar dain ya jab aap ko itna loss ho jaye to lots close kar dain. Is tarah aap ko tension kam ho gi.
                • #473 Collapse

                  Dear trading k Doran Stress ko Door or fear ko door krnay k liye trader ki trading strategies ka theek hona bohat zroori hota hai or trading k liye patience required hotay hai or agr complete patience k sath trading kray to yakeenan trader profit earn krnay mai kamyab ho skta hai.
                   
                  https://t.me/pump_upp
                  • #474 Collapse

                    my sweeet brother ap ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti ke hum ko market ke knowladge nahi hoti hia aor jin ko market ki postion ka pata hoota hia aor on ko experince hota hia to on ka loss boht hi kam hota hia.
                    • #475 Collapse

                      bhai aek toh yeh hal hay kay hum forex kay order ko laganay kay baad us ko 1 har kay baad dekhain agar wo profit mein ho toh us ko close kar ley aur agar wo loss mein ho toh mazeed intzar kar len kioun kay market wapass move kati hay kuch ghant ka baad es tarha aap ko loss nahin ho gay.
                      • #476 Collapse

                        g bhai ap ny bht acha sawall kea ha hm is busi ness mai is leye stress ho jaty ha q k forex market mai bht famous ha is mai hmein abi kch zeyada nhe pata is leye agr koi sawal ata h hm stress ho jaty ha is mai hm kea trade krein
                        • #477 Collapse

                          apne mind ko jiitna beh hu skata ahi cooll mind keren keu k jkjub ap coll rhngay apko yaha ep rbhut ahc result bhe hasil hu sakaay ga,
                          • #478 Collapse

                            serf wohi he jisko pata hota he k osne forex mein koi khas mehn nahi ki he osko pctice nahi he k os k pas forex mein nowledge nahi he sothat's why wo ghabra jata he or loss kar jata
                            • #479 Collapse

                              forex me live trading hota hai khas kar ke jab aapki rahi ho or mere khayal se us waqt hamen woi chezen karni chaiye jo hamen pasand hon or jinhe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ap ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti.....you must learn how to always be in the right trend of the market that will enable

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X