Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ji janab ap ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti aur nah kuch pata hota hain islye hum kabraa jaty hain k kahin lose na hojaye jis k waja se stress main rehty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      forex mn trading krte wkt bus apko apne dil ko smjhane ki zrorat hoti hai apna focuse trading mn rakhain loss ki trf twajjo na krain stress khud ba khud door ho jayga
      • #363 Collapse

        agar aapko forex me trade karte time koi stress hai to aapko thoda time forex me dur rahna chaiye agar aap fore xme bahut hi work karte hai to aapka dimg bahut h thak jata hai aur aapko kabhi forex me bahuthi hard work karna hota hai to hi aapko kakan ka adat hoga aur aapkam thakenge
        • #364 Collapse

          I think jub ap trading ko start Karen to ap ko bilkul fresh mind hona chaye q k aik fresh mind he aik acha trader ban sakta ha or ap ne emotions ko keasy control karna ha ye ap k mind par depend karta ha. be cool and calm in this business.
          • #365 Collapse

            dakhy g stress tu hota ha forex ma but humay koshish karni chayiya ka hum fresh mind sa forex trading phr galti ka chances kam hn ga dost
             
            • #366 Collapse

              dakhy g stress tu hota ha forex ma but humay koshish karni chayiya ka hum fresh mind sa forex trading phr galti ka chances kam hn ga dost ya hboht stress wala buisness ha
               
              • #367 Collapse

                daikhe forex trading mai kam karne ke liye dil chahiye hota ha kun ke forex main ap ki apni invest hoti ha aghar ap ka loss ho bi jae to ap ko tension nahi honi chahiye chalo koi bat nahi abhi nahi to phir kabi aik na aik din to profit ho hi jae ga forex trading mai .........
                • #368 Collapse

                  Dear trading karney se pehley agar cool mind aur relax ho kar trading karey aur is se pehle analysis karlein to ap stress main nahi atey q k apko apney ap par confident hota hai k 80% to apki trade right hi hogi etc.,
                  • #369 Collapse

                    forex trading main har trader ko cahhye kay wo forex trading main khud ko fresh rakhay aur forex trading main jo trader stress laytay hain wo forex trading main kabhi bhe achi earning nai kar ptay hain wo forex trading main investment say fear kartay hain forex trading main achi earning possible hoti hai thoray hard work say
                    • #370 Collapse

                      janab aap ko bilkul bhi stress nahi lena chahiay agr aap stress lain gay to aap tarakki nahi kr sakte hain cool aur calm rahain aur soch samajh kr behtreen strategy k sath trade open karain
                      • #371 Collapse

                        deekheen kay trade kay doraan loss bhi hoo sakata hay lekin stress hoone se kia ap ka los poora hoo jaye gaa. ab inssanee tqaza hay stress kaa app loss ko apnye S/L pe rakh leen
                        • #372 Collapse

                          han sir stress me is lia ajate ha q k hume lagta ha k isa agr hame ziadah loss hoga to kia hoga...
                          • #373 Collapse

                            dear aap ne bohat acha question kia hai. forex mein mostly traders ghalti usi waqt kartay hain jab wo tension mein trading kartay hain. so trade open karnay se pehle achi tarah soch len kabi b jaldi mien trade open nahi karni chahye q k jaldi mien aksar ghalat faislay ho jatay hain.
                            • #374 Collapse

                              g bahi jan aap ki bat bil kol thik hay forex trading my hm jab bi trad karty hai to hm preshar my aa jaty hai agr hm indr preshr na ho to am trad ko shi triky sy lga skty hai our us my profit bi hasil kar skty hayour agr hm loos karty hai to apni gltiuy sy kartyy hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ak acha trader bana ka leya ap ko apna ap par kabo pana parta ha is ka bagar ap ak acha trader nai ban sakta ho ap ko kafi zayd mahnat karni pati ha emotion ak acha trade ko b loss ma change kar data ha is leya trading ko fresh mind ho kar karna chaya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X