Introduction to triple top candlestick Pattern.
Forex business mai different kisam ke charts hotey ha jin par Market ke analysis kiye jatey ha aur jo professional traders htoey ha woh inhi chart patterns par hi ziada kam kartey huwe apko nazar ayengey aur in patterns ka bohot hi ziada impact hota hey market par tu mera apny senior members sy ye swal ha ky triple top aur triple bottom ki trading strategy sy hum kaisy market ki indication lay sakty ha aur kaisy apni trading ko perform kar skty ha.
Triple Top & Bottom Candlestick Patterns.
Tripple top pattern aesy time per complete hota ha jab market uptrend main movement kerty huey kisi point sy reverse movement kerna shoru ker deti ha aur jab dobara trend ko follow kerty huey same point per ponchti ha tou phir reverse ho jati ha jo market ki resistance ban jati ha jab market second time same resistance sy reverse hoti ha tou aesi surat main jo pattern creat hota ha woh tripple top hota ha aur strong resistance ka break hona phir mushkil ho jata ha aur ham trade reverse order main hi open ker ky profit hasil ker sakty ha triple bottom aik aisa pattern ha jo ye show karta ha k market par bears ka control ha jis sa ye downtrend ma move karti ha.
Tripple Top & Bottom Candlestick Pattern?
Triple top triple bottom trading strategy best trading strategy ha jisko candlestick chart pattern Kaha jata ha jab market mein double top banta ha to market vahan se rivers ho jaati ha aur aap sell trade le sakte ho aur jab double bottom banta ha to aap market se rivers trade lekar buying opportunity avail kar sakte ho aise hi aapko maloom hona chahie ki candlestick chart pattern aapko technical data hasil karne mein help karta ha aur aap prediction and hypothesis banaa sakte ho for members sari baton ko aapane samajhna ha understand karna ha aur independent trading ke liye fundamental analysis ke liye economic calendar bhi use karna hota ha jab koi news release hoti ha aur deta against forcast show hota hai to market mein double top and bottom ban sakte ha trend reversal ho sakta ha political uncertainty ki vajah se bhi es trah ki baton se ban jaate ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим