Triple Top And Bottom Candlestick Patterns.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple Top And Bottom Candlestick Patterns.
    Introduction to triple top candlestick Pattern.
    Forex business mai different kisam ke charts hotey ha jin par Market ke analysis kiye jatey ha aur jo professional traders htoey ha woh inhi chart patterns par hi ziada kam kartey huwe apko nazar ayengey aur in patterns ka bohot hi ziada impact hota hey market par tu mera apny senior members sy ye swal ha ky triple top aur triple bottom ki trading strategy sy hum kaisy market ki indication lay sakty ha aur kaisy apni trading ko perform kar skty ha.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	42
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12596473

    Triple Top & Bottom Candlestick Patterns.
    Tripple top pattern aesy time per complete hota ha jab market uptrend main movement kerty huey kisi point sy reverse movement kerna shoru ker deti ha aur jab dobara trend ko follow kerty huey same point per ponchti ha tou phir reverse ho jati ha jo market ki resistance ban jati ha jab market second time same resistance sy reverse hoti ha tou aesi surat main jo pattern creat hota ha woh tripple top hota ha aur strong resistance ka break hona phir mushkil ho jata ha aur ham trade reverse order main hi open ker ky profit hasil ker sakty ha triple bottom aik aisa pattern ha jo ye show karta ha k market par bears ka control ha jis sa ye downtrend ma move karti ha.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	4
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12596475

    Tripple Top & Bottom Candlestick Pattern?
    Triple top triple bottom trading strategy best trading strategy ha jisko candlestick chart pattern Kaha jata ha jab market mein double top banta ha to market vahan se rivers ho jaati ha aur aap sell trade le sakte ho aur jab double bottom banta ha to aap market se rivers trade lekar buying opportunity avail kar sakte ho aise hi aapko maloom hona chahie ki candlestick chart pattern aapko technical data hasil karne mein help karta ha aur aap prediction and hypothesis banaa sakte ho for members sari baton ko aapane samajhna ha understand karna ha aur independent trading ke liye fundamental analysis ke liye economic calendar bhi use karna hota ha jab koi news release hoti ha aur deta against forcast show hota hai to market mein double top and bottom ban sakte ha trend reversal ho sakta ha political uncertainty ki vajah se bhi es trah ki baton se ban jaate ha.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12596476
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Triple Top And Bottom Candlestick Patterns.

    candlestik patteren hai jo up trained ke douran hota hai aur up trained jari rehne se pehlay taizi ki raftaar mein aik mukhtasir waqfay ki numaindagi karta hai. patteren aik lambi safaid ( ya sabz ) candlestik se bantaa hai jis ke baad aik choti siyah ( ya surkh ) candlestik hoti hai jo pichlle din ki oonchai se oopar khulti hai aur pehlay din ki mom batii ke wast point ke neechay band hojati hai aur dosray din ki candlestik mein misali tor par aik lamba nichala saya hona chahiye, jo zahir karta hai ke belon ne qeemat ko sahara dainay aur usay mazeed girnay se roknay ke liye qadam badhaya hai aur patteren ki tasdeeq is waqt hoti hai jab aglay dinon mein qeemat mein izafah hota rehta hai .



    How to Identify Mat Hold Candlestick Pattern.

    Mat Hold Candlestick Pattern. qeemat chart mein aik oopri rujhan talaash karen aik lambi safaid ( ya sabz ) mom batii ki shanakht karen aur aik choti si siyah ( ya surkh ) mom batii talaash karen jo pichlle din ki oonchai se oopar khulti hai aur pehlay din ki mom batii ke wast ke neechay band hoti hai aur dosray din ki mom batii ka misali tor par nichala saya lamba hona chahiye.

    Indications of Mat Hold Candlestick Pattern.

    Mat hold Candlestick pattern batata hai ke bail ab bhi market par control mein hain aur oopar ki raftaar mein mukhtasir waqfa sirf earzi tha. kisi bhi Candlestick patteren ki terhan, tijarti faislay karne se pehlay deegar takneeki isharay ke sath patteren ki tasdeeq karna zaroori hai.



    Identification of Mat Hold Candlestick Pattern.

    Matt hold candlestick pattern paanch candlestick par mushtamil hai pehli candlestick aik lambi safaid mom batii hai, jo aik mazboot oopri rujhan ki nishandahi karti hai doosri candlestick aik choti si siyah mom batii hai jo pehli mom batii ki had ke andar khulti aur band hoti hai, jo up trained mein waqfay ki nishandahi karti hai aur teesri, chothi aur panchwin candlestick lagataar safaid mom batian hain jo aik taraf ya qadray neechay ki taraf rujhan banati hain. yeh candlestick doosri candlestick ke nichale hissay se oopar rahen.



    Trading at Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear traders Up trained mein Mat hold patteren ko dekhen aur panchwin candle ke sath patteren ki tasdeeq ka intzaar karen jab panchwin mom batii pehli mom batii ki oonchai ke oopar band hojaye to lambi position darj karen doosri mom batii ke nichale hissay ke neechay aik stap nuqsaan muqarrar karen.
    Like tu banta hay ik🙏
    • #3 Collapse

      Re: Triple Top And Bottom Candlestick Patterns.

      Triple Top candlestick pattern:

      Assalam o aliakum!Dear friends Triple Top asal main aik Bearish reversal chart pattern hay. Dosray lafzon main jab market Resistance line and Support line kay darmian moving karti hay to agr 8 candles kay bad ya 7 candles kay bad price ka up level ho to usay top kehain gay esi taran agar yeh top support line ko touch karnay kay bad pehlay ki taran 7 ya 8 candles kay bad 2 bar mazeed banay to esay Triple Top chart pattern kahin gay. Triple Top main main jab market tesra top bananay kay bad reverce down move karti hay aur support line ko brake karti hay to us time trend chang honay kay bohat ziada chances hotay hain bal k main to kahoon ga k trend chang ho jata hay.

      Benefits of Triple Top candlestick pattern:

      Dear forex members Ziada tar traders others expert traders ko follow kartay howay un kay signals use kartay hain jis main ziada tar signas fail ho jatay hain jis say un ko nuqsan ho jata hay lakin agar trader Technical analysis kartay howay triple Top chart pattern ko use karay to woh es say theek point pay entry kar kay apna target set kar sakta hay aor acha profit kama sakta hay triple top ki madad say trader Sell ka order thek taran say laga kar kamyabi hasil kar sakta hay.

      Triple Bottom Candlestick Patterns:

      Dear forex trading partners Triple Bottom Triple Top ka ult hay yehni es main jab market moving karti hay to 7 ya 8 candles bananay kay bad price jab support and resistance line kay darmian sab say ziada down ho to usay bottom kahin gay esi taran jab yeh amal teen bar ho ga to usay triple bottom chart pattern kahain gay triple bottom main jab tesray bottom kay bad price support line ko touch kartay howau reverce hoti hay aor resistance line ko brake karti hay to us time sell ka trend buy main change ho jata hay aor price kay ziada say ziada up janay kay chances hotay hain.

      Benefits of Triple Bottom Candlestick Patterns:

      Mere aziz shagirdo Triple Bottom ki madad say trader Buy ka order thek point pay laga sakta hay aor aik acha aor kamyab target bhi set kar sakta hy jis say ziada say ziada chances hotay hain ka trader kay target hit honay kay.Lehaza ham sab new traders ko aisay chats patterns say faida hasil karna chahiay aor es kay liay en ko achi taran learn kar kay understand karna bohat zarori hay ta k real trading main koi mushkil paish na aay bal k aisay anmol chart pattrn say ziada say ziada faida hasil ia ja sakay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Triple Top And Bottom Candlestick Patterns.

        Triple top Candlestick Pattern:

        Assalam o alicom kesy hy ap sab Triple top level mein teen peeks Jo chart main aik he area main move ke rahi hoti hein agar dekha jaye to yah ek bullish and bearish pattern he hai jisko dekh Kar hum market ki up and down movement ko jaj kar rahe hote Hain aur place variations bhi observe kar rahe hote Hain aur hamen apne profit yah loss ka idea ho jata hai aur ismein ham stop loss aur take profit bhi laga sakte hain laga sakte hain jo ki hamara account wash hone se a bachata hea apko best trading karne ke liye is chart pattern ka ya bullish and bearish pattern ka technical analysis bhi kar lena chahiye Taki apko profit ka idea ho jaaye aur apne loss ka bhi.

        Click image for larger version

Name:	Tripleeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee 1.png
Views:	13
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12456262

        Triple bottom Candlestick Pattern:

        Mery aziz dosto Triple bottom aik aisa pattern ha jo ye show karta ha ke market par bears ka control ha jis sa ye downtrend ma move karti ha, jis ma pehli bottom normal price moment hoti ha, second ma momentum gain kar ke possible reversal ka ishara milta ha jab ke third mein ye cheez show hoti hai ke strong support face karni par rahi ha, is pattern sa pehlay be market ma downtrend hota ha, is ma three bottoms price ma takreeban same hoti hain, is ma trend line horizontal b ho sakti ha, puray pattern ma volume down hota rehta ha jo show karta ha k bears strength loose kar rahay hain aur jb price final resistance ko break through karta ha to bullish volume increase hota hai.

        Click image for larger version

Name:	tripleeeeeeeeeeeeeeeeeeee bottom.jpeg
Views:	2
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12456263

        How to trade with Triple Top And Bottom Candlestick Patterns:

        Dear Forex Trading Parterns triple top triple bottom trading strategy best trading strategy hai jisko candlestick chart pattern Kaha jata hai jab market mein double top banta hai to market vahan se rivers ho jaati hai aur aap sell trade le sakte ho aur jab double bottom banta hai to aap market se rivers trade lekar buying opportunity avail kar sakte ho aise hi aapko maloom Hona chahiye ki candlestick chart pattern apko technical data hasil karne mein help karta hai aur aap prediction and hypothesis bana sakte ho for members sari baton ko aapane samajhna hai understand karna hai aur independent trading ke liye fundamental analysis ke liye economic calendar bhi use karna hota hai jab koi news release hoti hai aur deta against forcast show hota hai to market mein double top and bottom ban sakte hain trend reversal ho sakta hai political uncertainty ki vajah se bhi is tarah ki batu se ban jaate hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X