Forex markeet se fighting krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    forex market sy fighing krna its not suitable for us, humhain apni grip forex trading mei strong krni chahye taky hum ziada sy ziada earning ker saken, fazol mei apna time or energy waste mat kren balky usy utilize kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      dear fighting ki koi zarrot nhi hsi y aik good buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik good buiness hai is ko iisi time bhi kia ja skatra hai lekin rules k teht ye aik good buiness hai
       
      • #318 Collapse

        forex ki market se fight tab he aap kar sakte hain ke jab aap ke pas market ke bare me knowledge or experience hota hai jab aap experience gain kar lete hain tab aap ke lye is market me kmayab hona asaan ho jata hai or trading bhi easy hone lagti hai .
        • #319 Collapse

          forex market se fighting nahi ki ja sakti hay agar ham esy hi ghusy se trading karen gey to hamy loss hi ho ga forex me bahot hi cool mind k sath trading karni chaye
          • #320 Collapse

            Ge han dear ye bat thek hy ky humko forex trading ky sath fight nqhi karni chahiay keo ky is sy sirf humko loss he ho ga fight ka matlb ky agar humko loss ho jay to hum gusy main aik our trade laga dayn ky mujy market ko harana hy to ye bat ghalt hy
            • #321 Collapse

              Sir jab markeet ka kuch pata na chal raha ho or us waqat tradign ker rahe ho to aik qism ka ap us say fight hi ker rahe hotay hain mere kheyal may jab ap trading kertay ho to us waqt ap fight hi ker rahe hotay hain
              • #322 Collapse

                loss or profit is part of work but experianse is a every key of work i think after expieriance any proble you solve easily and then profit trading is very gook fun but not a lsss heart and a fighting in which problem are creative and you are solve only expieriance
                • #323 Collapse

                  ji bilkul es mein kam hi ek hai app ko market sy fight krna parta ha ies liey mei neyh ikahu ga hamesha try again krty rahen agr kamyab hona hai es kam mein toh ........................!
                  • #324 Collapse

                    jee friends forex traiding main markeet sy fighting ni jrni chahiy loss aur profit insaan k apny bs ki bat hy soo is ka khayl rkhna chahiy hy ham jitni hard work kryn gy ustna e ziada hamen earning ho gi
                    • #325 Collapse

                      dear ap ne thk kaha k jub ap ka ek dafa loss ho jaye tu phr bari lot k sath dobra trade nai lagani chaye q k us se ap ko phr bara loss ho jaye ga as laye mazeed trad nai lagani chahye aur mazeed knowledge hasil krna chaye
                      • #326 Collapse

                        humasha hikmat e amli say kam lena chaheay lraii jhgra to but buri bat hoti hy is say to insan apna hi nuksan krta hy aur khs kr business min to lraii karna bhut buri bat hoti hy is say market per assar parta hy aur insan bhit niksan uthata hy
                        • #327 Collapse

                          forex ki trading business mein fihting karnays ey muraad ye hai kay jab signals he na ban raha ho aur phir be hum trade laga deity hain kay kuch profit earn ho jaye aur phir loss hota hai.
                          • #328 Collapse

                            Gee bhai aap me bilkul sahi kaha he forex se fight karna aisa he aap dare pause ja kar samander me pank ae agar aap ko kis lot me loss ho gaya he to aap ahisya ahista recover Kate ge Aik dam recover Marne k Charo me aap ziyada loss na kha le
                            • #329 Collapse

                              ya hmara experience ay ka ap forex market sa faght kar ka mean ka loss ko bachany ka leya market main moner deposit kar ka ap market sa feight ne kar saktey as leya loss ko control karhn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                g haan dear ager hmain loss ho jay to hmain heegiz out of control nahi hona chaeay aur na hi jaldbazi main aa ker bghair sochy samjy koi aur trade put kerni chaeay, balky hmain mehnat ker k us galti ko sudharny ki koshish kerni chaeay taaky dobara loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X